forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy
    forex mai hamara posts delete ho jate hain is ke waja ya to hum ny fazool poste ke hote hain hum posting mai mistakes karty hain jis ke waja sy hamre posts delete ho jate hain forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik interantional business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

    Agar ham aesi threads post kerty rehain jo same day main repeat na ho rehi hon ya phir aesi threads main posts kerty rehain tou bhi hamari posts delete nehi hoti posts ya threads hamesha wohi delete hoty hain jo repeated hon ya jin main forex related koi kam ki bat na ho fazool threads main posts nehi kerni chahiay ky remove ho jati hai
    • #3 Collapse

      Re: forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

      Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap posting bhi kerty hain lykeen posting delete hony ka amal iss liay ziada ho gaya hay ya iss waja say hay ky hamary thread delete ho rahy hain Jo ham copy paste kerty hain oor repeated thread ya wo thread Jo forex ky related nai hota delete Jo jaty hain pher in ky reply posts bhi delete ho jati hain.
      • #4 Collapse

        Re: forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

        Assalm-o-Alaikum dear friend ap nay bohat acha sawaal Kiya hai forex mein pots iss liye delete hoti Hain Jo aik he din mein baat baar repeat ho rhi hon kiun k forum jab review hota hai tou same threads delete ho jatay Hain threads k sath sath hamaray answer bhi delete ho jatay Hain Orr iss k ilawa aisy threads bhi delete hotay Hain Jo forex sy related na hon lehaza Hamain chahiye k hum hamaisha soach samjh kar posting karain taa k hamari posts delete na hon Orr hamain koe loss na hon
        • #5 Collapse

          Re: forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

          forum per bohat sare logo ko ya issue hai ke un ki posts delete ho jati hai meri apni bohat dafa delete ho jati hai post ki quality ko b bahtr kiya jata hai phr b delete ho jati hai muje lagta hai ke jub kisi ka thread delete hota hai tu us ke sath posts b delete ho jati hai.
          • #6 Collapse

            Re: forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

            Agr aap chahti hein forum se apki posts delete na hon tu short thread ko reply na krein aur aik topic pe mtlb jaisy experience aur knowledge hai agr aik thread ko reply kr dia is jaisy aur thread ko reply na krein balkeh aur thread choose krein aur kuch posts is liye bhi delete hoti hein kuch members repeated threads create krty hein jb forum review krta hai tu us thread pe jitni posts hoti hein thread k sath delete ho jati hein umeed krta hon aap ainda in baton ka khayal krengi.
            • #7 Collapse

              Re: forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

              I think to aaram see posting kren dhyan see jldi mein nai takeh writing ghltiyan na hon post mein aur duplicate ya copy paste na ho thread bhi aik he baar bar na kren different aur ache topic hon useful informative
              • #8 Collapse

                Re: forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

                Dear member agar aap chahte hain kya aapke post kam se kam delete ho aur aapke a postman knowledge or experience Ka Hona bahut jaroori Hai Tabhi aapke post delete Nahin Ho Gaye aur iske liye aap ko Apne knowledge or experience Ko Badhana Hoga tabhi aap acchi posting kar Payenge aur aap ko ek accha bonus Bhi Milega
                • #9 Collapse

                  Re: forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

                  hamy aik time table bana kar kam karna chahey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik unique businss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar tukkky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international bsiness hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

                    foirex aik online or international business hain hamy is main achi or alla qualities ki posts reply karni chahey agr ham is main jald abzzi main or tukky laga kar is main kam kary gy to hamari posts deleted kar di jati hain or hamy is ka bonus be nahi milta lakin is main market yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota yai aik unique job hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

                      forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai posting karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wkat ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum kam kr ky pasia kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

                        Pakistan Forex foreign par aap informative post Karan to aap ki post delete nahi hogi aur aap sirf unthread Ka Jawab Den Jo Meri Ho Aur informative Ho to use aapki post hi delete hone se baat Sangi beshak aap kam post Karen lekin acchi se acchi post Karen Jyada post Karen lekin agar aap aap meri post nahi karte to usse aapki post ka aapko koi fayda nahi hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

                          Jeeee friend m apko aaj btaana chahtaa hon ken kamo ya galteyoon ke wajah sy posting delete hoti hy yaa aj kal jaisy zeyada ho rahe hain woh iss leye hy keh kezi or ke copy krny sy ya osz tarh ke koi posting krny ay b woh apki post delete hosakti hy so apni tarf sy lch lekhin or ke copy past na krin warna aisa he hota rahy gaa
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Naila پيغام ديکھيے
                            forex mai hamara posts delete ho jate hain is ke waja ya to hum ny fazool poste ke hote hain hum posting mai mistakes karty hain jis ke waja sy hamre posts delete ho jate hain forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik interantional business hain
                            Assalamu alaikum bhai jaan forum posting karte hain hamein chahiye keva Forex related ho aur usme koi bhi galat baat na ho tab hi Hamari post delete nahi hogi Agar Hum repeated thread create Karenge to Hamari post delete ho jayegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mai posts ko delete hony sy kasy bachay ? koi ache tips dy

                              Forex mein jo post delete kar di jati Hai vah me bas ki apni mistake hoti Hai kyunki koi bhi aisi thread par reply nahi karna chahie Jo sasur aur jisme koi bhi information share na ki gayi Ho kyunki hua delete kar diye jate Hain aur usse joh bhi bahut acchi post karte hain woh bhi delete ho jati hai care for vocal training karni chahi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X