Ache trading kelye capital mka zyada hona zarori nahe hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ache trading kelye capital mka zyada hona zarori nahe hai
    Dear dosto assalamualaikum zyada log yahe samajtay hai ke agar capital zyada ho to trading ache hote hai ye bat sahe hai ke app profit Thora zyada Kama pawogay lekin ache trading kelye capital ka zyada hona zarori nahe hai app Kam capital say be acha khasa profit Kama saktay Hain agar app mukamal discipline ke sath trading karay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ache trading kelye capital mka zyada hona zarori nahe hai

    g ager hmen traduing ati ho g to ham choty account k sath trading ker k bhi usko bra accpount bna dety hain.ager hamen achi trading ati hy to ham choty account sy bjhi bra profitt bna sakty hain.isliye koshshi kren k ham trading per zor den ager ham trading seehk jatyu hain to ham kis bhi account sy acha profit bna sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Ache trading kelye capital mka zyada hona zarori nahe hai

      hamy high capital invest kar ky market mai pasia invest karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai bager pasiao ky account babna kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager elarning ky km kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
      • #4 Collapse

        Re: Ache trading kelye capital mka zyada hona zarori nahe hai

        hamy market ky mutabik trading karne chahey agar hum poor hain or hum investment nahe kar sakty to hamy apne trading ko meyare bana chahey per he hum is main acha bonus gain kar sakty hain or apne needs ko pura kar sakty hain hum is main full time be trading karty hain or agar hum student hain to hum is main part time be trading kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Ache trading kelye capital mka zyada hona zarori nahe hai

          dear sir bilkul achi chatting ke liye capital bhi jyada hona chahie jitna jyada capital hoga utani jyada earning kar sakte hain aur long term trading karke achcha profit answer kar sakte hain scalping bhi kar sakte hain short term trading capital ke sath hi Sab kuch hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Ache trading kelye capital mka zyada hona zarori nahe hai

            bhaijaan acchi trading ke liye achcha capital hona chahie lekin iske liye experience bhi hona chahie aur acche capital ko manage karna aana chahie risk management aur money management ke sath usko manage kiya jaaye agar big lot size laga denge to achcha capital bhi bahut jald was ho jata hai jaruri nahin kiya capital per hi earning Ho lala ko control Kar ke Paar nahin hoti
            • #7 Collapse

              Re: Ache trading kelye capital mka zyada hona zarori nahe hai

              hamy capital invest kar ky acha munafa mil jata hain hum is mai live kam karty hain hum is mai pasaia be invest kar sakty hain hamy mayre kam karna ho ga pher he hum success gain kar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai pairs mai trading kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik legal business hain
              • #8 Collapse

                Re: Ache trading kelye capital mka zyada hona zarori nahe hai

                hum trading knowledge or experience sy market ko samj kar karty hain or pasa kamaty hain hamy is main meyare trading karne chahey per he hum is main acha bonus gain kar sakty hain hamy market ky mutabik he kam karna chahey agar hum is ky rules ky kelaf ja kar trading kary gy to hamara account baand ho jay ga is main hum kud he zemadar hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ache trading kelye capital mka zyada hona zarori nahe hai

                  Walaikum Asalam . Gee hain bilkul achi trading k liay ap ko achay capital ki nahi achi knowledge ki zarurt hain agr ap ki analysis strong hain ap achy say dehan say trade karty hain to ap khud apny profit ko double kar skty hain start hamesha choty say karna chaye then then take big risk
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Ache trading kelye capital mka zyada hona zarori nahe hai

                    Ji han Sar aapki baat bilkul writer Pakistan Forex Se Accha profit Hasil karne ke liye Hamen Jyada balance ki jarurat Nahin Hoti Kyunki yah Hamare knowledge or experience per depend karta hai ki Ham market Mein Kitna accha profit Kama sakte hain Kyunki Agar aapke pass hai balance bahut hi kam hai aur experience and knowledge bahut hi Achcha hai to aapas mein bahut accha profit Kama sakte ho

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X