*Important reasons for losing money*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    jahan tak mera expeience hai main ne yahi dekha hai ke ap jab kam amount per big order place karte hain aik se zayda currency per kaam karte hain aik hi waqat main tu ap ko loss hota hai tu chiya ye ke kam amount per ap aik hi currency per kaam karen aur apne order ka volume kam rakhen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      forex main loss ka sub se bada reason ye hota hai kay hum log lalach kartay hain aur jitni ziada lalach karain gay utna ziada humari earning risky ho jaye gay iss lye forex main work kartay hoay risk ko avoid karnay ka best tarika yehi hai kay hum log greed ko avoid karatay jyain aur phir earn karain.
      • #48 Collapse

        ji janab ap nay bilkul theek baat ki and may apki baat say agree kerti hu and meri b nuqsan uthany ki yehi vja hai hala kay meri id dekh ker apko pata chal gya ho ga kay meri id kitni poorani hai
        • #49 Collapse

          loss honay ki waja ya hai k hm market ko nai daiktay or bina daikhay hi kaam kartay rahtay hain or dosri cheez ya k hm lalach main parjatay hain hm ko lalach main nai parna chahiya.
          • #50 Collapse

            apni money ko trader us wkt lose krta ha jab woh trading kay doran apna kam sahih na krta ha aor baghar knoweldge ka baghar demo account kay practice kiy baghar woh aisy hi start krta ha to woh loss krta ha
            • #51 Collapse

              janab wese to loss ki bohat reasons hoti hai lekin main reason lack of hardworking hai kun ke is ki waja se hame kafi nuqsaan ho sakta hai
              • #52 Collapse

                bahi g forex aik real business hy is mein hum invest karty hen aur knoweledg k sath trading karni hoti hy tab hi is mein loss nahi hota hy aur jo log nahi karty woh apna pesa waste karty hen.
                • #53 Collapse

                  brother aap ne buhat ache reasons bataye hain jis ki vaja se hamain forex trading mein loss hota hai. hamain chahiye k serious ho kar trading karain aur apne invest kiye hue paison ka kyaal rakhain phir hi ham trading mein aik acha kirdar ada kar saktay hain.
                  • #54 Collapse

                    forex mai loosing ki boht ci reasons hai aik to ap iss ko proper time nai dety or dosra ap ko experience nai hota jiss ki waja say ap loss karty hai or ap ka profit increase hony ki bjay decresae hota chla jata hai
                    • #55 Collapse

                      lack of knowledge about forex is the great reason of loss money online so without experience you can get loss here the main reason is that people not known whit is trading then he get loss in trading
                      • #56 Collapse

                        forex main loss ki sb sy bhari waja zyada lalch or bgair information k trading krna hai agr ap ye batain chhor do or ehtyat sy trading kro to ap boht profit kma sakty ho.
                        • #57 Collapse

                          ha g jnab,,,,, jab insan is main lalach karta hai to is ko loss hota hai jnab,,,,,,lekin yai aik good buisnees hai jnab,,,, loss ho to insan ko kam chor dena chaiye jnabb,,,,,,,,,
                          • #58 Collapse

                            ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey
                            • #59 Collapse

                              forex k buisness mein ek achay disicpline k sath kam karna bohat zyada zarori ha to phir humen is buisness k zariye sy aek acha trend hasel ho sakta ha aur ham kamyab ho sakte hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                ya thek ha k forex aik risky business ha or time consuming b lakin agr trading complete knowledge k sath or complete planning k sath ke jay to is ma prophet b bohat ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X