ziyada loss ho jay tu preshani nh leni cahiya ....
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ziyada loss ho jay tu preshani nh leni cahiya ....

    Ji haan bhai jaan aap ne bilkul he theek Kaha Agar Hamein zyada loss Ho Jaye to Hame Pareshan Nahi Hona chahie aur kabhi bhi Himmat Nahin Haina chahi Agar Hum Log ke baad himat har Jaenge to Hum Dobara is main profit Hasil nahin kar sakte
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ziyada loss ho jay tu preshani nh leni cahiya ....

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mehwishaziz پيغام ديکھيے
      dear members mn ap ko btana cahon gi keh bahot sary aisy members hoty hn joo ziyada loss ki wajh sy preshan ho jaty hn aur phir trades aisy hi open karny lag jaty hn yahi osch ky keh ab account bacha tu hy kuch nh wash ho ga tu hony do aur agar profit ana ho ga tu jay ga iasa nh sochna cahiya planing sy apna loss recover karna cahiya
      Assalamu Alaikum Har Business mein Nafa ya nuksan Hota Hai Forex trading main bhi profit bhi Milta hai aur loss bhi hota hai to loss hone Ki Surat Main Pareshan Nahin Hona chahie balke loss ko recover karne ki koshish Karni chahi Shukriya
      • #18 Collapse

        Re: ziyada loss ho jay tu preshani nh leni cahiya ....

        G haan dost aap ne bilkul theek keha he loss ki waja se pareshan nahi hona chahiye datt ker loss ka muqabila kerna chahiye or koshish ker k apne experience se us loss wali trade ko profit me close kerna chahiye jab hum apni loss wali trade ko profit me le sakte he to us se hamen confidence milta he or hum log behtri ki taraf barh rahe hote he.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: ziyada loss ho jay tu preshani nh leni cahiya ....

          G haan bhai jaan hamen as main greed se darana chahye hai aor hamen chahiy hai keee ham as main kabi na hi greed kare aor na hi as main risk lee agar ham as main greed kare gee tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sake gee q k hamen as main loss ho jay gaa as liy hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam kare aor hamen as main lot size bi km rkhna chahiy q k lot size hi aik greed hi hai as liy hamen as main greed nahi karna chahiy hai greed hamen as main nakami ki tarf le jaty hai as liy hamen greed ki koi zarorat nahi as liy hamen as main greed nahi karna chahiy ta kee ham as main kabi bi nakam na ho aor ham as main hamesha kamyab rahe tu hamen as main greed ko chorna ho gaa tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main nakmi se bachna chahiy aor hamen as main greed se bchna hai agar ham greed se bch gaye tu ham as min loss se bach jay gee yani as main hamen nakami se bchna chahiy hai agee ka ye hi soch lo ke ham as main greed na kare

          اب آن لائن

          Working...
          X