Loss kaise recover kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss kaise recover kren
    Assalam-o-Alaikum dear forex members forex aik acha business Hai lekin is men kamyabi wahe hasil kr sakta Hai jo sabar see kaam lyta Hai aur kamyabi hasil krny KY liye apni mehnat ko continue rakhta hai losses to Har business ka hissa hoty hain lekin kamyabi tab milti Hai jab in losses ko apni mehnat aur ache learning se recover Kiya Jae aur apni practice aur learning ko continue rakh kr Unhen apni trading se kam Kiya Jae.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss kaise recover kren

    Jb ap ka loss ho jaye tu sb se pehla step ap ne Jo laina ha wo ye ha k ap usi wqt market se exit ho jaen loss ko usi wqt recover na krean ua k bad next day ap market mein aen trade talash krean aur normel usi strategy k hisab se trading krean jaisy ap profit lainy k liye krty ho. Big lots ya over trading krny ki koshish na krean q k us se mazeed loss ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Loss kaise recover kren

      G bilkul ap ne boht nice baat ki.losses to har buisness ka hisa hote hen or hamko en lisses ko face karna hi parta he leken jab kham ek buisness ko lage rehte hen to ham apna loss osi kaam se recover kar lete hen es k baraks agar ham us kaam ko chor den to liss recover kese ho ga.lesa sabr k sath lage rahen or loss recover kren.
      • #4 Collapse

        Re: Loss kaise recover kren

        Hame Agar is business mein nuksan ho jaaye to Fir Hamein use nuksan ko pura karne ki koshish Karni chahiye Hame Apne nuksan Ko recover karna hoga tab hi Ham profit Hasil kar Sakenge is wajah se hame galtiyan nahi karni chahiye Agar Hum Se mistake ho jaaye to Hamein Unse sikhna chahi Taake Ja mistakes next time na hon
        • #5 Collapse

          Re: Loss kaise recover kren

          g haan ap ne thek kaha hai jab hm jald bazi main trade lgaty hain to hm achi trha se market analysis nahe krty na hi tolls or indicators ki help lety hain jis ki wajha se loss ho jata hai so hmesha jb bhi trade sett kren to soach smjh k patience se achi trade ka wait kren or phr trade sett kren or agr ap new hain yo seniors ki guideline lazmi leen aor ham as main los us wakat recover kar sakte han jab ham as main experience hasil kar leen gey
          • #6 Collapse

            Re: Loss kaise recover kren

            G hn bhi jan aapne bilkul sahi kaha hai har business mian loss hota hai lekin jo is lost ko recover karta hai apni mehnat aur knowledge ke sath to hua ek kamyab trader Ban sakta hai kyon ki loss ke bad hi hi insaan main karta hai jab aap forex par kaam karenge to aap knowledge gain karenge aur aap ko experience Bhi hoga aur saath mein skills bhi ye asar Kar sakenge jis se a aap aap acchi threads aur post share karenge is tarah aap ko extra bonus milega aur aur acchi earning hogi aur tabhi aap aap apna loss recover kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss kaise recover kren

              Loss ko recover karna bonus account rakhnay walay traders kay liye aik kafi important aur mushkil kaam sabit hota hai . kion ke loss hony kay baad trading karna waise b kafi ziada mushkil ho jata hai . iss liye maire kahayl say loss ko recover karny ke liye bohot he ziada disciplined trading karny ke zaroorat hoti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Loss kaise recover kren

                Loss ham aram sy lot siz ko kam kr k jitna balanace ho hamra us hesab sy lot siz rakh k kisi achy sy tradrrs k sath mil k masheara kr k anlysis ly k us pr ham amala kr k hi recover kr sgty hy sahi trading kr k hi ham achi trha sy cover kr sgty hy wasy ham cover nai kr sgty hy
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: Loss kaise recover kren

                  Dear agar ap is main mehnat kat te hain to apko is main caj bons milta hain oar apko is main loss ko recover kar na nobat hi nahi aye gaa aor is mein ham ko bonus par lambe tarde nahi lagane cheiy is mein lot size kam rkhan chaiye ar apko is mein mehnat karna chaiye is mein ham ko ihtyt se kam karna chaye aor ham ko is mein paln k sath hi tyarde karbna chaiye is mein ham ko apne bonus ko invest ki tarah hi tarde karna chaiye qk ye hamre month ka mehnat hota hain aur is mein ahm ko ache ache tarde lagane cheiy is mein ham ko apna mehnat karna chaiye ta k ham ko is mein ach bonus hasil ho aor ham ko chaiye k ham is mein acha bonus hasil kare tab ja kar ap is meinb kamyb ho sakte hain aur is meinearn ar sakte hain aur is mein ache kam bhi karna chhye .
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss kaise recover kren

                    g han app na bhai bilkul sahi kaha ha loss or kamyabi her bussinuss ma hoti rahti ha iss lia hmmya iss ma bohay zada sa zada koshesh krna ki zerorzt ha ka hmm iss ma zada sa zada focous apni life ko bhater sa bhater banana ma kr da or han apni life ko bahter krna ka lia hmmya bohat koch krna ki zeroart ha iss ma sab sa haam mehanat ha jo bohat lazmi ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss kaise recover kren

                      Dear member aapne bilkul right kaha hai ghar mein trading karte hue loss hua hai aur hum usse recover karna chahte hain to hamein chahiye ki hum Apne mind ko fresh Rakhe aur Market ko achi Tarah Se analyses karne ke liye news ko bhi read Karte Rahe Is Tarah Hame market ko bhi acchi Tarah Se analyses kar Payenge aur apne dost ko recover Karke achha profit Kama sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss kaise recover kren

                        loss ko recover krna aik bhot hi acha sawal hy k kis trah loss ko recover krein to main speciely new members sy kehna chahta hon k ap log phly 2 3 month just posting krein ta k knowledge aur experience hasil kr skein aur aik acha khasa bonus bhi bna skein ta k loss jb ho to account oy ziyada effect na ho aur istrah ap nxt trade krny k qabil bhi rehty hain leki. jb loss ho jay to phli bat k mayous nhn hona sbr k sath kan krna hy aur posts daily base py ziyada sy ziyada krein seniors sy guidline lein istrah loss ko wafi had tk recover kiya jaskta hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss kaise recover kren

                          Ji Hamen Apna loss recover karna chahie Agar Hame nuksan Ho Jaaye to Hamein Apne nuksan Ko recover karna chahi Apne looks and Co recover karna bahut hi Zaroori Hota Hai devar ke saath saath mein Soch Samajh Ke kaam karna ho ka is business Ko Agar Ham time Denge to tab he Ham is main Sahi Mano Mein Kamyab Ho Payenge time Denge to tab hi Hamein experience aayega
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss kaise recover kren

                            Ge forex Mein Hum knowledge aur experience Hasil Karke Apne loss ko recover kar sakte hain Jab Tak Hum Apne loss ko recover nahi karenge tab tak Hamein profit Hasil nahi ho sakta Forex Mein kamyabi ke liye Hamein Kafi mehnat ki jarurat hai Forex Ek bahut accha online business hai loss se bachne ke liye Hamein Big Lot ko zaroor use karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss kaise recover kren

                              forex par agr ham logo ko loss ho jata ha to ham logo ko is loss ko recover karna lazami hota ha aur loss ko recoevr karna ka liya ham logo ko chayia ka ham log chota chota trade open karya aur is ka liya demo account par zada sa zada pratice karya aur ham logo ko chpota trade is liya open karna chayia ka ham log dobra kisi bara loss sa bacha rahya warna ham logo ka account be wash ho sakhta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X