Proper analysis and experience k baghair gold pa trading na kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Proper analysis and experience k baghair gold pa trading na kary
    Dear members ma ye batana chahta hon k jis k pass forex trading ka experience na ho our jo members proper analysis na kar sakty ho un ko gold pa trading nahi karni chaheye kio k gold ki movement itni tez our zyada hoti ha k agar balance kam ha trade opposite ho gayi to acount wash hony ma der nahi lagti thanks very much
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Proper analysis and experience k baghair gold pa trading na kary

    Asslmuakam g bilkul sahi forex m hum ko Puri knowledge k sat kaam krna chaheay aur Puri zemydari sy bat Krni chaheay aur proper analysis and experience k bager gold pr bilkul b kaam nhi krna chaheay q k es m hamara account wash ho jay to buht nuqsan Hy es ly hamey chaheay k hum puri knowledge aur experience k sat forex m kaam kry aur apna time ko zayae na hony Dy
    • #3 Collapse

      Re: Proper analysis and experience k baghair gold pa trading na kary

      gold aik risky pair hai agr hum is per kam karna chahte hai tu hume gold ki trading ko seekhna ho ga gold ki movment currency pairs se difrrent hoti hai hume gold per trade karne se pahle proper analysis kar lena chahiye us ke bad hi trade karni chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: Proper analysis and experience k baghair gold pa trading na kary

        G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Hai forex men kaam krty hwe humen bohat zayada ehtiyaat ki zarurat Hoti hai mere khyal se sab se acha pair oil he Hai kyun KY currency pairs ki movement slow hoti hai aur gold ki movement ka kch pata nahi chalta Kab jahan chali Jae lekin Jin KY pas gold kh a experience hota hai wo kamyab trading kr sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Proper analysis and experience k baghair gold pa trading na kary

          G bilkul ap ki bat theek hay aur main ap.ki bat se agree karti hun k gold trading kafi riski hoti hay aur gold par trading Karn agar kisi k bas ki bat nai hoti kiu k is par humain loss k Chance's zada hote Hain khas Tor par new traders ko gold par trading bilkul bhi nai karni chaiay kiu k un k pass experience boht Kam hota hay
          • #6 Collapse

            Re: Proper analysis and experience k baghair gold pa trading na kary

            Ji aapne bilkul sahi kaha hai ki agar humne gold py trading karni hai to iske liye Hamare Paas bahut accha experience hona chahiye Hamare Paas Nali cholicha hi yeh bahut hi jaruri hai achha experience Hona bahut hi zaroori hai gold par trading karna Koi Aasan kaam nahi hai ya Ek Mushkil kaam hai is wajah se aapne Agar is patriot Lagani hai to aap ko bahut hi Soch Samajh Ke Laga Ne Hogi
            • #7 Collapse

              Re: Proper analysis and experience k baghair gold pa trading na kary

              Jo new members Hai unko to Gold pet trading karne ka sochana hi nahi chahi gold trading karna bahut Mushkil Hai Golf e-trading ko sikhana bhi bahut Mushkil Hai Ya Koi Aasan kaam nahi hai is wajah se gold par Agar trading karni hai to uske liye aapko proper analysis ke sath sath aapke paas ek accha experience bhi hona chahiye yeh bahut hi Jaroori Hai tab hi of gold per trading Kar Paye is wajah se is par Agar trading karni hai to move Soch bacha kar len
              • #8 Collapse

                Re: Proper analysis and experience k baghair gold pa trading na kary

                G haan brother main aap ki baat sa agree karta hoon aap bilkal thek kaha rahay hain instaforex trading markit main khuch pair bhot fast moving hota hain jin main aak gold be hay gold per trade karna sa aap ko jis tarha fahda zayada hota hay same issi tarha lose be bhot zayada hota hay iss laya iss pair trade open karna sa phalay markit ka mokamil analysis karan us k bad he trade open karan warna aap ko bhot lose ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Proper analysis and experience k baghair gold pa trading na kary

                  Salaam Alaikum bhaiya sex member aapne bilkul sahi kahan hai lekin main aapko apna batana Chahta Hoon ki agar aap ko Forex main kaamyaabi karne bhi Chahe to aap pahunch gaye kya aap Jyada Se Jyada analysis Karen aur Jyada Se Jyada Xperia Shastri Karen aur job fair aap choose kar rahe hain Uske bare main aapko bahut knowledge Hona chahie tha ki aap Jyada Se Jyada profit Hasil kar Saken
                  Visit My Profile
                  • #10 Collapse

                    Re: Proper analysis and experience k baghair gold pa trading na kary

                    forex ke karobar mein new traders ka gold pe trade lagana risky he is mein human expert ho ke or analysis kar ke achi trading karni chahy forex aik esa karobar he jesy experience or knowledge ke sath traders ko gold meion trading karni chahy forex aik life mein nakami se bachany wala source he is mein human best time ka wait kaer ke trade lagana ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Proper analysis and experience k baghair gold pa trading na kary

                      hamy analysis ko proper learn karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik wasee business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex aik acha busienss hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Proper analysis and experience k baghair gold pa trading na kary

                        G han my dear forex friend ap n bikl sahi fermaya hy kih gold per wo log trade lagaen jo acha experience or knowledge rakhty hy qkih gold ik riski pair hy or is m market ki movement ziyada teez hoti hy is liy achy treqy s anlays krny k bad trade lagaen agr hum aisa na Karen to humara account wash bhi ho skta hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X