Application of Knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Application of Knowledge
    Aoa Taman traders maira khayal hay k forex ka knowledge rakhnay wala her banda acha trader nahi ho sakta jaisay hr Para likha banda aik acha teacher nahi bun sakta, q k es ma knowledge k ilawa boht saaray factor involve hotay hain mislan experience, risk laina, mojoda market situation k motabik faisla krna, loss ko bardasht krnay ke taqat. Ap log on ka kia khayal hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Application of Knowledge

    Forex trading mein kamyabi ka daromadar sirf knowledge pr nai hai balkeh is mein woh sb factors hein jin se profitable trading mumkin hai us mein experience market ki current movement ko samjhna loss aur risk lena aur right decision lena yeh sb is business k parts hein jinko mila k kamyabi hasil ki ja sakti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Application of Knowledge

      G han dosto bhi ki bat bilkul theek ha k forex trading kelie sirf knowledge kafi ni hota jab loss mn trade chal rahe hoti ha to ache khasa knowledge wale logon ko samj ni aati k Kia krna ha asi situation mn aik cheez kam aa sakti ha aur wo ha practically experience k ap ne demo account pe kitna apply Kia apna knowledge aur ap ko result Kia milla
      • #4 Collapse

        Re: Application of Knowledge

        hamy knowledge or experience hasil kar ky market main kam karna chahey per he hum is main ache earning hasil kar sakty hain forex main hum experience demo practice main hasil karty hain hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market yai broker ka koi qasur nahe hota
        • #5 Collapse

          Re: Application of Knowledge

          hamy bahtren knowledge gain kar ky kam karan ho ga pheer he hum pasia kama saky gy forex aik asa busienss hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai students ky liye ache job hain is mai hum apny bos kud ap he hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: Application of Knowledge

            Jinhen product market mein jo Banda Iske bare mein Achcha knowledge Hasil kar sakte hain yah Rakhta Hai To vah Ek accha trader Ban sakta hai lekin Uske Aur Bhi Bahut Si khubiyan honi chahie ki agar usmein vah qualities hongi to tab Hi Ho in information on Knowledge ko acche tarike se utilise kar sakega
            • #7 Collapse

              Re: Application of Knowledge

              A.O.A yes you are right brother forex m zarore ni hy k har bandy k pass knowledge ho kun k wo parah likha hy har parha likha ak acha trader ni ho sakta or na he zarore hy har job karny wala ak ak talented hy kun k forex m experience chahye hota hy agar acha experience hy tu ap accha kam kar sakty hn or acha profit kama sakty hn thats very simple
              • #8 Collapse

                Re: Application of Knowledge

                hamy bahtren knowlege gain kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai live caht karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet sy or tawajo sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Application of Knowledge

                  hen agr ap forex ma investment krna chaty hen to ap ko kisi registration wagera ki zarorat to ni hoti usiness hai jis ka zarye hum eazly acha khasa kama sktye hai usiness hai jis ka zarye hum eazly acha khasa kama sktye hai simple yaar yah Pakistan ma agr register na hotee tu Pakistan forex Trade ka page hee na hota
                  :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Application of Knowledge

                    Forex trading main aksar yeah dekha gia hay kay boht say trader study kernay kay bad aur demo ki trading main askar acha result hasil kernay kay bad bhi live trading main kamyabi hasil nahi kertay. un traders ki sab say bari kami yeahi hoti hay kay wo wo chezen live account main apply nahi kertay jo uno nay demo account main use ki hoti hain. is liye demo main profit hota hay per live account main loss hota hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X