kya apko forex trade aati hai??????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    dear start main to mujhe trading nahin ati thi mager mujhe ab forex main 1 saal ho gaya hai ab acha experince mil gaya hai ab main trading kar leta hoon or acha profit bi earn kar leta hoon forex se.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      G han mjhe ati ha ye business aik asa business ha jis se hm asani se acha earn kr skaty hain or is business se hm asani se apna career b bana sakty hain or is business se hm asani se success ho sakty hain or is business me trading sb ko hi ati haa
      • #123 Collapse

        jee janab main kaafi arsay se iss business main kaam kar rahaaa hoon ab mjhe buhat had tak trading aati hae, or yeh trading itni asaani se nahin ayii hae buhat zada mehnat karni apri hae tabhe jaa k mainay trading seekhii hae janab or kuchh successful huaa hon.
        • #124 Collapse

          G main forex trading mein kaam kar raha hun aur forex trading ko learn karne ki koshish kar raha hun aur forex trading mein demo account par practice kar raha hun aur forex trading mein knowledge hasil kar raha hun waqt k sath sath trading kar lun ga
          • #125 Collapse

            g han forex trading ati hia mjeh aur apko bhi chahiye ke ap is business ko deeply seekhen iski ap agar sahi se practice karenge to is mien ap phri zaropor kamiyab hoskate hian.
            • #126 Collapse

              is main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho skay aur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur experience hasil kar k hi hum trade kar skay gay aur earning ho
              "The mind is everything, What you think you become"
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #127 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: **grl پيغام ديکھيے
                is main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho skay aur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur experience hasil kar k hi hum trade kar skay gay aur earning ho
                ge han bhai hm apne trading mein jb mhnt krte hein to hmein market mein fiada milta he aur hmein apne trading mein market ke sahih trend ko smjhna he aur hm apne trading mein skills ko bhtr krein aur apne trading mein experience acha krein aur apne trading mein acha knowledge aur experience ka hona lazme hota he

                اب آن لائن

                Working...
                X