Indicators ke signal per trading mai jaldi na Karin...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ke signal per trading mai jaldi na Karin...
    Kafi dafa indicators ke base per trading karny waly apny apny trading decision mai jaldi say kam lay laite hain. inko jab b indicators ke taraf say signal milta hai woh jaldi say trading position open kar laite hain. yeh cheez kaafi ziada risky b sabit ho jate hai kion ke aksar indicators baad mai apni shape ko aik dam say change kar laite hain iss liye indictors per trading karty time b confirmation karna lazmi ho jata ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators ke signal per trading mai jaldi na Karin...

    Meray khayal se to indicator ki base pe trading karni he nahi chahiay kiun k market main sab k sab lagging indicators hain jab tak indicators ki taraf se koi signal milta hai tab tak market kafi agay nikal chuki hoti hai tab trade laganay ka faida koi nahi hota.
    • #3 Collapse

      Re: Indicators ke signal per trading mai jaldi na Karin...

      Gee haan bilkul jub bhi aap ko koi indicators miltay hain tou pahele aap unn ko varify kerain aur forun hi unn per trade laganay ki jaldi na kerain balkay aaram sae kaam kerain aur soch samajh ker trade lagain ho sakta hai aap ko ghalt indications mil rahi hoon
      • #4 Collapse

        Re: Indicators ke signal per trading mai jaldi na Karin...

        G Han sahi kaha hai ap ne lazmi nahi hai ky indicators hmesha sahi signal he dyn ya hmesha profit he ho humen trading hmesha apny experience KY according analysis kr KY he krni chaheye indicators to just humen guide krny KY liye hoty hain Un ko follow kr KY bgher analysis KY trading krna bohat zayada risky hai aur men loss k chances bohat zayada hain.
        • #5 Collapse

          Re: Indicators ke signal per trading mai jaldi na Karin...

          You are right dares indicator ke signals baatein nahi karni chahiye kyunki yeh hai main fake signal dete Hain khud ke analysis par indicator patrade karni chahiye indicator result bahut accha dete Hain lekin apne nurses karke indicator covas Karen aur FIR indicator set banakar pet Kare lekin indicated tool bahut acche hain aur inki majisa cheated milti hai koshish karon experience ke sath ismaning Karen
          • #6 Collapse

            Re: Indicators ke signal per trading mai jaldi na Karin...

            IndicatoRs k siGnals Py Trading karni Hii Nahi Chaahiye Or agar Trading Ki Bhi jaaey To SoCh Samjh Kar Or KhuD Bhi Market Ko Poori Tarhaa analize karNay k Baad Hii Indicators ki DirectiOn Main Trades lagaani Chaahiyen Q k Kaafi Saaray Log jo Indicators ki Adad Se Trading kartay Hain WoH poSts Kartay Hain k Loss hii HoTa Hai...
            • #7 Collapse

              Re: Indicators ke signal per trading mai jaldi na Karin...

              indicators pe jab bhi ap ko ap ko entry mile to us ko ache se filter kar ain kyon ke ye ap ki apni strategy pe depend karta hai ke ap kis tarah trade kar rahe hain ab ap ki us pe jitni practice ho gi utna hi ap ko faeda ho ga just aik indicator ya kisi or aik cheez pe trade na karain kam se kam 2 chezain apne analysis mein lazmi shamil karain jis se ap ko trend follow karne mein help mile aur ap ko acha profit de sake is ke liye bus mehnat karte rahen practice na chorain aur dil laga ke kaam karian
              • #8 Collapse

                Re: Indicators ke signal per trading mai jaldi na Karin...

                Har trader apnay andaz say trading karta hai koye indicater use karta hai to koye nahe karta lekin Mai ye kehna chahunga agar koye be chahta hai ke apni trading Mai koye indicater use karai tousse chaye ke pehlaimussko seek Lai seeknay ke bad usko apni real trading Mai istimal karai.
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators ke signal per trading mai jaldi na Karin...

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                  Kafi dafa indicators ke base per trading karny waly apny apny trading decision mai jaldi say kam lay laite hain. inko jab b indicators ke taraf say signal milta hai woh jaldi say trading position open kar laite hain. yeh cheez kaafi ziada risky b sabit ho jate hai kion ke aksar indicators baad mai apni shape ko aik dam say change kar laite hain iss liye indictors per trading karty time b confirmation karna lazmi ho jata ha.
                  Indicators Hamein market share trend ka sirf ek gas Dete Hain traders ko chahiye ke kabhi bhi indicators ko hundred percent correct Na Samjho aur naahi in our college Band Karke trading Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators ke signal per trading mai jaldi na Karin...

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                    Kafi dafa indicators ke base per trading karny waly apny apny trading decision mai jaldi say kam lay laite hain. inko jab b indicators ke taraf say signal milta hai woh jaldi say trading position open kar laite hain. yeh cheez kaafi ziada risky b sabit ho jate hai kion ke aksar indicators baad mai apni shape ko aik dam say change kar laite hain iss liye indictors per trading karty time b confirmation karna lazmi ho jata ha.
                    Assalamu Alaikum Forex trading Ek bahut hi critical business hai aur aaj kal main kaafi Jagah check kiya hai ke bahut se fake indicators Mil Rahe Hain isliye Hamein kabhi bhi indicator Ko Dekhkar foreign apni trade copa nahin karna chahiye bol ke pure analyse karne ke bad agar koi indicator Pasand aata hai to trade open Karle
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators ke signal per trading mai jaldi na Karin...

                      forex aik online business hain hum is mai agar kamaybe hasial karna chatey hain to hamy singlas py trading ke jalde nahi karne chahey forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik legal business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators ke signal per trading mai jaldi na Karin...

                        forex aik online business hain hum is mai agara kamyab hona chatey hain to hamy indicators ko use karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicators ke signal per trading mai jaldi na Karin...

                          Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke Sir Agar Ham Forex Main Mehnaat Nhi Karty To Hamen Mehnaat Karna Pare Ga Kyon Ke Jo Mehnaat Nhi Karty WO Kabhi Kamyab Nhi Hoty agar Kamyab Hona Hai Tou Mehnaat Karo or DiL Laga Kat Kam Karo Phr Aap Forex main Kamyab ho Jao ge...

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X