Achy traders aur Fear Per control

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Achy traders aur Fear Per control
    Achy traders aur average traders mai aik difference yeh b hota hai ke achy traders apny emotions khas toor per fear per control kar kay he trading karty hain. traders ager trading mai apny fear ya daar per qaboo paa lain tu in say achi trading opputunities miss nai hon ge aur iss kay sath sath trading mai overall kafi behtri aa jiye ge. iss liye ager acha trader banna ho tu trading mai fear aur baqi emotions per control lazmi ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Achy traders aur Fear Per control

    Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerny ky liay knowledge oor experience hasail kerna ho ga Pakisan Forex Forum sy Knowledge aur Bonus dono gain kerain acha trader aapna daar door ker ky aapny aap per control hona chahay.
    • #3 Collapse

      Re: Achy traders aur Fear Per control

      g han ap na sahio kaha ha ik acha treader apna fear pr bohat zada conterool kr ka haee acha tereader bana hota ha iss lia hmmya be chahya k ahmm be ager ik achay treader banman chahatya han tu hmmya apna emotioneal s per kjhass toore pr kaboo rajkhna ki zaeraorrat ha
      • #4 Collapse

        Re: Achy traders aur Fear Per control

        G bilkul main ap ki bat se agree karta hon k forex main hamein kamyabi hasil karne k liye himmat k sath work karna parta hai our is k liye fear ko apne ander se khatam karen kyon k acha trader forex main kabhi bhi himat nahi harta hai our woh kamyabi hasil kar leta hai
        • #5 Collapse

          Re: Achy traders aur Fear Per control

          g ham log agar is ma acha trader bana chahta han to ha logo ko is ma apna fear control karna chahaiya ar is ma ham logo ko chahiaya ka ham log is ma mehnaat kara ar is ma ham log apna fear control kara ar is ma ham log ko apna dar ko kabo kara ta ka ham log is ma expert trader ban sakha
          • #6 Collapse

            Re: Achy traders aur Fear Per control

            g haan bhai jaan acha trader as main greed se bchta hai as liy hamen as main gred nahi karna chahiy aor as main greed nahi karna chahiy greed karen gey tu ham ko as main loss ho sakta hai aor agar ham as main km greed kare gee tu ham ko as main loss ho gaa agar ham ko as main loss ho gaa tu ham as main agee ache se kam nahi kar sake gee q k bohat se aese bhi log hain jinoh ne as main kam karte hoe as main loss ki waja se as ko chor dya hai as kar koi janta hai kee greeed kabhi bhi fade mand nahi hai as liy greed se bbachna chahiy hai ham ko aor agee bhi hamen gred se bchna chahiyu hai
            • #7 Collapse

              Re: Achy traders aur Fear Per control

              g han bhai jan ap ny thk kaha hy mn ap ki isbat sy itfak krta hn k jo achy traders hoty hn wo trading mn kbhi bhi apny emotions ko nhe any daity is trah un ka mind aik he simt mn kam krta hy r un ko loss nhe ata hy jb k new traders dar jaty hn ya phr lalach ki wja sy loss kr baithty hn
              • #8 Collapse

                Re: Achy traders aur Fear Per control

                G ha friend me app ki bat se agree kerta ho k ache traders hamsha apni der ko side per rekh ker hi trading kerte he qk unto pata hota he k jub tuk hum derte rhege to earn nhi ker pinge is lei wo derte nhi or average trader der der ker kam kerta he or apni der ki wsja se wo kamyabi se dor hota jata he
                • #9 Collapse

                  Re: Achy traders aur Fear Per control

                  Fear k bary mein agr bat krean tu fear kisi trader k dil mein tb ghusta ha jb wo trader constantly loss krta ha US ka confidence loose ho chuka hota ha aur wo hr achi trade krny se bhi darta ha. Agr hm ne fear se bachna ha tu hamaen constantly loss se bachna ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Achy traders aur Fear Per control

                    dear brother main ap se agree karta hun ap ne bahut ache bat ke hae forex main members ko demo account main profit hota hae or real account main loss hota hae to is ke waja hae fear q ke demo account main hamen pata hota hae ke agar loss bhe ho gya to koi farq nhe parta lakin real account main hum har trade par sochte hain trade open karen ya na karen is liye hum nervous ho jate hain to fear bhe aik factor hae jo loss ke waja banta hae
                    • #11 Collapse

                      Re: Achy traders aur Fear Per control

                      g han aik acha trader bany k leay ham ko sab sy pehly apny dar par kabu pana hota ahi aur jab tak ap dar ka forex main trade karain gay ham ko success nahi mill sakti hai iss leay ham ko forex main ager kamyabi hasil akrni ha tu ham ko iss main fresh ho kar trade karni chaheay phir he ham iss main success ho sakty hain dar say hamesha ap confuse hoty hain jiss ay loss ho sakta ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Achy traders aur Fear Per control

                        G achha trader Kabhi Dar kar kaam nahi karta Amey confidence ke sath kaam karna chahiye Jitna Hum confidence ke sath kaam ko Karenge utna hi Hum kaam ko acche tarike se a kar Payenge aur Agar Dar kar kaam Karenge to hum us kaam ko thik se nahi kar Payenge aur Wo Kaam kharab ho sakta hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Achy traders aur Fear Per control

                          hamy apny ander ky dar ko katem kar ky mahnet sy kam karna chahey hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X