Trading me indicator use karny ki technique

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me indicator use karny ki technique
    Indicator technique ko agar trading me use ki jaye to es technical indicators ko use karny se be ham trading ko profitable bana sakty hey, magar indicators ko samjna bahot zarori hay demo account me har esy indicator key result ko dekana chaye, agar demo account me indicator ko test karny se result traders ko acha milta ho to us ko ye indicators real account me be use karny chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me indicator use karny ki technique

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Indicator technique ko agar trading me use ki jaye to es technical indicators ko use karny se be ham trading ko profitable bana sakty hey, magar indicators ko samjna bahot zarori hay demo account me har esy indicator key result ko dekana chaye, agar demo account me indicator ko test karny se result traders ko acha milta ho to us ko ye indicators real account me be use karny chaye.
    Trading karne ke liye aap trading ki planning bahut jyada important Hoti Hai traders ko chahi Ke Jab trading kar rahe ho to trading karte hain way indicators ko use Karen Hua traders ki trading mein bahut help Karte Hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Trading me indicator use karny ki technique

      G han brother ap thek kah rahay hain, trading k doran indicators ko use karna lazmi hota hay, q kah es say market ko analyse karna asan ho jata hay aur koi bi indicator ho hamain usay direct real account par use nai karna chaheay pehlay usay demo account par test karna chaheay.
      • #4 Collapse

        Re: Trading me indicator use karny ki technique

        G aap ne bilkul theek kaha hai indicayors ki madad se hum apni trading ko behtar kar saktay hain . Lekin sab se aham baat demo hai ager kisi bhi indicator ko real accont ki bajaye pehlay demo pe test karlia jaye to wo behtar hota hai kiun k aisay humain us indicator k baray sara pata chal jata hai k us ki working kia hai .
        • #5 Collapse

          Re: Trading me indicator use karny ki technique

          Doston Assalamu Alaikum doston kaise hain aap sab ummid karta hoon ke sab log bilkul theek Honge aur aap sab Doston Ki trading Kaise chal rahi hai? Doston trading Ki Duniya Mein wahi Insan Kamyab hai jo different different techniques aur technical analysis karta hai ISI Tarah Hamein Har benefit Dene Wali chij ko use karna Aana chahie essay indicator candles ko samajhna and bahut sari Aur cheese isliye Mein Sabhi Aane Wale new membership Yahi bolunga keva pahle market ko achchi Tarah samjhe aur FIR kam Karen Ee Oru daily demo account ko time den Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Trading me indicator use karny ki technique

            Dear brother aap ne bilkul theek kaha forex trading mein kamyabi k liye indicator ko use krna ata ho market mein boht se indicators hein jin se market ko analyze kia jata hai is se market ki direction ka pata chalta hai sb se ziada use hony wala RSI indicator hai jisko traders boht ziada use krty hein kionkeh yeh simple hai.
            • #7 Collapse

              Re: Trading me indicator use karny ki technique

              Gee haan bhai trading mein indicator use kernay sae kafi behtari aati hai agar trading mein indicator ko kaisay use kya jata hai hum yeh seekh lain aur uss technique ko hum apni her trading mein use kernay chahyeain
              • #8 Collapse

                Re: Trading me indicator use karny ki technique

                bhai jan sub se pehli ek bat ap sub ko jan leni chahiye jo k bohat zaroori hai wo ye k koi bi indicator ho wo 100% sure nahi hota or ap ko kabi bi kisi bi indicator par totally depend nahi hona chahiye ku k indicator ka knowledge hasil karne me bohat time lag jata hai or har koi indicators ko nahi samaj sakta so agar ap totally indicators par depend ho kar kam karo gey to ap ko yakeenan loss hi ho ga jis ki waja se ap ka dil forex se uth jay ga so ap ko in bato ka has khayal rakhna chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me indicator use karny ki technique

                  forex mai hamy indicators ko use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me indicator use karny ki technique

                    orex aik online business hain hamy is main hard work or mehant sy kam karna chahey hamy expert ho kar indicators ko use kar ky is main market main trade lagani chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko apni marzi sy pora kar sakty hain yai aik world wide business hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X