account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai
    kuch traders koo jub month ka bonus Milta Hai To wo Bas aik hi trade Mein Bigg lots ka use Karke trade open kar dete Hain Jis say in ka account wash ho Jata Hai Aise trader ko chahiye c Har Baar Apna account apni mistake se waash na Karen balke Money management rules K mutabik kam lots ka use Karke trade open Karen
    is se un ka account wash nahi hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے

    Assam Alaikum Forex trading business critical business hai Jisme Se Bachana bahut jyada Mushkil Hai iske liye aap to bahut jyada hardworking karna Hogi tab bhi aap apne account ko save Rakh sakte hain aap ko chahiye kya aap apne account ki money management Suroor Karen aur Hamesha analyse karne ke bad hi trade open Karen
    • #3 Collapse

      Re: account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai

      bhai jan account ko ager ap wash hiony sy bachana chty hain apoko chye k ap lot ka kam sy klam istimal kren aor jitna ho akky acha analysis kren aor patience sy kam len.account k oper over trading nh kren.ager over trading kren to naccount k wash hony ka khtra ho saktta hy.
      • #4 Collapse

        Re: account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
        kuch traders koo jub month ka bonus Milta Hai To wo Bas aik hi trade Mein Bigg lots ka use Karke trade open kar dete Hain Jis say in ka account wash ho Jata Hai Aise trader ko chahiye c Har Baar Apna account apni mistake se waash na Karen balke Money management rules K mutabik kam lots ka use Karke trade open Karen
        is se un ka account wash nahi hoga
        Agar Hum Apne account ko wash hone Se Bachana Chahte Hain Tu iske liye Jaroori hai ki hum proper planning Karke trading Karen aur trading karte hue Kabhi Bhi Bada lot size use na Karen Hamesha reasonable lot size use Karen
        • #5 Collapse

          Re: account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai

          bohah acha sawal ha ager hum k oforex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko apna account ko wash honaa sa bachanaa hoga to per hum ko profit hoge or ager hum na account ko wash no naa sa bachanaa ha to per hum ko apna trade ma stop loss or take profit ko use karnaa hoga...........
          • #6 Collapse

            Re: account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai

            ager hum k oforex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko apna account ko wash honaa sa bachanaa hoga to per hum ko profit hoge or ager hum na account ko wash no naa sa bachanaa ha to per hum ko apna trade ma stop loss or take profit ko use karnaa hoga
            • #7 Collapse

              Re: account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai

              Ji agr hum apny account ko wash hony sy bcha skty hn to us klie zroori hy kay hum proprer planning kryn r us ky mutabiq trading kryn q k agr hum trading without planing kryn gy to loss ka samna krna pry ga. Kuch traders kko jb month ky end m bonus milta hy to wo aik hi trade mein lot size ka istemal krty hn jis sy un ka account wash ho jata h. Islye asy traders ko chahie k asi miistakes sy bchyn r money managment ky rules k mutabiq kam lots ka use kryn.
              • #8 Collapse

                Re: account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai

                forex trading main account ki boht ahmiyat hai q k account hoga tu he ap ki trading possible hoti hain es liye apni trading ko bahtr karny k liye apko cahye k apni trading main risk ko small rakhen q k jub ap ki trading main risk ka lvel zyda hota hai tab hmain loss hony par account wash ho jta hai apni trdaing main small lot k sath trading karen or apni trading main stop loss ka use lazmi karen
                • #9 Collapse

                  Re: account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai

                  jab hum as mien lalach kerte hien tu hamara account wash nahi ho sakta h aur jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                    kuch traders koo jub month ka bonus Milta Hai To wo Bas aik hi trade Mein Bigg lots ka use Karke trade open kar dete Hain Jis say in ka account wash ho Jata Hai Aise trader ko chahiye c Har Baar Apna account apni mistake se waash na Karen balke Money management rules K mutabik kam lots ka use Karke trade open Karen
                    is se un ka account wash nahi hoga
                    Agar aap apne account ko Vash hone Se Bachana chahte hain toh aapko chahi aap Jyada Se Jyada market ko analysis Karen uski Baat kam Karen ya FIR Jab aap Koi order Lagate Hain to low risk Lagana chahi aap Jitna Jyada risk Lenge aapko nuksan ke itne hi jyada chances Honge
                    • #11 Collapse

                      Re: account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai

                      agar ap apne account ko wash hone se bachana chahte hain to ap ko chahiye k ap stop loss ka use zaror kiya kare or koshish kiya kare k over trading kabi na kiya kare ku k jub ap over trading karte hain to us me bi account wash hone k chances bohat zayada ho jate hain so ap ko apna account safe rakhne k liye stop loss ka use karte rehna chahiye or over trading se avoid karte rehna chahiye ta k ap ka account safe rahe or ap easily kam kar sake.
                      • #12 Collapse

                        Re: account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai

                        account ko wash hony sy bachany kliya hmen gold ki trade ko nh lgana cahiya kiunkeh gold ki trade ki movemnet bahot ziyadafast hoti hy aur account ko wash kar sakti hy aur mn ap ko btan acahon gi keh trade mn jetna ho say lalach nh karni cahiya aur lot size thora use karna cahiya es sy loss ho ga par kam ho ga wash hony ka dar nh rahy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai

                          business hai Jisme Se Bachana bahut jyada Mushkil Hai iske liye aap to bahut jyada hardworking karna Hogi tab bhi aap apne account ko save Rakh sakte hain aap ko chahiye kya aap apne account ki money management Suroor Karen aur Hamesha analyse karne ke earning hasil karni ha bachana chty hain apoko chye k ap lot ka kam sy klam istimal kren aor jitna ho akky acha analysis kren aor patience sy kam len.account k oper over trading nh kren.ager over trading kren to naccount per hum ko apna account ko wash honaa sa bachanaa hoga to per hum ko profit hoge or ager hum na account ko wash no naa sa bachanaa ha to per hum ko apna trade ma
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: account ko wash honay Se Kaise bachaya ja sakta hai

                            Account was hone ko bachane ke liye bhi planning ki jarurat hoti hai kyunki jab bhi market ko technical analysis karke trade karte hain to stop loss lagana bahut jaroori hota hai lekin jyadatar members loss stop loss ki vajah se karte Hain kyunki wo stop-loss lagana pasand nahin karte aur market kyon jidhar jati Hai FIR account he was ho jata hai agar support or resistance ko dekh kar stop loss lagaya jaaye to account bhi ban jayega aur apni bhi acchi hogi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X