Khauf zada hokay trade na karay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Khauf zada hokay trade na karay
    Dear dosto assalamualaikum kuch log market Mai chart jab open kartay hai to trade laganai say pehlai unkai fill Mai loss honay ka khauf rehta hai womtrade laganai say dartai Hain Jo ke sarasar ghalat kiun ke aksar wo log iss waja say ache opportunities miss Kar daitay hai unko Mai ye batana chahunga ke confidence ke sath trade karai aur market Mai zyada khauf zada na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Khauf zada hokay trade na karay

    G han jes trader ko loss ka dar ho ga wo loss se khuf zada ho kar hi trading kary ga es kisam ki trading ko bilkul be acha nahi samja ja sakta, es ki waja ye hay key agar hamy loss ka dar ho ga aur ham ne market me best point par trade ko place be kia ho ga to loss se khuf zada ho kar ham bahot kam profit me hi es trade ko close kar sakty hey aur big profit hamary hath se loss key dar ki waja se nikal jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: Khauf zada hokay trade na karay

      Forex mein trading kerni hai tou phir pooray confidence kay sath kerni chahyea aur zahen mein kisi qisam ka khauf nahin hona chahyea agar aap kay zahen mein loss honay ka khauf ho ga tou phir aap ko lazmi loss ho ga iss lye derna nahin hai
      • #4 Collapse

        Re: Khauf zada hokay trade na karay

        Age rap trade open karna chaty hain to ap ko khof ziyda lag raha ho yo ap ko chiye kay trade hargiz open na karyn kyun ky bnada jab pershni main koi kaam karta hai wo is min zaror nakam he hota hai so ap ko chiye kay jab ap ka fresh minde ho ap us waqt trade open karyn taan kay ap ko pershani ka face na karna perye
        • #5 Collapse

          Re: Khauf zada hokay trade na karay

          Bilkul trading me khauf zada nahi hona chahiye khauf zada ho kar trading karne walo ko mushkil hoty ha forex me khauf zada ho kar trading karny walo ko forex mushkil lagta ha aur forex me fear ke beghair trading karny walo ko trading me asaani hoty ha apna mind clear kar ke trading karny chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Khauf zada hokay trade na karay

            Walikum salaam! Dear kabhi bhi khof zada hu ker trade na kiya karay kiun kay aisa kernay say apko loss hu sakta hay balkay hamesha pehlay market analysis kiya karay aor apnay experience ki bina per trade open kiya karay aisa kernay say apko kabhi bhi tension nhi hugi aor ap relax mode ma trading ker saktay jis say apko profit hunay kay chances bhot barh jatay han.
            • #7 Collapse

              Re: Khauf zada hokay trade na karay

              hume is main dar k trading nai krni hoti hai is main samjdari se kam krna hota ha ur jab hum trading krte hein tu hume apne khuf ko apne andar se nikal dena chaiye hume daily chart analysis ko dekhte rehna hota ha daily is main hume kam krna chaiye ye important ha
              • #8 Collapse

                Re: Khauf zada hokay trade na karay

                G han bhai jan aap ki baat bil kul thk hai ager hamare ander khauf ziada ho ga to hamen trading nahi karne chaye ager ham der ker trading karen ge to hamen loss ho jae ga.hamen chaye k ham der ker trading kar na karen.
                • #9 Collapse

                  Re: Khauf zada hokay trade na karay

                  G hn sahi kaha hamy khofe zada hoo ka treading ni krni chahy asya krna s hmmy faida hon nbe howa tu ni ho sakya ga ku K hmara khouf hmmy agya he ni jana da ga or hmm yahi ka yahi rah jaya ga or losss ki tarfe jana k zada aindasha hot ha asy iss lia khofe ni krna chahya
                  • #10 Collapse

                    Re: Khauf zada hokay trade na karay

                    Assalamu alaikum dear members khofezada hokar trade bilkul Bina Karen baqa pahle aap market mein analysis Karen uske bad trade ko opan Karen trade open karne ke bad Deccan ke kitna loss aur profit hai uske bad soch samajh Kar aap trade Karen tabhi jakar aap kamyab trader Ban sakte hain is process say aap ko loss nahin hoga balqa profit ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Khauf zada hokay trade na karay

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                      Dear dosto assalamualaikum kuch log market Mai chart jab open kartay hai to trade laganai say pehlai unkai fill Mai loss honay ka khauf rehta hai womtrade laganai say dartai Hain Jo ke sarasar ghalat kiun ke aksar wo log iss waja say ache opportunities miss Kar daitay hai unko Mai ye batana chahunga ke confidence ke sath trade karai aur market Mai zyada khauf zada na ho.
                      Jab aap Hote reading Karke loss hone Ka Dar ho to aap ko chahiye ke aap trading na Karen Agar Aise time par aap trading Karenge to aapko launch hone ke chances bahut jyada Honge Kyunki aap ki planning achhi Nahin Hogi
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Khauf zada hokay trade na karay

                        bohat acha sawal ha ager humk oforex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko dar kar forex trading nhi karni hoga q ka ager hum dar dar ka trading kartaa ha to per hum ko loss he hoga laken ager hum hemat ka sath trading kartaa ha to per hum profit he hotee ha .............
                        • #13 Collapse

                          Re: Khauf zada hokay trade na karay

                          Dosto kaise hain aap sab Jee bilkul agar koi bhi kaam trading elawa e b Agar confidence Ke Sath Na kiya jaye to uska kaam m.la hone ke Koi Khaas chance nahi hote Duniya aur Zindagi Ki Har stage par confidence Hona bahut jaroori hai koi bhi kam Dar Ka Mat Karen you trading Mein Tu bilkul bhi nahin agar aapne Koi trade Lagani hai tu full confidence ke sath mind ko fresh rakhte hue lagayein aur aap Dekhenge ki iska aapko bahut jyada benefit hoga isliye koi bhi trade Dar ke mat lagana aur bilkul fresh mind ke sath kaam Karen Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Khauf zada hokay trade na karay

                            Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain kbhi bhi khoaf zadaa ho Kar trading nhi karni chahiye balkay confidence k sath Kam kana chahiye agar hum khoaf zadaa hon gy tou hamain loss k siwaa kuch bhi Haasil nhi ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Khauf zada hokay trade na karay

                              forex trading my jab risk ziyda or profit k bhi kam chances hon tw trade nahi karni chahye or thora wait kar k kam risk py trade kar lyna ziyda bhtr hota hai beshak kam profit hota ha mgr loss tw nahi hota na isi liye tradr ko chahye k wo kbi b ziyda risk py trade na kare jan analys karna muskil ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X