New member ko starting main threads nai karni chaheay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New member ko starting main threads nai karni chaheay
    Dear friends, bahut saray new members jab pak forun join kartay hain to woh zyada thanks hasel karnay k leay threads lagatay hain but knowledge na honay ki waja say woh kuch information share nai kar patay esleay new members ko jab kuch knowledge hasel ho jaay us k bad hi threads lagani chaheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New member ko starting main threads nai karni chaheay

    Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend aap ki baat bilkul theek hai new members to starting mein kbhi bhi threads nahi karnay chahiyein kiun k unn k pass knowledge ki kamii hoti hai jis ki Waja sy wo achay threads nahi Kar paatay lehaza unhain chahiye k wo pehlay zayada sy zayada knowledge ko improve karain phr threads karain taa k unhain zayada sy zayada thanks milain Orr iss trha unnka bonus bhi zayada hota hai
    • #3 Collapse

      Re: New member ko starting main threads nai karni chaheay

      G brother aap ny bilkul theek bola threads nahi kafny chaheye new members ko . Mai khud bhi new member hoo bas posts kar raha hoo aur knowledge gain kar raha hoo is ky elawa kush caur nahi har raha aur demo bhi jar raha hoo kya is sy may acha trader ban sakoo ga ?
      • #4 Collapse

        Re: New member ko starting main threads nai karni chaheay

        G han ya bat ap ki bilkul sahe hai bhai k newbies ko sharu mn threads start ni lrny chahen balky phly achi trah forex k baray mn knowledge aor exprience hasil krn chhy aor sirf asy threads creat krny chhen jo waqy ap ko problems aa rahe hon trading mn y forum py kam krty hoy
        • #5 Collapse

          Re: New member ko starting main threads nai karni chaheay

          Bhai Jaan Main Aap ki iS Baat Se ittefaaq nahi karTaa Jiynay bhi new Traders Hotay Hain agr WoH PehLy din PoSting kartay Hain To kaafi Saari Cheezon k Baaray Main WoH Posts Main Parhray Hain or Agar woh Un poSts k Baaaray Main Swaaal karnaa ChaaheN To Threads create kar Saktay hain Or Apni ConfuSiOn ko Khataam Kar Saktay Hain....
          • #6 Collapse

            Re: New member ko starting main threads nai karni chaheay

            Ni dear Mera ni aisa koi khyal Agar new members start men threads nahi create kren ge to wo kaise apni confusion ko door kr saken ge aur kaise wo Jan saken ge KY wo apni trading ko kaise kamyab bna sakty ahin is liye mere khyal see to new members ko start men he threads create kr lyny chaheyen ta ky wo Jin Baaton se confuse hain Un ko apny seniors se clear kr saken.
            • #7 Collapse

              Re: New member ko starting main threads nai karni chaheay

              Assalamu Alaikum dear sir aapne bilkul theek kaha hai ki new member ko starting mein 3D Nahin karne se hi Kyunki unko pata nahin Hota aur Kyunki Unka Itna experience aur knowledge Nahin Hota ki Hua acche trade kar sakte isliye toh main hi takriban pahle month mein kabhi bhi thread se nahin karne chahi
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: New member ko starting main threads nai karni chaheay

                Leken dear agar nrw members ko koe information chahiye ho koe sawal puchna ho to un k pas tbread open k ilawa to or koe rasta nh he un ko jo sawal puchna he wo thread se hi pooch sakte hen. Han exi threads pe likes na kren kyunke zawal pe like to nhn banta.
                • #9 Collapse

                  Re: New member ko starting main threads nai karni chaheay

                  G dear Ap n bikul seah Kha h forex m new members ko threads ni krny chyee tm q k in k pass itna experience or konwlge no hota is ly w/o seah threads no kry h or w/o kamyab bi ho no sktay h
                  • #10 Collapse

                    Re: New member ko starting main threads nai karni chaheay

                    G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main new members ko chahiye k woh start main threads na karen kyon k un k pas threads karne ka experience our knowledge bahut kam hota hai is liye new members ko pehle posts karni chahiye our seniors member ki threads our posts ko read zror karna chahiye jis se woh acha experience our knowledge hasil karte han
                    • #11 Collapse

                      Re: New member ko starting main threads nai karni chaheay

                      G Hamein SL Bara nahi Rakhna chahiye Hamen chahi ke hum Soch Samajh Ke apna kaam kare is business Mein Jo Bhi Humne karna hai hamein chahiye ke Ham informative post Kiya Karen Agar Ham informative post Karenge to tab he Ham is business Mein Kamyab Hai hamein chahiye ki hum ek dusre se Mashwara Leke Kaam Kiya Karen Agar Ham Is Tarah Se kaam Karenge To Ham fayade Mein rahenge
                      • #12 Collapse

                        Re: New member ko starting main threads nai karni chaheay

                        Yes sir aapki baat bilkul theek he new members k pass knowledge nahi hoti to is liye wo threads create na kia kare kio k us ki waja se seniors ki threads per log comments nahi kar sakte kio k ziada new members ki threads create ho rahi hoti he jo k kissi bhi kaam ki nahi hoti us me kuch information nahi hoti to is liye New members ko chahiye pehle 2 months tak wo sirf or sirf comments hi kia kare jab tak unko trading k baare me kuch knowledge haasil ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: New member ko starting main threads nai karni chaheay

                          Mujy app ke baat say thora ikhtilaaf hai maire khayal say tu new members ko apni learning behtar karny ke liye zaroori hai ke threads Karin. kion ke jo cheez new traders / members ko samjh nai aa rahi ho ge tu woh yeh baat thread mai question kar kay baqi members say poch sakty hain aur apny knowledge ko baqi members ke madad say behtar kar sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: New member ko starting main threads nai karni chaheay

                            G Han dear forex member ap ney acha sawl share keya hy new member ko starting mein threads nhi karney chaeyah q kah jo no new members hotay hein wo forex kay bary mein knowledge nhi hotey aur na he wo forex ko learn kartay hein is leyah new members ko starting mein threads nhi karney chaeyah phlay is ko learn karna chaeyah par thread karna chaeyah
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New member ko starting main threads nai karni chaheay

                              dear friend agar dekha jay tu new members ky pas agar knowledge hy tu thread open ki ja sakti hy thread open karny kliya koi seniors members ka hona lazmo tu nh hota threads agar open karna cahy tu new members tu open kar sakty hn par agar new members aisy hi koi knowledge ka nh hoty hn threads open kar dy aisa nh karna cahiya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X