salam dosto main aap k sath dil ki baat share karna chahta ho ta k aap logo ko kuch sabiq mile zaida tar trader samjhte hai jo zaida profit banata hai wohi kamyab trader hai lekin main kehna chahta ho jo trader apna account safe rakhta hai 90% wo hi kamyab trader hota hai profit or gambling se b ho jata hai lekin loss b hota hai agar forex main kamyabi har kisi ki tention se bachna hai phir forex main account ko safe rakhna boht zaroor hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим