aik sy zyada trade lgana loss ka sbab bn jata hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    salam bhai 1 se ziada trade lagany se loss hota hai q ke aap ki 1 trade chal rahi hoti hai wo loss me aa jay tu aap us ki waja se or trade krty ho avreg ke liey us ko avreg kart karty aap ki or trade bhi loss me aa jati hai is tarha aap ko loss ziada hota hai is se acha aap 1 trade hi open rehny do ho sakta hai markeet 50 pips ya 80 pips move ke bad wapis aa jay or aap ki trade profit me aa jay gi is se aap loss se bhi bach jay ge or profit bhi ho jay ga aap 2 trade karny ki zarorat bhi nahi hai aap ko
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      g haan ager hum koee aik trade lgata hain to to huamain chaiyeh ka aik say ziyda trade na lagayain q k yeh loss ka sabab b ban sakta hai.
       
      • #93 Collapse

        dost aik sy ziada trade lagaya aik he trade lagao zaroori nai hai k woh loss ki wajah baanay bhut dafa aap ki khud ki greed aap k loss ki wajah hoti hai aur baaz dafa aik se ziada trade ki wajah se aap ko over all profit hota hai
        • #94 Collapse

          g haan ager hum koee aik trade lgata hain to to huamain chaiyeh ka aik say ziyda trade na lagayain q k yeh loss ka sabab b ban sakta hai.
           
          • #95 Collapse

            assalam-o-alaikum!all borters,g bilkul aap ney sahi kaha hey 1 sey zyada trade lagane sey loss ho jata hey or os ki waja ye hey k hamara focous os pey kum ho jata hey or agar 1 b trade loss mainjati hey to insaan apney emoshions pey controll nai kar pata
            • #96 Collapse

              ye to humare account balance per hi depend hota he agar humare pas margin ho to hum or trades n laga skte he lekin agar humare pas margin kum ho to hume trade nai lagani chahie.
              • #97 Collapse

                G Bhai ap theek kh rhay hai.trader ko 1 time mai 1 hi trade place krni chahiye or jitni der tk 1st trade complete nhi ho jati trader ko nest trade k next trade place nhi krni chahiye Q k agr is trha say trading ki jaye to isay over trading khtay hai or over trading say trader ko bohat c difficulties ko face krna pr skta hai or loss b ho skta hai.
                https://t.me/pump_upp
                • #98 Collapse

                  yes dear ap na thek kah hy k ek se zada wo he trade lagan se be hum loss ke tarf cala jate han hum ko ek he trade lah kar or us se profit la kar phr he band karn tab ja kar hum ko loss nahi ho gy ya bat thek hy
                  • #99 Collapse

                    mujhe trading k bare me koi ziyada pata tou nahi ha or na hi koi ziyada experience hai magar apne seniors k sat touch me rehta hun is bare me un ka bhi yahi kehna hai .. jis tarah apne kaha hai ye loss ka sabab ban sakta hai........
                    • #100 Collapse

                      assalmo alaikum bahi jan merey kahayl main to aek sey zaida peir per hum trade laga sek tey hai janb lakan us keley hum ko buhat ehtiyat sey trade lagni ho gi janb pehley ap news ko dekhy our pher ap indicater ko dekhy janb pher ap us per trade lagey janb
                      • #101 Collapse

                        han g aisa ho jata ha kbhi kbhar aik se ziada trade lgao to loss ho jata ha lakin agar soch samjh k trade lagai jaye to profit bhi ho sakta is k liye stop loss and take profit use karna parta ha
                        • #102 Collapse

                          My dear friends forex trading market main har trader ko apne account balance ke hisab se trade lagani chahiye. or mere khayal main ek time main ek hi trade lagani chahiye. kiyun ke agar ek se ziada trade app lagain ge to manage karna dificult ho ga or loss hi ho ga.
                          • #103 Collapse

                            q k is se ap ka margin level bohat kam hojata hai and most importantly is me ap hr waqt risk me hote ho so km risk me rehne k liye ap ko km trade lgani hoti hai and is ap ko money management ka khiyal b hona chahiya.
                            • #104 Collapse

                              no this is not solid reason of loss,when you do trade with out authentic trend then do trade with multiple orders due to this reason you suffer into loss,the loss is the part of business,so if you suffer into loss,then don't worry and earn a lot from this market.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Yeh depend karta hai key ap ka experience kitna hai ap sharp kitna hain ap active kitna hai or ap mien capability kitna hai manage karney ki agar to ap management kar saktey hain money management or risk management wagera sub tu pir ap ziada positions bhi open kar saktey hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X