loss mein trades ko close krnaa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss mein trades ko close krnaa
    Assalam O Alaikumm...!!!
    sbse muhskil.kaam.he yh hre hotaa haii hmaiin loss meiin trades ko close krnaa hee sbsee mushkip.lgtaa hsii isliyre hmaiin chahiyai k hum aonaii anadar sbaarr paidaa kraiin agarr hmmaraa nuqsaan b hojaii too us spyy b sabar krain agar aisaa nhee krain gyy too agaii trading hee kr skaiin gyy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss mein trades ko close krnaa

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jin ko profit lenay ki jaldi hoti hey woh wait bilkul nhi kartay aur jo bhi trade lagatay hen jesay hi woh trade loss men jati hey tu foran close kar detey hen dartay hen k kahen bara loss nah ho jay aur woh bar bar aesa kartay hen jiss ki waja se loss increase ho jata hey iss liay kabi bhi loss k dar se jaldi trade close nah karen balkay wait karen aur sabr karen ho sakta loss men chalnay wali trade thori der men profit men aa jay
    • #3 Collapse

      Re: loss mein trades ko close krnaa

      jb bhe hmain loss ho rhaa hotaa haii us waqtt hmarai liyee trading krnaa bhott he ziada mushkil ho jata haii profitt mein too hum teafe ko closee kr detai hain magar jb loss ho rhaa hotaa haii too hmaree yh hee kohsis hotee haii k hum w88 kraiin ta k kaam.se kaam.loss ho aurr issey chakar mein ziada loss ho jata hai isliyee loss mein sabar se kaam le k trade close krne chahiyaii
      • #4 Collapse

        Re: loss mein trades ko close krnaa

        G han bhai jan aap ki baat bilkul thk hai hamen forex main tradig karte waqt loss ho raha ho to hamen es trade ko close ker dena chaye agar ham es ko close nahi karen ge to hamen loss ho jae ga.
        • #5 Collapse

          Re: loss mein trades ko close krnaa

          g han dear brother main ap se sehmat hun lakin forex main hamen kabhe bhe loss main apne trade ko close nhe karna cahiye hamen balke wait karna cahiye or us ko apne hal par chore dena cahiye aik do din ke bad he us main humen agar koi profit ho ga to he close karen warna loss main close karne se apko he nuqsan ho ga
          • #6 Collapse

            Re: loss mein trades ko close krnaa

            han g loss b trading ka hisa hai loss me trade close karna thora mushkil hota hai lakin ya hamre account ko wash hone se bacha leta hai hume trading karte howe stop loss zaror lagana chahiye stop loss se hum save rahe gy or account wash b nahi ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: loss mein trades ko close krnaa

              Loss men trades ko close krna bohat he galat faisla hai isi liye kehty hain KY jab trade lga Lyn to stop loss aur take profit Laga kr market ko chor dyn jab ap bar bar market ko dekhen ge to ap apni strategy se hat jaen ge, sir apni trade ko profit men jany se pehle he close kr dyn ge.
              • #8 Collapse

                Re: loss mein trades ko close krnaa

                Hi ji bilkul loss me trade ko close karna thora Mushkil Hota Hai lekin ye Hamare account ko wash hone Se Bachaye leta hai isliye hamein chahiye kya Hum stop loss Laga kar trade lagayein Is Tarah Hamein nuksan kam Hota Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: loss mein trades ko close krnaa

                  Loss mein trades ko close karna galat hai AP ko trading rules ke mutabik karni chahiye agar AP ne TP aur SL nahi lagaya to galat Kiya hai kyon ke jab AP aesa nahi karain ge to AP emotions mein ayen ge aur AP wrong trading karain ge jis se AP ko loss ho ga is liye practice karain aur learn karain then real trading karain experience jitna ho ga utni AP ki trading achi ho gi aur AP utna acha earn Kar saken ge
                  • #10 Collapse

                    Re: loss mein trades ko close krnaa

                    G ap ki bat theek hay lekin humain profit k sath sath loss ko bhi accept karna chaiay kiu k jab Tak apne andar sabar paida nai Kare gay hum apne loss ko minimaiz nai Kar sakte aesa nai hay k hum sirf profit hi lete rahe market se aur loss bilkul bhi na ho humain loss ko apne mind main zaror rakhna Chaiay
                    • #11 Collapse

                      Re: loss mein trades ko close krnaa

                      G baz uqat loss main trade ko close krna parta hai asa kabhi kabar ho jata hai pher loss main trade ko close krna hamari majbori hoti hai asa tu krna hi parta hai is waja sy hamy chahiye k hm mehnat karein aur kamyabi Aur kamyabi Hassel karein aur agy barhein mehnat main azmat hai Mehnat tu krni h parti hai is leye khub mehnat karein aur agy barhein aur successful hon
                      • #12 Collapse

                        Re: loss mein trades ko close krnaa

                        is business Mein shuq ko Paida karna bahut hi Jaroori Hai Hamesha hi ke Agar Hamein trade mein nuksan ho raha ho to Hum Apni trade ko close kar de Aisi Surat Mein Humne apni tradeco close karna Hi Padega ISI Mein Hamara fayda Hai Agar hum ne usko close na Kiya To Hamein aur Jada nuksan ho jayega is wajah se Hame chahiye ki hum jo bhi kaam Karen Soch Samajh Ke Karen jis mein Hamein fayda ho aur Hamein nuksan Na Ho
                        • #13 Collapse

                          Re: loss mein trades ko close krnaa

                          Assalamualaikum dear friends member Agar aapko loss ho raha hai to aap ko chahiye ki aap usko close na Karen bulke use chalne De Yahan Tak account waashna Ho Kyunki never recover karna bahut hi Mushkil ho jata hai isliye main kabhi bhi tradeco loss main close nahin karna chahie
                          Visit My Profile
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: loss mein trades ko close krnaa

                            G han bhai ap na teek kaha ha k ye sub sa mushkil kaam ha k apny trade ko loss ma band keya jaye agar hum tora wait kary to behter hota ha ye correnvy trading ma hota ha lakin agar gold k trading ma wait zyada keya to acount wash ho sakta ha thanks

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X