aik sy zyada trade lgana loss ka sbab bn jata hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ziyada trade nahi lagani chayie because forex aik international online business hai aur forex mein aap ko basic learning karni parti hai aur pir demo account open kar ky is ki achay sy practice kary aur money make kary aap aik good trader ban saktay hain future mein only effort kary.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      G han app ne sahi kaha ha me app ki is bat se agree karta hn agr hm is business me aik se zyada trade lagaty hain tu wo loss ki wajah bn jati ha isi liye hmen hmeshah kam tyrade laganai chaye zyada trade nahi lagani chahye ta k hmen loss nah ho is business me
      • #48 Collapse

        nhi bhai zyada mukhtalif pairs zyada trade laghny sy loss zarori nhi hy agher ap ny market trend ko follow krty howy trade lagai hy tu ap zaror os me profit gain karo ghy. lakin humein khud ko zyada confusing me nhi dalna chahya just 1 ya 2 trade laghai
        • #49 Collapse

          Yes app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hm agr is business me aik se zyada trade lagaty hain tu hmen loss ho sakta ha kyn k hm trading par apni sahi tarah se nazr nahi rkh paty hain isi liye hmen aik waqt me aik hi trade lagani chahye
          • #50 Collapse

            forex main trade jis be pair per karye bohat samaj kar karye ek pair main ek time he trade karye ek sa zayda trade tab he karye jab humare account main equlaty achi ho tab he ap ek sa zayda trade karye aur her trade main stop loos used karye
            • #51 Collapse

              dear yeh to trade par hy aik ho ya zida agr ap trade achi lagahen gay to loss ni ho ga aur agr achi na hoi b to trade aik he ho tab b loss ho ga wo ap ko itna feel ni hota zia ka feel hota hy qk loss jo zida hota hy
              • #52 Collapse

                dearf riends g hain g forexaik bhut cah skm hsins is mahuim ko los sbehotu haisn is mahum ko bhuut mahnut akernu hoitu hasnis mahum ko expericne ahshal jhoytuhaisn is mahum ko kamak bhut banufit ebhotuhaisn
                 
                • #53 Collapse

                  g hauin g forex amin hum ko trade main hum ko bhut practci e eb hotu haisn is mahum ko bhut mahnut akrnu hotu hjaoisn is mahum ko bhut kuch saiknu ko mil tu hains is vewyr god bussien s s shaoins
                   
                  • #54 Collapse

                    Agar aap ka knowledge na ho aur aap nay koi planning na ki ho to aap ko aik trade par bhi loss ho jata hy. Zaroorat is bat ki hy keh aap is ko samjh kar trading karain aur is key rules aur is ki techniques ko samjhain. Different traders ki analysis ko bhi study karain, takeh aap ko market ka trend samjh main aa sakay.
                     
                    • #55 Collapse

                      Friends yeh sahi bat nhi hai keh aik say ziada invest krna loss ki wajah ban sakti hai forex trading men ap jitna invest krengay apko utna profit hoga agr invester samjhta hai alag alag currency men invest krnay s usko faeda hoga Aur woh Dino taraf apna dhiyan rakh sakta hai to woh invest kr sakta hai.
                      • #56 Collapse

                        first acquaintance with the new learning forex demo 1 month already going directly depot though small .. The first day beginner's luck depot directly hefty profit .. so see the balance spiraling not wait for open positions continuously without any targets and greedy ... so finally turns the market no longer in line with heavy hearts desire to cut losses due to hope market will reverse direction again
                        • #57 Collapse

                          q k asset nai bachta ha bakup k lya is lya ap ko soch samjh ki 2 trades karni chahya or is sa wasa to parhaz hi karna chahya q k ya wakya hi nuksan dah han, or agr karna hi ha to is ko oposit kya kejya.
                          • #58 Collapse

                            ha dear ye to lazmi baat hayy chon k agr ham kai trade lagatay hain tho os may say loss tho ho ga lekn agr hm long term pe trade krtay hai per os may loss kam hota hain avr profit ziada hoti hain.
                            • #59 Collapse

                              yes dear brother bazoqat is market main ham ko hamaray saray oder loss dana shero ker daytay hain tu is surat msin hsmara capital kam ho jata hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Mai ap se totally agree karta ho aik trade se zeyada trade lagana loss ka sbab banta hai aur ye riky bhe hai aur greed bhe hamye aik h trade karne cahye aur wo bhe achi trha market ko fallow kar ka. or money management b bht matter karta ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X