Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye
    Dera dosto asslamualikum Mai nai aisay trader daikay hai Jo zyada kamanai ke lalach Mai apna account wash Kara daitay Hain had say zyada aur be waja trade laga laga Kar hamai chaye ke forex market Mai ham aik plaan ke tehat chalaingay aur zyada lalach say guraiz karai takai ham aik constant profit Kama sakay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye

    Haan jee mere khiyaal main mere dost nay bahot achhi baat share ki hay kay forex business main kabhi bhi lalach nahi karni kun kay hamain pata hay lalach buri bala hay hamain forex business main ziyaada say ziyaada mehnat kani.chaheye oar sabar say oar market ko daikh kay business karna chaheye oar hamain thory pe guzara karna chaheye ziyaada ki lalach hamain loss deti hay
    • #3 Collapse

      Re: Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye

      g ham logo ko forex p[ar apna ik target rak kar kam karna chayia aur ham logo ko apna target pura hota hi apna trade close kar danya chayia ham log agr us waqt greed karta ha aur us trade sa zada profit earn karna ki koshish karta ha to ham logo ki ya greed nai karni chayia ho sakhta ha ka us ka bad market opposite move kar jaya jis ki waja sa ham logo ka account be wash h0 sakhta ha
      • #4 Collapse

        Re: Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye

        zaida ka lalach nahi karna chahiye balke planing karni chahiye agr hum zaida earn karna chahte hai tu hume plan karna ho ga ke hum kaise acha earn kar sakte hai lain lalach nahi karni lalach se loss hota hai faida nhai.
        • #5 Collapse

          Re: Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye

          G g bilkul jaisa k aj tak hum party aein hain k lalach buri Bala hti hai yeh achy khasy Insan ko ly dobti hai maslan agr ap Ny kisi chez py trading ki Hai aur us Ny apko profit Dia Haj to Laxmi nahi k us ki price value earning ya profit hmesha brta rhy agr ek bar ap Ny 50$ ki trade lgai hai aur ap kk profit Mila Hai to ap next time 55$ ki trade krain na k ap 100$ ki trade lga dain yeh apko nuqsan dy skti hai is Lia lalach nahi krni chahiyeh yeh ap kk nuqsan dy skti hai hmesha perhaizgari sy kam lena chahiyeh
          • #6 Collapse

            Re: Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye

            G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex business main hamein kabhi bhi lalach nahi karni chahiye kyon k lalach ki wajah se business main ap loss kar jate han is liye forex trading main woh insaan kamyab hota hai jo imaandaari k sath work karta hai our sabar rakhta hai our forex main trading aram sakoon our fresh mind k sath karta hai
            • #7 Collapse

              Re: Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye

              Laluch ak buri bala ha jis sa bachna buhut zroori ha agar hum es sa bach nahi sakty to humain loss sa bi koi nahi bacha sakta es leye es bala pa control karna aisa hi ha jiasa koi apny loss ko control karly our agar hum take profit ka use kary to hum es pa control pa sakty ha thanks
              • #8 Collapse

                Re: Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye

                Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain kbhi bhi zayada laluch nahi krni chahiye balkay Dill laga Kar sabar sy kaam karna chahiye kiun k agar hum laluch kartay Hain tou iss sy hamain koe faida nhi hota balkay hum bohat baray loss ka shikaar ho jatay Hain kiun laluch bohat he burii blaa hai hamain laluch sy doorr rehna Kar he kaam karna chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye

                  G han sir humain iss main apna profit target bana kar chalna cahiye agr hum iss main aik achi earning karna chatye hain toh humain chaiye k hum iss main kabi be laalach na karye humain iss main na he jaldbazi sy kam lana chaiye humain iss main apna target set kar k chalna chaiye tab he hum iss main kamiyaab ho sagta hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye

                    Assalamu Alaikum dear members main ap se mutafiq hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex main hamen jab hamen profit hota hae to hamen trade close kar dene cahiye yeh nhe karna cahiye ke zayada profit pe he trade close karon ga q ke market kisi bhe waqt down ho sakte hae to jo profit a raha hota hae wo bhe hath se nikal jata hae to hamen forex main lalach nhe karne cahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye

                      Bri achi bat ki ha ap nay hmain ziyada lalach nai krna chaheay aur aik achay plan k sath forex is trading krni chaheay ta k hum aik kamyab aur professional trader ban skain. Aksar jb hum ziyada kmay k chakr mn party a hain to account wash karwa baithay hain. Hmain chaheay k risk management ko madd e nazar rakhtay huay trade lgaen aur thoray profit pay apnay apko satisfy krain bjaye k account wash krwa dain.
                      Kinza789 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        Re: Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye

                        bhaijaan aaj main Upar Thi Kahan Hai Hamein Jyada laalach nahin karna chahie alaram Jyada lalach Karenge toh hum log ki taraf Jaenge isliye Hamein is Mein laalach Nahin Karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye

                          DEAR hamen chahiy hai kee ham as main kabi bi ksibi hall main as ain lalach nahikarna chahiy aor hamen chahiy hai keee ham as main kabi na hi greed kare aor na hi as main risk lee agar ham as main greed kare gee tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sake gee q k hamen as main loss ho jay gaa as liy hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam kare aor hamen as main lot size bi km rkhna chahiy q k lot size hi aik greed hi hai as liy hamen as main greed nahi karna chahiy hai greed hamen as main nakami ki tarf le jaty hai as liy hamen greed ki koi zarorat nahi as liy hamen as main greed nahi karna chahiy ta kee ham as main kabi bi nakam na ho aor ham as main hamesha kamyab rahe tu hamen as main greed ko chorna ho gaa tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main nakmi se bachna chahiy aor hamen as main greed se bchna hai agar ham greed se bch gaye tu ham as min loss se bach jay gee yani as main hamen nakami se bchna chahiy hai agee ka ye hi soch lo ke ham as main greed na kare aor agee hamen as main jald bazy bi nahi karna chahiy tu hi ham a smain klamyab ho sake gee
                          • #14 Collapse

                            Re: Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye

                            G haan dost aap ne theek keha he hamen ziada ka lalach nahi kerna chahiye or soch samajh ker trading karni chahiye jab hum lalach nahi karenge to mujhe yaqeen he k hum log zaroor kamyabi ki taraf barh sakte he or acha profit earn ker sakte he hamen chahiye k jab bhi hamen kissi trade me agar 5$ ka profit ho reha he to hamen wo trade close kar deni chahiye ta k hum loss se bach saken.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zyada ke lalach kabi nahe karni chaye

                              Assalamu Alaikum dear Forex member aapne bilkul theek kaha hai ki Hamein Forex mein kabhi bhi lalaj nahin karna chahiye Kyunki Agar hamraj Karenge toh milogi Karenge isliye mein chaahi kya Hum Jab Bhi ismein training karantu theega lalaj ke bagair raske Karam Ke lalach Buri Bala Hota Hai
                              Visit My Profile

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X