lesson for new forex traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lesson for new forex traders
    jee main yahan new traders ky liye thora guide kron gi kay forex trading ya forex market kiya hy?
    Forex market ya foreign exchange ek internal mandi hy jis main duniya ki mukhtalif currencies ki sell buy ki jati hy yeh duniya ki sb sy bri market hy ek hujam kay mutabik 2.5 $ sy bhi ziyada daily eska lain dain hota hy jis main yeh market 5 din open rahti hy and koi bhi admi ksi bhi country ki currency ko buy kr skta hy and sell kr skta hy ..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lesson for new forex traders

    g han forex aik bohat hi bar business hai is me daily ka bohat zaida paisa invest hota hai yaha per currency ka lain dein hota hai agr hum is kam ko kare gy tu hume is kam me bohat zaida fiada ho sakta hai forex aik acha online business hai.
    • #3 Collapse

      Re: lesson for new forex traders

      Forex market mai jo new traders hai. Tou en ko chahey k wo demo account sey satrt krey aur forex market mai learning krey es ka exprience hasl krey. Jis key bad wo forex market mai trade kr sakty hai aur market mai profit hasil kr sakty hai.
      • #4 Collapse

        Re: lesson for new forex traders

        G aapne bahut acchi thread Lagayi Hai Hamein bhi chahiye ke yahan Aisi informative thread Lagaya karonji se dusre Logon Ko fayda Ho Agar Hum Is Tarah Ki thread lagayenge Tu Jyada Se Jyada members Hamari thread par reply Denge Jis Se Hamein Achcha bonus milega aur Hamein apni mistake se sikhna chahiye use lesson Lena Chahiye ya bahut Jaruri Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: lesson for new forex traders

          Dear friend forex trading dunia ka bahtareen busnes hy as mai mokhtalef cransy metal oil par trading hoty hy as main sellng aur buying karty hain aur sab say ziada profet deny wala busnes hy
          • #6 Collapse

            Re: lesson for new forex traders

            Dear apki bat thek hai k is main new tarder ko bhi lesson sekhna cchhye aor ham ko i mein ache se mehnat karna chhey ham jo mistke kar te hain aur ko bhola nahi chhaye s mein kamybi aun ko milte hain jo is mein hard working kar te hai n aur is mein daily posts kar te hain is mein mayari posts kar ne chiey aor ham ko chaiye k ham mehnat se kam lenis mein time pass na ker is mein mehnat karo jo is mein kamybi chhta hain is mein mehnat karte hain wo is mein kamyb ho jate hain iS mein ham ko apna posting oar dehan dena chaie uar is mein kamybi hasil kar ne ki koshsh karna chaiye is mein hard working kar ne wale log hi is mein kmay hote hain aur is mein cahe se kam karna chaiye tab ja kar ap is meinh kamyb ho sakte hain aor is mein profit hasil kar sakte hain orr is mein mehnat kar ne mein hi hamra kamybi hai
            • #7 Collapse

              Re: lesson for new forex traders

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex trading ma lot of earning karni ha to per hum ko apna emotion ko control ma raknaa hoga or hum ko lalach nhi karni hoge to per hum ko success hoge or ha hum ko apna trade ma stop loss or take profit ka option ko be use karna hoga............
              • #8 Collapse

                Re: lesson for new forex traders

                ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends jo new trader hain unhein chy keh wo apna trading account start kerny say phly demo account zaoor use krein q kay demo account say ham apni galtyaan door ker sakty hain demo account say ham aik achi practice lay sakty hain demo account say ham aik acha experience gain ker sakty hain demo account use kerny ky baad ham real account main asani say kaam ker sakty hain our sabsay phly single pair pe trading kerni chy hamein q kay isska spread bhi kam hota hai our iss main loss kay chances bhi kam hoty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: lesson for new forex traders

                  jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h as lye greed free kam karna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: lesson for new forex traders

                    dear friends Forex trading Mein kaam karte hue hamein chahiye ki Jyada Se Jyada demo account se practice Karen Jyada Se Jyada time Forex trading co 10 Taka aap ek accha trade Karke Ek accha profit Hasil kar sake their friends aap Jitna Jyada time Forex trading co Denge utna Jyada aapko experience Hoga Aur Is Tarah aap accha trade Karke Ek accha profit Hasil kar Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: lesson for new forex traders

                      G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Hai forex ek bohat he acha business Hai is ky ilawa ye worldwide business Hai is men different currencies ki selling buying hoti hai is men work kr KY hum ache earning ko possible bna sakty hain aur apni needs ko asaani se poora kr sakty hain is k ilawa hum apni family ko support kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: lesson for new forex traders

                        ji Hum is business Se Achcha bonus Hasil kar sakte hain ya Hamare Apne Upar hai agar Hum mehnat Karenge mehnat Ke Sath Apna Kaam Jyada aur accha Karenge To Ham is business mein jyada bonus Hasil kar sakte hain is wajah se hamein chahiye ke Ham is business mein jyada Se Jyada achha bonison Karen aur is main Kamyab hone ki koshish Karon mehnat karke hi Hum is Mein Kamyab ho sakte hain isliye Jyada mehnat karein
                        • #13 Collapse

                          Re: lesson for new forex traders

                          G han forex trading ek online busnisess hai jo worlwide main chayaa howaa hai is main diffrent countreiss ky log kam kar rahy hai our difrent countreiss kyy pairr hotyy hai jin kyy sat currency ko buy ya cell kiaa jata hai khar pair maun markeet ko movement lag hotii hai jis main asni hai ousy par work kar sktyy hai..
                          • #14 Collapse

                            Re: lesson for new forex traders

                            G han forex market iak acha business ha ar is ma ham log buy and sell karta han ar is ma ham log curriences ko buy and sell karta han is ma ham log bhot easily achi earning Kar sakhta han ar is kabi market off hoti ha kabi open is ma hma logo ko market ko dekh Kar hi trading Kara gay to ham log is ma kamayab ho sakhta han ar is ma ham log achi earning Kar sakhta han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lesson for new forex traders

                              Ji haan dear aapne bilkul theek Kaha Forex trading 1 international business hai bahut sari countries ke pair hote hain UN par trading Karni hoti hai Ek countries ki currency ko dusri country ki currency syy exchange karna Markeet main trading Karke Agar market Hamare Haaqq Mein Jati Hai To Hamein profit Hasil Hota Hai...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X