Stop loss Kiya hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss Kiya hota ha?
    Asalam o Alikum umeed ha k sb khariyat sy hon gy mera aj ka sawal ya ha k stop loss Kiya hota ha or isy kis wakt use karty Hain ma senior member sy ya bat pochnq chahta hon...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss Kiya hota ha?

    dear stop lose ko hume lazmi use krna hota hai ye hamre account ki safety k liye hota ha is main hum eik target set krte hein hamri trade lose main chali jaye tu kam lose atuo main close ho jati ha ur hume take profit k be use krna hota ha
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss Kiya hota ha?

      Dear stop loss trading ka tool hay jes se account ki safety mumken ho sakti hay, stop loss ko agar trades me use kia jaye to ye loss ko control kar sakta hay, stop loss tool ko agar use kia jaye to market ki big movement account balance ko koi be nuksan nahi de sakti hay, har trader ko hi stop loss use karna chaye es se be trading ki performance behtar aur account ki safety mumken ho jati hay.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss Kiya hota ha?

        Dear brother forex trading men stop loss aik bahut hi acha option hey jab hum kisi pair pe trade lagatay hen tu loss ko aik jaga fix kar letey hen k agar trade loss men jati hey tu ziyada loss nah ho aur automatically stop loss hit ho jay aur baray loss se bach saken aur account bhi safe rahay
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss Kiya hota ha?

          G han bhai jan aap ki ne bilkul thk baat poochi hai forex main stop loss kiya hota hai ager hamen loss ho raha ho to hamen trade ko close ker dena chaye es ko stop loss kehte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss Kiya hota ha?

            Dear brother
            Forex main Stop Loss aik bunyadi tool haay jis ko istamal kr kay hum hum apny account ko safe kr sakty haay jb kabi hum trade lagty haay tow hum aus main stop loss lagty hay jb kabi market hamay trade market k agaist jay tow khuch pip loss par hamri trade automatic close ho jay ais tra humy loss kam say kam ahy gaa ais k barhaks stop loss k istamal na krny par loss zyada hony ki waja say hamra account wash be ho sakta haay
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss Kiya hota ha?

              Stop loss trading main ik ehim point hain jis ki waja say ap ka account safe rehta hai ager ap nay trade open ki v hai to ap ko chiye kay stop loss ko lazmi use kryn or taan kay ager ap ki trade loss main jiye to ap ki trade forun close ho joye taan kay ap account safe rahy account wash na ho loss ho jiye wo recover hojata hai
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss Kiya hota ha?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aqibshabir پيغام ديکھيے
                Asalam o Alikum umeed ha k sb khariyat sy hon gy mera aj ka sawal ya ha k stop loss Kiya hota ha or isy kis wakt use karty Hain ma senior member sy ya bat pochnq chahta hon...
                Stop loss. Hota hai jo trading karte hue traders Lagate Hain aur use. Par pahunch Karen trailers kiye trade automatically close Ho Jati 30 August ki trade laws Mein Ja Rahi Ho To Main stop loss bahut important hai
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss Kiya hota ha?

                  ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan form mein reading Karte Hain tu Hamein stop-loss Lagana Hota Hai job loss ka matlab hai ki hum Jab Bhi trading open Karte Hain Tu Jab Hum stop lock Lagate Hain Tu Hamara trade wahi par close ho jata hai aur Hamein bahut Jada nuksan Nahin Hota isiliye Hamein stop loss ka istemal Jarur karna chahi thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss Kiya hota ha?

                    Dear jb hum trading krty hein aur koi trade open krny lgty hein tu hum market k aik point pe stop loss ka option use krty hein jis se ziada loss nai hota market jaisy hi us point ko hit krti hai tu trade loss mein automatically close ho jati hai new traders stop loss ko zaror use krein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss Kiya hota ha?

                      g han dear brother main ap se sehmat hun ap ne bahut acha sawal kiya hae forex main apne account ko safe rakhne ke liye stop loss bahut zarori hae stop loss ka matlab hae ke jab hum forex main trade open karte hain agar hamen wo trade strong na lag rahe ho to hamen us par stop loss laga dena cahiye q ke agar hamare trade loss main chale jate hae to stop loss hone ke waja se hamen zayada loss nhe hota hae to hamen stop loss lazmi use karna cahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss Kiya hota ha?

                        Dear apki bat thek hai k ham ko is main stop loss us karna chahye aor agar ap is mein stop loss use kar te hain to apka account wash hone se bach jata hain uar ham ko is mein stop loss use kar te hain to ham ko is mein kamyb ho skte hain aura agar ham is mein stop loss use nahi kar te hain to hamara account wash hone se bach jata hain is liy ham ko is mein stop loss use karna chaiye is mein ham ko stop loss ihtyt se use karna chaiye stop loss k baghir ham ko is mein tarde nahi karna chaiye aur ham ko is mein ache se lagan chiye tab ja kar a is meuin kamyb ho sakte hain aur is mein earn kar sakte hain agar ham is main stop loss use nai kar te hain to ham ko is main apna account vse hath dho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss Kiya hota ha?

                          stop loss aik aesa chez hai jis ka use kar kee ham as main se apne profit ko safe rakh sake gyy as liy hamein chahyey hai kee ham as main ache se kam kare aor hamen as main bohat hi zyada mihnat se bhi kam karna chaye hai aor ham ko as main satop loss ka istmal karte rihna chaye hai
                          PAK ARMY ZINDA ABAD
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss Kiya hota ha?

                            G haan bhai jaan hamen as forex trading main har wo chez use karna chahiy hai jis se hamen as main experience milta hai aor hamen fayda milta hai aor as main main ap ki bat se sihmat hon as main hamen chahiy hai kee hm as main ache se kam kare aor hamen chahiy hai kee ham har hall main as main experience hasil kare q k hamare pass as main experience nahi ho gaa tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sake gee as liy hame as main experience hasil karne ki kushsh karna chahiy hai demo ka use kar kee as main q k hamen ziada se ziada experience demo se hi mil sakta hai as liy hamen as main demo ka use karte rihna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main har hall main mihnat se har kam kare tu ham har hall main ham as main kamyabi hasil kar lee gee as liy hamen as main mihnat karte rihna ho gaa
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss Kiya hota ha?

                              Stip loss hota hy agr loss ho to ayk limit my uho jo ham select kr k ham rakhty hyblgaty hy us sy zeada loss na ho our esa hi hota hy agr stop liss lgaya hota hy to phr hanri trade agr liss my cjali bhi jati hy to phr who zeada taiem zeada loss naia dyti hy stop loss us ko close krwa deta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X