Market ko analysis karny ke liye news ka role

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market ko analysis karny ke liye news ka role

    dear sir ap ka swal correct hy k first of all hum ko forex ky trading kay rule ki analysis ker lena chye k konsi currency hum ky leyay adventage prove ho sakti hy jo zeuda understanding ho rahe ho us ko select ker lena chye q k woo hum k ly achye ho sakti hy or pher wrong bahi prove ho sakti hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market ko analysis karny ke liye news ka role

      ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapke Baat Ko manta hun Agar Ham Pakistan Sureshwar Humne market ko Achcha analyser Karenge To Hamen Achcha profit Ho payega agar koi member market Koi like nahin karta to usse Achcha profit aajkal Nahin Ho payega thanks
      • #18 Collapse

        Re: Market ko analysis karny ke liye news ka role

        اصل پيغام ارسال کردہ از: iramshehzadi پيغام ديکھيے
        Dear member ager ham market ko analysis karny ke koshish karty hai to hamy news ko read karna nahi bholna wo bhi international news ko ku ke apko kitne zyada news ke bary me information ho ge aap usse tarha se market ko analysis ker pao ge
        Assalamu Alaikum market ko analyse karne ke liye news ka ek bahut important role hota hai Kyunki market ki jo news Aati Hai use ki base per hi market ki movement hoti hai agar aap news ko acche tarike se analyse kar lete hain to aapki trade successful ho sakti hai
        • #19 Collapse

          Re: Market ko analysis karny ke liye news ka role

          market main analysis karty wakt news ka bohut ziada role hota ha ager hum sirf analysis karain aur news chek na krain gay tu ap k news any main analysis fail ho sakty hain ager ap apny analysis k sath mix kar kay news ko kam krty hain tu app ko koi bhi preshani nahi bney gee news ko kbhi bhi ignore nahi krna ap ny kyon k market 99% news py run karti hai.
          • #20 Collapse

            Re: Market ko analysis karny ke liye news ka role

            Jab ham trading kernay kay liye chart ko analyze kertay hain to us main ham news ko ignor ker detay hain que kay jab chart ko analyze kia jata hay to wo long term hota hay is liye us main pattern ko zayada twaja say dekha jata hay. News kabi sahi sabit hoti hain aur kabi ghalat. is liye news ko dekh ker market ko analysis kerna long term trader ka kam nahi hota.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Market ko analysis karny ke liye news ka role

              اصل پيغام ارسال کردہ از: iramshehzadi پيغام ديکھيے
              Dear member ager ham market ko analysis karny ke koshish karty hai to hamy news ko read karna nahi bholna wo bhi international news ko ku ke apko kitne zyada news ke bary me information ho ge aap usse tarha se market ko analysis ker pao ge
              Assalamu Alaikum Forex trading business mein Main Market ko analyse karna bahut jyada Jaroori hota hai Kyunki Hamari TM Eid ki moment per hi open hoti hai aur Hamen uski vajah Se Hi profit Hasil Hota Hai

              اب آن لائن

              Working...
              X