Loss ko control karny ka important step

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko control karny ka important step
    Trading me loss ko control karny ka sab se important step risk management hi hay, traders ko apni strategy me risk management ko hi priority deni chaye, es ki waja se un ka trading me loss control be sakta hay aur sath me un ki trading performance loss na karny ki waja se improve be ho sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko control karny ka important step

    Jaise ke dost aap ne bataya hai ki loss ko control karne ka sabse Pehla aur sabse important role Ishika hota hai ki hum iss Mein laalach Na Karen aur lalach karne ke bad Ham Apne Ek target banale Ki Ek Din Ka Main Itni earning karni hai to Mere Khayal Mein Woh trader Kabhi Bhi Jyada loss nahin kar Pata Hua thoda Roz karta hai aur jaldi Apna account recover bhi kar leta hai
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko control karny ka important step

      Jee han agr hum loss se bachna chahty hein tu hamein risky factors ko jitna kam krengy hamari trading risk free hogi hamein apni strategy mein risk management krni chahiye phr hum successful trading kr sakty hein is tarah hamari trading bhi slowly slowly improved hogi.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko control karny ka important step

        G Han friends Acha question hai forex trading men loss control krne k liye mere khyal se important step Ap beghair experience or knowledge k trade open na kre or trading se pehle market news ko zaroor check kre or lalach na kre
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko control karny ka important step

          Loss control karne ka sabse important step hai kid deli planning par control carriage itna jyada planning par control hoga aur planning se hat kar kaam Na Kare agar daily plan ke mutabik 10 chapter profit and karna hai to uske baad dobara trade na Karen aur agar paanch trade open karni hai to iske bad dusri trade open na Karen vishq jaage Na Kare jisse market kiro movement se aapka account khatam ho sakta hai loss ko cover karne ke liye hamara plan he successful karwata hai
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko control karny ka important step

            dear ap nay sahi kaha hay k jub tak ham apny hone walay lose ko apnay control main nai rakhtay hain hamko markeet kuch bhi hasil nai honay day ge aur agar ham har baar isay ignore he krtay jayengay to hamara earning ka graph had say ziada down ata jayega jis say hamko markeet say koi faida nai mil sakay ga is liye behtar yahi hay k ham is baat pay ziada say ziada tawajo dain k risk kam say kam lain aur reward bhi thora rakahian jis say hamaray andar say lalach khatam hota jayega aur ham kamyabi ki tarf barhatay jayengay.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko control karny ka important step

              Trading Mein planning ki bahut hi jyada Himayat Hai hamein chahiye ke hum Apna Ek target Banaya Apna Ek plan Banaya Apna Ek target aur Apna plan banana bahut hi Zaroori Hai Kisi Mein Kaam ko karne se pahle Ek plan banaya jata hai aur ISI plan par uska Kaam Ki buniyad Rakhi jati hai agar yah plan achha ho to Uske results bhi acche Aate Hain aur Agar plan ho rha ho to Iske results bhi bure Aate Hain is wajah se plan accha Hona chahie
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko control karny ka important step

                Dear friend asslam u alaikum risk management ki bhoht ahmiyat hai bilky y kehna ghlt nhi huga ap key account ka safe rehna Hines bat pe depend Karta hai key ap ny risk management kitna kiya hai
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko control karny ka important step

                  G haan bhaui jaan hamen loss pee control karna chahiy hai greed na kar kee aor ham as main agar lalach kare gee tu ho sakta hai kee bohat jald hamra account wsh ho jay q k lalach bory bala hai greed is a curse ham agar koi bi busniess kare khas tur par forex main ham greed na kare q k gorex trading main wo hi kamyab hai jo as main jald bazi lalach nahi karta aor jo sabar mihnat se as main kam kare aor hamen as main har wakat aik dosare ka madad karna chahiy q k jo madada karta hai us ka bi koi madad karta hai as liy hamen as main dosaron ko as kee bare ,main experience share kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam karte rahe kai bi har na mane tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen as main loss se darna chahiy agar ham as main loss se dare gee tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sake gee as liy hamen as main greed nahi karna chahiy ham sab ko greed se bchna chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko control karny ka important step

                    forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy loss ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chaehy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik legahl business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko control karny ka important step

                      GDA Forex online business Hai Hum is Mein kaam karke achha nahi kar sakte hain Hai Hamein lasko avoid Karke mehnat se kaam karna chahiye pura x-ray kya 26002 Hamein learning bhi deta hai aur Hamein bhi Deta Hai Ham is main part time bhi kaam kar sakte hain Ham is Mein full time bhi kaam kar sakte hain Forex 1 legal business hai iske sath actress ki business bhi hai yaha bhi baat Mein Rakhe thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko control karny ka important step

                        forex aik legal business hain hamy aik time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain forex aik real business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko control karny ka important step

                          g haan bhai jaan bht achi bat ki hy apny keh loss k importance step kia hein .g han dear hmein apny loss ko control krny k liy ziada sy ziada demo acount per practice kerni chahiy .or hmein hard worker bhi hona chahiy or apni trder ko analyse kr k lgana chahiy or market ki movements ko bhi dekh ker treding kerni chahiy .or forex k rules k bhi follow kerna chahiy tub ham khd ko los sy bacha sakty hein.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko control karny ka important step

                            Loss ko control krna zaroori hai. Ap loss ko control kr sakty ho. Agr ap key pass forex ka knowledge ho aur ap knowledge ki madad sey apney loss ko control kr sakty ho. Aur ap apni earning ko zada kr sakty ho. trade krnet waqat sabar krna bhe zaroori hai. tou ap ko zada profit ho gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko control karny ka important step

                              g han sir ap ke thk ha jo log jaildy bazi karty hain un ko hamesha nuqsan hota ha q ky un ko kam ka pta hota nai ha aur wo kam karna shuro ho jaty hain is zurari ha trading ky ly hamesha is ka ilam aur exeprice lazmki ha agar ya na ho ga us ko naqsan ho ga kuch log pasy ly lalach may jaildy bazi kar lety hain aur naqsan hota ha un ko asa nai karna cheay un ko cheay phly learn phr earning
                              PAK ARMY ZINDA ABAD

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X