Stop loss kyun hit hota he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss kyun hit hota he
    Dear ham jab bhe trade karte hen to stop loss zarur lagana chahiye leken masla ye banta he hamara stop loss hit ho jata he aksar or market pher profit ma aa jati he es ki wajuhat mere kheyal ma ye banti hen.ap ne stop loss zeada nazdik laga dea ho ga . Ya ap ne out of trend trade kr k stop lhaya jo k hit ho gya . Ya news qarib thi or news ki wajA SE AP KA STOPLOSS HOT HUA MOVMENT zeada hone se.ya broker ne spread increas kea or stop loss lag gea.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss kyun hit hota he

    Agar aap ka stop loss baar baar hit hota hay eska matlab hota hay stop loss sahe apni jaga pe nahi lagaya jata agar bad mei market favor mei jati hay analysis kartay huway stop loss asa dekhen jo nazdeek na ho aur stop loss proper judgement pe lagaya jay baki stop loss bhi hit hota hay trade ka hissa hay magar sahe jaga pe stop loss ko set karain.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss kyun hit hota he

      Akser trader ka stop loss hit ho jata hai kyun kay market oper ki tarfe ik dafa move bahot he kam karti hi or back move ziyada karti hai or ager market nai oper bhi move karna ho to pehly back move karye ge or us kay baad oper chalye jiye gi so stop loss market kay move karny per forun hot hojata hai
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss kyun hit hota he

        Stop loss hit hony aur take profit hit na hony ka reason ye hota hay key traders ghalat point par take profit aur stop loss ko set karny ki ghalti karty hey, market ko analysis kia jaye to traders kesi had tak right point par take profit aur stop loss ko set kar sakty hey es ka faida ye hota hay key take profit to asani se hit ho jata hay magar stop loss etni asani se hit nahi hota.
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss kyun hit hota he

          Ji haan Aaap Ki Baat BiLkul sahii Hai K Hum Agar stop Loss ka use Karen To Baar Baar StOp Loss Hii hit HoTaaa ReHta hai isLiYe huMeN chaahiYe k StoP Loss ka use Karnay ki Bajaaey Lott choTi Rakh Kaar Trade Kaaren Taaky StoP Loss ka MaSLa Hii Naaa Banay or Agar Stop LoSs Lagaana Bhi Ho to account bhoT baraa ho to Hii Lagaana Chaahiye ...
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss kyun hit hota he

            ji Hamen bigprofit Ka lalach Nahi Karna chahie Yahi Hua chij Hai Jiski wajah se hum na kam ho Jate Hain ya Hamare andar nahi Paye Jane chahiye Hamen chahi ke hum Jab Bhi trade lagae to stop loss ka istemal Kari stop loss ke bahut hi jyada quality Hai is wajah se ya bahut hit hai agar Hum Isko Laga Lenge To Agar Hamein profit Hogi To wajada Hogi Hua Is Tarah Se Keh Agar Hamari profit jahan tak Hamesha hi Thi Wahan Tak ho chuki Agar usse niche market of Aana Shuru Hogi Tu Hamara Prophet wahi par barkarar rahega
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss kyun hit hota he

              Hamein chahiye ke Aam Jab Bhi trade Kare to stop loss ka istemal zaroor Karen stop loss ka istemal karne ka bahut jyada fayda Hai Hamein is use karna chahiye sirf posting par hi Amit Hua Jo Nahin deni chahiye balke like par bhi Hamen tawajjo deni chahiye sirf posting acchi hone se Accha bonus nahi aata bulk posting ke sath sath Hamare like bhi acche hone chahiye tab Hamara bonus accha aayega
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss kyun hit hota he

                Dear ap stop loss par dehan dete hain is liy apka stop loss hota hain aor ap is mein ache se stop loss lagate hain aor agar ap is mein tarde lagate hain to apko is mein stop loss aur take profit zaror lagan chaiye aurn is mein ham ko mehnat karna caiey stop loss lagane ka hame buhurt faida hota hai uar ham ko is mein iihtyt se kam karna chaiye ye aik acha business ham ko chaiye k ha is mein ache se tarde kare aur ap is mein kmayb ho sakte hain auur ap is mein kamyb ho sakte hain aur iu smein earn akr sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss kyun hit hota he

                  G mere brothers kese hain ap sab mere khyal main mere dost nay bahot achhi baat share ki hay kayham log forex ko join karty hi earning ka soochna ahuroo kar dety hain hamain sab say pehly market ko study karna chaheye forex business ko samajhna chaheye oar ziyaada say ziyaada mehnat karni chaheye es kaybad earning kaybary sochna chahey
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss kyun hit hota he

                    Forex main profit aur loss hota rehta hai..Agar kisi currency ka sl hit hota hai to us main hamari ghalti hoti hai..hum market ka analysis achi tarah nhi karty hain..baz dafa koi high impact news release ho jati hai jis ki wja sy market opposite move karti hai aur hamari trade ka sl hit ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss kyun hit hota he

                      hamy stop loss ko use kar ky market mai enter hona chahey market jab move ho jy to stop loss hot ho jata hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss kyun hit hota he

                        stop loss is used to save our account from big loss or account wash. so that its necessary to use for small equity account holders. stop loss is one type of border between your small loss and big loss.ya sab forex trading ka hisa ha sab is ma boht pisa be kamt ha or loss be karta ha sab ka liy ha forex ak ach business ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X