Unpredictable Market Movement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Unpredictable Market Movement
    Dear all members Forex Trading me jab bhi hum trade open karte he to us me kuch members jo he wo stop loss or take profit ko use nahi karte jis ki waja se aksar members ka account wash ho jata he. Dear market ki movement per koi bhi trader bharosa nahi ker sakta k kis time market kis trend per ja sakti he is liye jab bhi trade open kare to us k sath Stop Loss or Take Profit ko lazmi use kerna chahiye, is liye k market kabhi kabhi Unpredictable movement karti he jo k kissi member ya trader soch bhi nahi sakta k ye market ko kia huwa he is liye hamen account safe rakhne k liye in tools ko lazmi use kerna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Unpredictable Market Movement

    Hamai trade open karnaimsay pehlai ye cheez plaan karni chaye ke hamara stop loss kaha hoga aur hamara take profit level kaha hoga stop loss ke bagair trading karna intehaye risky kaam hai hamai hamesha stop loss place karkai trading karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Unpredictable Market Movement

      bz o qat aisy hota hy k markete ki achank move ment taiz ho jati hy uski wjha hoti hy kisi bhi currency pair per heavy news release ho jati hain ji9s ki wjha sy markete men achank tezi a jati hay aor jab istrah hota hy to jin k accounts per lot bhri istimal ki hoti hain to unk account wash bhi ho jaty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Unpredictable Market Movement

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
        Dear all members Forex Trading me jab bhi hum trade open karte he to us me kuch members jo he wo stop loss or take profit ko use nahi karte jis ki waja se aksar members ka account wash ho jata he. Dear market ki movement per koi bhi trader bharosa nahi ker sakta k kis time market kis trend per ja sakti he is liye jab bhi trade open kare to us k sath Stop Loss or Take Profit ko lazmi use kerna chahiye, is liye k market kabhi kabhi Unpredictable movement karti he jo k kissi member ya trader soch bhi nahi sakta k ye market ko kia huwa he is liye hamen account safe rakhne k liye in tools ko lazmi use kerna chahiye.
        Unpredictable market a movement bahut jyada dangerous Hoti Hai Aise time pe trading karna bahut jyada risky ho jata hai Kyunki Aise time pe market ko understand karna bahut Mushkil hota hai market Kisi bhi site par Ja sakti hain
        • #5 Collapse

          Re: Unpredictable Market Movement

          G thk kaha ha ap ne hamaen kbhi bhi aisa risk ni laina chaye Jo hamary liye bht dangerous ho stop-loss na lagany ka matlb ha k ap ne apna poora account risk pe chor diya ha. Aur aisa krna trading ni keh laye ge bel k do and die kehlaye ge. Agr hm ne trading krni ha tu proper trading krean market k movement ka kuch pta ni chalta k kb kiya kr jaye.
          • #6 Collapse

            Re: Unpredictable Market Movement

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
            Dear all members Forex Trading me jab bhi hum trade open karte he to us me kuch members jo he wo stop loss or take profit ko use nahi karte jis ki waja se aksar members ka account wash ho jata he. Dear market ki movement per koi bhi trader bharosa nahi ker sakta k kis time market kis trend per ja sakti he is liye jab bhi trade open kare to us k sath Stop Loss or Take Profit ko lazmi use kerna chahiye, is liye k market kabhi kabhi Unpredictable movement karti he jo k kissi member ya trader soch bhi nahi sakta k ye market ko kia huwa he is liye hamen account safe rakhne k liye in tools ko lazmi use kerna chahiye.
            Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek kaha hai ki is Waqt market movement hai bahut jyada critical hoti ja rahi hai aur usko koi bhi Sahi predict nahi kar raha Jiski wajah se Kafi trader is packet loss Mein Ja Rahe Hain Hamein chahiye ki hum Apne Khud Ke analyse karne ke bad he trade co open Karen
            • #7 Collapse

              Re: Unpredictable Market Movement

              Sometimes company ko sudden hi apny rules ya planes ko change krna prta h jis sy forex members ko bht loss hota h. Agr forex members ko loss sy bchna h o un ko off lost r take profit ki techniique use krni chahie.Agr koi bi member apna account asy openly chor gia h is ka mtlb wo khatry sy km nhi .Islye jb bi kkam end ho apnny account ko log out kia kry takay ap loss sy bch sky.
              • #8 Collapse

                Re: Unpredictable Market Movement

                forex aik online business hain is main market ki movement up or down hoti rehti hain hamy is ko achy sy learn kar ky is ky up or down ko dekh kar is ky iup hony par is main amount deposit karni chahey pher hi ham is main successful ho sakty hain or acha bonus haisl kar ky market main run kar sakty hain yai aik international business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Unpredictable Market Movement

                  forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain is ke market bohat taze sy move karte hain hamy is ke movement ko dahk kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain or is mai hum apny boss kud hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Unpredictable Market Movement

                    forex market move karny mai time nahi lagta market bohat wasee hain hamy is ky up down ko dahk kar kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain hum is maik out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex mai dunya ky bary bary mumalik shamil hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Unpredictable Market Movement

                      ap ne hamaen kbhi bhi aisa risk ni laina chaye Jo hamary liye bht dangerous ho stop-loss na lagany ka matlb ha k ap ne apna poora account risk pe chor diya ha. Aur aisa krna trading ni keh laye ge bel k do and die kehlaye ge. Agr hm ne trading krni ha tu proper trading krean market k movement ka kuch pta ni chalta k kb kiya kr jaye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X