Over trading kabi nahi karni chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading kabi nahi karni chaye
    Over trading karny ka koi be faida traders ko nahi ho sakta hay es se risk factor me ezafa hi ho sakta hay, risk factor ko kam kar key hi profitable trading ho sakti hay, agar best price par orders over trading key base par open key jaye to es me be loss ho sakta hay, traders ko over trading ko avoid karna ho ga es me traders ki behtari hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading kabi nahi karni chaye

    Over trading kabhi nahi karni chiye kyun kay jo log ove trading karty hai wo bahot jald he apna account wash kar bethty hai ap ko choye kay har waqt safe trading karyn or ager ik trade per munsb profit hasil ho raha ho to ap ko chiye kay ik time main ik he trafe karyn or ik say ziyada trade open n karyn over trading kabhi n karyn
    • #3 Collapse

      Re: Over trading kabi nahi karni chaye

      mery bhai men ap ki bat samajh gaya hon ap ye pooch rahy hen ky analysis ki kitni iqsaam hen to mery bhai forextrading business men analysis ki do qismmen hen aik technical analysis or dosri fundamental analysis ye dono analysis forex trading business men kamyabi hasil karny ky liy zarori hen in analysis ky bagher is business men kamyabi hasil nahi ki ja sakti
      • #4 Collapse

        Re: Over trading kabi nahi karni chaye

        G han brother hamain over trading kabi bi nai karni chaheay q kah over trading say hamain kuch hasel nai hota ulta loss hota hay aur hamara account risk main aa jata hay esleay hamain over trading say bachna chaheay.
        • #5 Collapse

          Re: Over trading kabi nahi karni chaye

          G bhai sahi keh rahy hen ap over trading na hi kryn tu hmary liye acha hai q keh agr hmari trading profit min ja rahi hai or hm zada profit k chkr min agr lalich kr jaty hen or order close ni krty tu hmy bhot zada loss ho skta hai hm Milny waly profit sy bhi jayn gy or jo bonus hoga hmary pas us sy bhi hath dho bethy gy.
          • #6 Collapse

            Re: Over trading kabi nahi karni chaye

            Forex trading mein hamein kabhi bhi overtrading nai krni chahiye kionkeh is se account wash ho jaty hein phr yeh mistake dobara nai krni chahiye is mein ziada tr loss hota hai overtrader kabhi bhi aik kamyab trader nai ban sakta isko hamesha avoid krein.
            • #7 Collapse

              Re: Over trading kabi nahi karni chaye

              Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein humain kabhi bhi over trading nahin kerni chahyea kyun kay over trading ka kabhi kisi ko faida nahin hota balkay iss sae hamesha nuqsaan hi hota hai aur aisa kaam nahin kerna chahyea jis sae humain nuqsaan ho
              • #8 Collapse

                Re: Over trading kabi nahi karni chaye

                Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k over trading ko control krey. Over trading bhe forex mai short cut mai ati hai. Forex mai jo bhe trade open krey tou forex market mai analysis krey aur es key bad trade open krey.Jis sey ap risky key sath over trading ko bhe easly control kr sakty ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading kabi nahi karni chaye

                  Asslam o alikum.dear ap na bilkul theak kha k kisi b trader ko over trading ni karni chaheay Q k agar hum over trading kary gy to wo loss hony ka chance b zyada ho jata ha es lia hum ko bs aik limit ma he rah kar trading karni chaheay r loss ma ni profit ma jana chaheay aik achay trader ki tarha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading kabi nahi karni chaye

                    bilkul over trading hum sub ko kabi bi nahi karni chahiye ku over trading ka nuksan hi hai ku k jub ap over trading karte hain to ap k account k wash hone k bohat chances hote hain so ap ko chahiye k ap apna account safe rakhe or kabi bi over trading na kare ku k jub ap ka account wash ho jata hai to phir ap ko dubara apna account balance se bhar kar trading karni parti hai jis k liye ap ko kafi time lag jata hai so ap stop loss ka use kare or trading kare ta k ap ka account safe rahe.
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading kabi nahi karni chaye

                      G han hmain soch samj Kar traiding krni chahiye ta Kay profit hasill ho na k over traiding ki waja say hum loss main chalay Jain aik kamyab trader kbi b over traiding nai krta q k over traiding ki wja say aksar loss zyada ho jatahai jis say account wash ho jata hai aik kamyab trader kbhi b apna account wash nai krta balkay apna account safe rakhta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading kabi nahi karni chaye

                        Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain over trading bilkul bhi nahi karni chahiye balkay hamain hamaisha sabar sy kaam laina chahiye agar hum over trading kartay Hain tou hum confuse ho jatay Hain Orr hamara aik trade Parr bhi theek sy dheeyaan nahi rehta Orr hum loss ka shikaar ho jatay Hain Orr iss trha hamara account wash ho jata hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha sabar sy kaam lain kiun k sabar ka phul meetha hota hai Orr laluch bohat burri blaa hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading kabi nahi karni chaye

                          Over trading kerne se buht hi ziada loss ho sakta he jisko hum bardasht bhi nahi ker sakenge hamara account balance kam hone ki waja se hum logon ko over trading nahi kerni chahiye or jo bhi trade open kia kare to lot size ko soch samajh ker apne account balance k mutabiq use kerna hoga jis se hum loss se bach sakte he, hamen aik se ziada trade open nahi kerne chahiye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X