Loss aur profit phir dar kis ka

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss aur profit phir dar kis ka
    Forex trading mein dou hi tou rewards hai aik profit aur doosra loss aur acha kaam kernay per humain profit hasil hota hai jub kay agar hum forex mein bura kaam kerain gay tou humain loss ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss aur profit phir dar kis ka

    Dear agar trading learning me kami ho to traders ko loss ka dar zaror hota hay market ki analyzing aur trading me risk ki management es tarha se karni chaye key loss ka dar hi khatam ho jaye, agar traders ki soch ye ho gi key us ne profit ya loss karna hay to esy traders ko loss to asani se ho sakta hay magar profit earn karna esy traders key ley asaan target nahi ho sakta, profit earn karny ka hi sochna chaye aur loss ka dar khatam kar key hi profit ki earning ki ja sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Loss aur profit phir dar kis ka

      forex trading main loss or profit hmari apni trading ability par hota hai jis ki trading ability bahtr hoti hai strong hoti hai wohi apni trading main profit earn kar skty hain or jo es main bgair mahnt k he trading ka start kar dety hain tu apko pher apki trading main loss ho jta hai tu aghr ap chahty hain k ap apni trading main profiit eran krna chhaty hain tu apko mahnt ki zarort hai mahnt se ap ko profit milta hai
      • #4 Collapse

        Re: Loss aur profit phir dar kis ka

        My dear brother aap ne bilkul thk baat kahe hai hamen forex main loss aur profit he hota hai to hamen tenshion lene ki kya zaroorat hai.agar ham mehnat karen ge to hamen profit ho ga. agar ham mehnat nahi karen ge to hamen loss ho jae ga.
        • #5 Collapse

          Re: Loss aur profit phir dar kis ka

          G haan forex trading mn aik profit ha aur dosra loss lekin bat yeh ha k baz dfa hmain mehnat k bawajod wo results nai miltay jis ki hum koshish kr rahay hotay hain. Forex mn hmain sirf profit ko nai daikhna chaheay. Loss bhi aik factor ha lekin apni koshish jari rakhni chaheay ta k fruitful results hasil hon.
          Kinza789 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: Loss aur profit phir dar kis ka

            Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading business mein Tu Hi rewards hai 1 profit ka aur dusra loss ka to Phir Hamein Darna kis baat ka Hame tension nahi leni chahiye Agar hum mehnat se kaam Karke trading Karenge to Hamein profit hoga aur Agar Hum Idhar Udhar time waste Karenge Tu Hamein loss hoga to phir Darna kis baat ka Hum loss ka Dar Khatam Karke Phir hi acchi earning Hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss aur profit phir dar kis ka

              G belkul forex market Mai do he kaam ho saktay Hain ya to app ko loss ho sakta hai ya profit hamai dono cheezo kelye zehni tawar par tayar rehna chaye aur ache trading Kar Kai apna result behtar banana chaye.
              • #8 Collapse

                Re: Loss aur profit phir dar kis ka

                Forex ek aisa work hy jes mn hmen profit aur loss 2ono ka samna karna hota hy kiunkeh yeah ek biusness hy aur har biuness mn loss aur profit 2ono hi aty rehty hn jub hmen pata hy keh loss aur profit 2ono ka ana lazmi hy phir hmen darna nh cahiya liken soch samjh ky trade karny cahiya
                • #9 Collapse

                  Re: Loss aur profit phir dar kis ka

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Anfaal786 پيغام ديکھيے
                  Forex trading mein dou hi tou rewards hai aik profit aur doosra loss aur acha kaam kernay per humain profit hasil hota hai jub kay agar hum forex mein bura kaam kerain gay tou humain loss ho ga
                  Forex trading main traders ko kaam karke Ja profit hota hai ya FIR loss hota hai ya dornan season Forex trading business ka hissa hai traders ko chahiye keva loss ka mind Bana kar Kaam Na Karen aur na hi loss set Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss aur profit phir dar kis ka

                    Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain oor acha knowledge oor experience hasail kerty hain pher aap jab trading kerty hain too loss aur profit phir dar kis ka.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss aur profit phir dar kis ka

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anfaal786 پيغام ديکھيے
                      Forex trading mein dou hi tou rewards hai aik profit aur doosra loss aur acha kaam kernay per humain profit hasil hota hai jub kay agar hum forex mein bura kaam kerain gay tou humain loss ho ga
                      Assam Alaikum ji bhai ek simple Si baat hai ki agar Hum Forex trading business ko kar rahe hain ya to Hamein loss Hoga ya FIR hamm is net profit Hasil kar lenge lekin hamein chahiye ki hum Hamesha apne aap ko patience ke sath Forex trading Mein jode Rakhe aur apne andar ki Darr ko Khatam Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss aur profit phir dar kis ka

                        Forex.mein dou hi kaam ho saktay hain aik tou forex.mein loss ho sakta hai aur doosra profit jub forex.mein yehi dou cheezain ho sakti hain tou phir humain inn donoun kay lye tayar rehna.chahyea aur derna nahin chahyea aur forex.mein meh at sae kaam kerna chahyea
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss aur profit phir dar kis ka

                          ko loss ka dar zaror hota hay market ki analyzing aur trading me risk ki management es tarha se karni chaye key loss ka dar hi khatam ho jaye, agar traders ki soch ye ho gi key us ne profit ya loss karna hay to esy traders ko loss to asani se ho sakta hay magar profit earn karna esy traders key ley asaan target nahi ho sakta, profit earn ability par hota hai jis ki trading ability bahtr hoti hai strong hoti hai wohi apni trading main profit earn kar skty hain or jo es main bgair mahnt k he trading ka start kar dety hain tu apko pher apki trading main loss ho jta hai tu aghr ap chahty hain k ap apni trading main profiit eran krna chhaty hain tu apko mahnt ki zarort hai mahnt se ka hi sochna chaye aur loss ka dar loss lekin bat yeh ha k baz dfa hmain mehnat k bawajod wo results nai miltay jis ki hum koshish kr rahay hotay hain. Forex mn hmain sirf profit ko nai daikhna chaheay. Loss bhi aik factor ha lekin apni koshish jari rakhni chaheay ta k fruitful
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss aur profit phir dar kis ka

                            dear apki bta thek hai k loss aur profit ka dar nahi bhota hainis main loss ka dar hota hain aor apko is mein loss is liy hota hain qk ap is mein pahle to zyada tarde open kar te hain aur bad mein lot size zyada rakhte hain is liy ham ko is mein loss hota hain agar ap is mein kam tarde oepn kar te hain aur is mein risk bhi nahoi lete hain to apko is mein loss naho hoga aur apko is mein ihtyt se tarde oepnn karna chaiye tab ja kar apko ius mein loss nahi hoga aur aur ham ko is mein ache se tarde karna chaiye tab ja kar apko ius mein loss nahi hoga aur ap is mein kamyb ho sakte hain aur ham ko chaiye k ham is mein risk mat len tab ja kar apko is mein loss nahi hoga .

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X