Kamyab Insan Haar Nahi Manta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyab Insan Haar Nahi Manta
    Dear all hum logon ko Forex Trading ki market me aksar loss hota he or buht saare members ka her baar account bhi wash ho jata he is liye hamen thori mehnat se kaam kerna hota he, Acha Insan or mehnat karne wala insan kabhi bhi haar nahi manta chahe kuch bhi ho jai lekin wo muqabila karta rehta he hum logon ko bhi Forex Trading me ache Bonus lene k liye ya Trading me profit earn kerne k liye mehant karna hogi or datt ker loss ka muqabila kerna hoga ta k hum log kamyab ho sake. Jo members mehnat nahi kerte sirf shortcut dekhte rehte he to wo sirf apna time waste karte he is liye free baithne se behter he k mehnat ki jai or mehant ka phul haasil kia jai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyab Insan Haar Nahi Manta

    G han bhai ap ki bat bilkul sahe hai kbi bhe kamyab aor knowledge full trader ya insan kbi bhe zindgi mn haar ni manta as liay ager kbi bhe ap ko forex trading mn loss ho jay ya ap ko bonus kam ho aor account wash hojay tu haar na manen balky aorziada mahnat kren tah k ap ko agli dafa ziada acha bonus mil suky
    • #3 Collapse

      Re: Kamyab Insan Haar Nahi Manta

      ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge g han friends kamyab insan har nai mantaa ager ham mehnat krein to ham zaroor kamyab ho sakty hain friends dunya ka koi bhi kaam ho jis main ham mehnat krein gay ham aik na aik din zaroor kamyab honge mehnat main azmat hai our mehnat kerny wala kabhi naakaaam nai hotaa iss lay sabko chy keh wo din raat mehnat krey taa keh kamyabi us kay qadam choom saky friends ALLAH PAK parindo ko bhi rizq deta hai magar un kay ghusaly main nai dalta unko unki mehnat ki waja say deta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Kamyab Insan Haar Nahi Manta

        Dear member aapne bilkul right kaha hai ek Kamyab trader kabhi bhi Haar Nahin manta Agar Unhe loss bhi Hota Hai To Apne dost ko recover karne ke liye apni weakness ko control karta hai aur Debo account par Jyada Se Jyada practice Karta Hai taaki Apne weakness to control kar Paya aur nexttrade mein hua wrong decision Kabhi Bhi Na Le
        • #5 Collapse

          Re: Kamyab Insan Haar Nahi Manta

          g han bhai jan kamyabi milti he tab hy bnada jab aik kam k pechy per jaye kun k dunya men bhot kam aisy kam yab log hain jo phli attemt per kamyab ho jaen.isliye ager kam bi ho bhi jati hy to hmen chye k ham har na man len balk hmen chye k ham us kam ko bar bnar kren laikin hmen hmar aor jazba her wqat jwan ehkna chye.
          • #6 Collapse

            Re: Kamyab Insan Haar Nahi Manta

            Forex market Mai account ka wash hona mamoll ke bat hai agar hamara bonus account wash hota hai to iss cheez say hamai zyada pareshan nahe hona chaye kiun ke bar bar agar hamai loss be ho jata hai to iss say hamai ye fayda hoga ke hamari paractice hote rahege aur aik din aisa ayega ke ham constant profit Kama sakaingay.
            • #7 Collapse

              Re: Kamyab Insan Haar Nahi Manta

              agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy har nahi manne chahey forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: Kamyab Insan Haar Nahi Manta

                han g bilkul kamyab insan kabi haar nhi manta forex ma bi asa hi ha forex ma kamyab hone k liye saber se kamm lena perta ha jo insan jeldbazi se kaam leta ha humesha nakam rehta ha kisi bi kaam ma jeldbazi achi nahi hoti ager ap forex ma mehnat or sabr se kaam le ge to zaror kamyab ho ge or ager loss ho bi jai to himet nhi harni chahye himet or sabr se kaam lene wala hi kamyab insan ha
                • #9 Collapse

                  Re: Kamyab Insan Haar Nahi Manta

                  g haan bhai jaan ap ki baat sahi hay agar hum forex trading main ziada say ziada mehnat karen gay to es mehnat ka humay phal zaroor milta hay aur humay chahiye keh kabhi bhi mehnat say na katraye aur forex trading main hum jitni ziada mehnat karen gay utni achi earning kar sakty hay es business main ye acha business hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kamyab Insan Haar Nahi Manta

                    kamyab hona asan nahi hain forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai jitna kam karty gy hamy utna he acha bonus mily ga forex mai hamy is ky har rule ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kamyab Insan Haar Nahi Manta

                      Gggg han friend kamyab insan haar ni manta balky mehnat krta h air jeeet ke janab barta ha Forex Trading ki market me aksar loss hota he or buht saare members ka her baar account bhi wash ho jata he is liye hamen thori mehnat se kaam kerna hota he, Acha Insan or mehnat karne wala insan kabhi bhi haar nahi manta chahe kuch bhi ho jai lekin wo muqabila karta rehta he hum logon ko bhi Forex Trading me ache Bonus lene k liye ya Trading me profit earn kerne k liye mehant karna hogi or datt ker loss ka muqabila kerna hoga ta k hum log kamyab ho sake. Jo members mehnat nahi kerte sirf shortcut dekhte rehte he to wo sirf apna time waste karte he is liye free baithne se behter he k mehnat ki jai or mehant ka phul haasil kia jai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kamyab Insan Haar Nahi Manta

                        Friends forex trading aik aisa business Hy jis main kabi kabi aisa time b aa jata Hy k insan ko boht zyada loss ho jata Hy aisi sorat main himmat ni harni chaea or umeed rakhni chaea k is dafa loss ho gya koi baat nhi dobara koshish kr k loss ko recover kry gay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kamyab Insan Haar Nahi Manta

                          Dear friends ap ki baaat bilkulll theek hai agar humain forex pakistan main loss ho jata hai to humain os main haar ni manani chahai bhalky humain mahnat sy kam karna q kh mahnat karny sy insan khbi bhi ni haarta lehaza humain mahnat karni chahai thanks

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X