FOREX vs EXAMS.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    FOREX vs EXAMS.
    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends ager exams hon our our forex bhi zaroori ho kya kia jay?? iss lay hamein chy keh ham exams ki he tayari krein kuch members esay hain jo keh apny exams chor dety hain our fail ho jaty hain forex ka fix time nai iss lay exams ki tayari ki jay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: FOREX vs EXAMS.

    agar ap k exams a jain to koi bat nahi ap exams k liye bi time nikal kar tayari kare or forex ko bi time dain so ap k pas ek din me 24 gente hote hain or muje itna to zaror pata hai k ap ne 24 gente to study nahi karni hoti so ap kuch time study ho dain or kuch time forex ko dain ta k ap ka kam ruk na sake or ap forex se earning karte rahe or apni study bi jari rakh sake so ap ko in dono k liye time zaror nikalna chahiye or koi bahana nahi karna chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: FOREX vs EXAMS.

      forex aik acha business hain hum is mai kam karny ke agar ache leanring gain karna chatey hain to hamy forum mai kam karna ho ga or hamy news ko be dahkna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain yai business pakistan mai legal business ban cuka hain
      • #4 Collapse

        Re: FOREX vs EXAMS.

        forex aik bahtren business hain agar hum students hain or hum forex ky be member hain to hamy apny exams ky days mai forex ko corna ho ga pher he hum apne study ko be best tarky sy handal kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum jab dil chahy kam kar sakty hain hamy mahnet sy or lagan sy is mai kam karna ho ga
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #5 Collapse

          Re: FOREX vs EXAMS.

          forex aik acha business hain hamy fre time mai is mai kam karna ho ga pher he hum pasa kama saky gy hamy exam ky dineo mai forex ko cor dena chahey hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: FOREX vs EXAMS.

            agar hamary exam ky days hain to hamy apny study per tawajo dene chahey hamy kuch dinao ky liye forex ka kam cor dena chahey or hamy exam ky bad forex ko join karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: FOREX vs EXAMS.

              asalaamo alaikum sabhee forex kay bhaiyo ko g ha yh baat theek hay jab bhee aap kay exsame ho rhay ho to time ko manige kar kay aap exame ki tayaree bhee karay aor forex ko bhee time day dono say hee aap ko faida hogaa
              • #8 Collapse

                Re: FOREX vs EXAMS.

                Yes exams hon to woh de lene chahye because forex to kuch din baad bhi KR skte Hain apna business hai problem nahi ho gi phir aaram se KR sken ge Han agr tyari se koi time Bach KR mil Jaye to uss mein KR skte Hain
                • #9 Collapse

                  Re: FOREX vs EXAMS.

                  forex aik legal business hain hamy exams ky dineo mai forex ka kam cor dena cahey forex aik nline or kabe be band na hony wala business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai pasai be invest kar sakty hain hum is mai part time ya full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: FOREX vs EXAMS.

                    forex aik wasee business hain agar hum students hain to hamy pahly apny exam py foruce karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik onlibe business hain hum is mai part time be kam kr sakty hain hum is maai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kaer sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: FOREX vs EXAMS.

                      Bro Ap Ne Sahi Kaha Forex Tu Sara saal chlta Rehta he But Exam Tu Saal bad ate Hain Hmain exam mein Forex Trading nai krni chahye Aur post bhi Exam mein nai krni chahye jab exam se free ho Jaen tab Forex pe Tawaja Deni chahye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X