Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade Kar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade Kar
    trading main jab bhi trade karen to fresh mind ke sath chat karna chahie aur uske bad Dil ki baat nahin marna chahiye jab bhi trade Karen market ki audition ko Dekhkar market ke shaher mein trade Karen aur stop loss aur take profit zaroor laga de trend main bhi trade open karna bahut zaroori hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade

    Ji hAan biLkul Sahii Kahaaa Hai aaap Ne FoRex Main kaamyaab HoNay k LiYe HumEn MarkEt Kk DeKh Kar hii trade Lagaani Chaahiye q k Agar Market Ko Achi Tarhaa Analize KaR k Trade Lagaai Jary Gii To Phir ChanCes HoTay Hain K proFit Ho Jaaey Gaa lekin Agar Tukkay Py Trading Ki Jaaey To ProFit ja Koi chanCe Nahi HoTaa....
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade

      G han ager ap nay forex main kamiyab hona hai to ap ko chiye kay apny dil per maat jiyn kay dil kiya kehta hai ap market ka achy say analaysis karna chiye or us kay baad trade open karni chiye achy trader humsha market ko juge kar kay trade open karty hain dil ki waja aay ap kaafi nuqsan ka bhi samna kar sakty hain so trading main market ko lazmi check karyn
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade

        Forex trading business mein hum kaamyaab hi tab ho saktay han jab hum market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k trading kartay han hum market tab tak kuch hasil nhi kar saktay jab hum khud hi tukay laga kar trading karain gay hum market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k trading karni cahaiye
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade

          G han bhai ap nay thek kaha hay, forex trading main wahi trader kamyab hota hay jo trader market ki condition ko dekh kar trade open kartay hain aur jen traders k pas knowledge nai hota woh dil ki suntay hain aur trade open kar letay hain aur un ko loss ho jata hay esleay hamain hamesha market ki condition ko dekh kar hi trade open karni chaheay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade

            اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
            trading main jab bhi trade karen to fresh mind ke sath chat karna chahie aur uske bad Dil ki baat nahin marna chahiye jab bhi trade Karen market ki audition ko Dekhkar market ke shaher mein trade Karen aur stop loss aur take profit zaroor laga de trend main bhi trade open karna bahut zaroori hai.
            Assalamu Alaikum ji bilkul by trade Forex trading mein Dil Ki Nahin Milke market ki movement Ko Dekhkar date Karni chahiye market ki direction movement say Hi Se analyses karne se hi kamyabi milti hai Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade

              Assalamu Alaikum dear forest Mundra Prem bilkul sahi kaha hai ki agar Hame Forex Mein kamyabi chahi to iske liye Hamesha sabse Pehli Baar Hi Jaruri hoti hai ki Hamein market ko analyse karna chahie aur sabse Jyada analyse karna chahiye Ki Ab market ki position Kya Hogi Tu Hi market ko Android Karke achha profit haasil kar sakte hain
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade

                Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai agar hum bonus haasil karna chahtay Hain tou iss k liye hamain Dill ki nhi balkay market ki position daikh Kar trading karni chahiye kiun k agar hum apnay Dill ki baat suntay Hain Orr market love follow nahi kartay tou iss trha hamain loss hota hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha market ki position daikh kar trading karain tabhi hum kaamyaab ho saktay Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade

                  G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Hai forex ek bohat he acha business Hai is men kamyabi hasil krny KY liye koshish krni chaheye KY soch samajh kr he trade lgaen kyun KY jab hum bgher soche samjhy trading kren ge to humen nuqsaan ka samna krna pare GA humen kabhi bhi trading dil se nahi krni chaheye balky humen markeet ki position ko dekh kr trade lgani chaheye tabhi Hum kamyabi hasil kr saken ge.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade

                    bilkul thek kaha trading karte waqt dil ke nahi market ke position dekhny chahiye dil ki position dekhe ge to ap ko profit kabhi nahi ho ga profit hasil karna ha to market ki har movement ko sahi tarah se dekhe market ko dekhte rahe aur market ko dekhte hoi apna faisla kare forex trading bohat acha business ha jis me ap achi earning kar sakty ha is ke liye forex market ko dekhna zaroori ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade

                      bhai jan aap ki baat bailkul thk hai trading karte waqt hamen dil ki nahi bal k markete kiposition dekhne perte hai.aap ne akser dekha ho ga k kuch log markete ki position ko nahhi dekhte bal k wo kehte hain k jahan hamara dil kare ga ham wahan per trde karen ge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade

                        Trading k Kam my hanay kbhi bhi dil ki naia mnni chiya ham dil sy kam kry pr dil ki man k naia demag ki man k kry taab hi is my kam my hamy faida ho sgta hy dil ki ham man k kam kry gy to hamay zra b faida naia ho sgy ga is kam sy trading my zarori hy k demag sy kam kry apna
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade

                          apni soch ko negetive hone se bachna chaiye ur market main hume positeve rehna important hai positeve soch se hi hum is main success hasil kr sakte hein demo account main daily practice krte rehna hota ha daily market ko ignore nai krna chaiye is main hume dimag ka use krna hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade

                            Jiya Mein chart ko follow karna chahi is business me sb chat hi bahut acche Hain Jisko bhi aap follow karna chahte hain aap kar sakte hain Forex trading Mein kamyabi ke liye Hamein mehnat karni parti hai Hamein Apna Har Kaam Soch Samajh Ke karna parta hai tabhi Hum is business Mein Kamyab Ho paate Hain is wajah se Hame chahiye ke hum Apna Har Kaam Soch Samajh Ke Karan tabhi Hum fayda Hasil kar Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein kamyabi ke liye dil ki nahin market ki position dekh Kar trade

                              You are right bro forex trading mein kamyabi ke liye dil se nahin blqa ke mind se work Lena padta hai tabhi jakar aap ek acche aur kamyab trader Ban sakte hain trading ka pehla rule hai kya market ki analysis ki jaaye uske baad trade ko open kiya jaye aur dekha jaaye ki trade mein vaki profit hoga tab he use par trade lagaya jaye aur tabhi aap ek accha bonus kama sakte hain aur earn bhi kar sakte hain yeah acche trader ki alamat hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X