Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.
    My dear members main ne aap se poocha hai k hamen trading karte waqt hamare andar dar na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.

    Trading karte hue hamare andar dar bilkul na ho or na hi lalach ho.ab sawal ye k dar ko khatm kese krna he.to us k liye apko trading lot volume chota rakhna ho ga or etna chota k jitne loss pe ap ko koe farq na pare.or ap befikri se trade kr saken.es se ap ka dar khatm ho jae ga or trading ma asani ho ge.
    • #3 Collapse

      Re: Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.

      Gee haan bhai aap ki baat theek hai dar hum mein tab nahin ho ga jub humain apni trading per confidence ho ga aur confidence ko improve kerna hota hai aur iss kay lye humain demo account mein aur real account mein bahut zayada trading kerni hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.

        han g jub trade karni hai tu darna kya hai hume aik hi dafa market ka analysis karna hota hai or phr trade laga deni hai agr hum dare gy ke loss ho jaye ga tu hum trading nahi kar sake gy hum dar ko khatam karna hai or acha trading karni hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.

          G han forex trading men jo darta hey woh hi marta hey iss liay agar forex trading men acha profit hasil karna chahtay hen tu phir pahlay apnay andr se dar ko khatm karen kiun k jo log trade lagatay waqt dartay hen k kahen bara loss nah ho jay aur phir dartay dartay ghalt trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey
          • #6 Collapse

            Re: Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.

            Yes sir ap ki bat right hai k forex mien aa ker jo bee traders dar dar ker trading kerty hien wo as mien aa ker earning nahi ker sakty hin as lye hamain as mien aa ker dar dar ker trading nahi karna hota hai or hamain as mien analysis kerny k bad he trade open karna hota hai or haman as mien aa ker her bar earning hasil karna hota hai or apny lye earning hasil karna hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.

              Dear member Hamein trading karte hue director Bheema se nahin Hoga Jab Hamare Paas knowledge or experience best Hoga Aur Hum market Kochi Trance a analyses kar Payenge lekin agar aap Agar knowledge or experience ke trade lagat Rahoge To is se aap Dar Dar ke trade lagao Ge jisse aapka trade loss Main Bhi Ja sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.

                Gee haan forex mein itni zayada mehnat sae kaam kerain kay aap kay dil mein sae forex mein loss honay ka khauf hi khatam ho jaye aur jub aap aisa kerain gay tou aap ki trading bhi achi ho jaye gi aur aap ki earning mein bhi izafa ho jaye ga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.

                  G Han dear aisa he Hai jab hum apny andar dar Paida kr Lyn ge to hum kisi manzil par nahi pohnch saken ge kyun KY dar humen koi qadam nahi uthane dyta hmare andar waswase saal dyta Hai forex risky business Hai is men kamyabi tabhi mumkin Hai jab hum apny andar se dar nikal kr trading kren ge aur khud ko kamyab bnane ki poori koshish kren ge aise hum apny losses ko bhi Bari asaani se khatam kr sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.

                    ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi kya Hume bilkul Bhi Nahin Jana Chahiye Jab Hamen setting Karte Hain To Hamein trading ke bare main market ko bahut hi jyada analyses Karke trading Karni Hoti Hai FIR Hum isme Kamyab trading kar sakte hain thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.

                      Bohat muahkil kaam hai ye . har new banday ko is k baray practis kartay rehna chahiay dar kavhi nahi jata dil se isay khatam karna parta hai . aao ko chhiay k apni oractis he itni ziada karain k trade lagatay huway aap ko dar ho he na .kiun k dar ki waja se bohat se log loss kar jatay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.

                        dar aur khose trading nahi hoti agar jo mila bhi dar aur kab ke sath chat karega wo kabhi kamyab nahi hoga nimbus Punjabi tadka nehi confidence hona chahiye aur apne aap ko yakeen hona chahiye ki aap pet sahi kar rahe hain aur message karke treat karna chahiye jisse achha profit bhi hoga aur aapka confidence bhi Bahar hoga kudki improvement bhi hogi aur experience bhi jyada hoga khud par yakin karne se hi aap earning kar
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.

                          ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hai trading karte waqt Hamare andar bilkul door Nahin Hona chahie Dal Ke Jab Hum chatting Karen Hum Apne Dar Ko Bahar Bhaga De aur isme Dil Se trading Karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading karte waqt hamare andar bilkul bhee dar na ho.

                            I think to kuch Dr hona chahye takeh hum sahi se soch smjh KR kaam kren agr loss ka Dr na ho ga to Sara aise he waste KR den ge Bina soche smjhe dhyan see Kam nai kren ge aur agr kuch Dr ho ga to zyadah dhyan see kren ge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X