Take profit humain kion lagana chaheye ????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take profit humain kion lagana chaheye ????
    Dear members ma ye batana chahta hon k trading kartu hoye humain take profit ka istimaal lazmi karna chaheye kion k us sa ak sub sa bara masla jis sa sary traders tand hoty ha vo hal ho jata ha our vo ha laluch ka jo k take profit sa control ho jata ha to ye baat yaad rakni chaheye k trade lagaty waqt take profit lazmi lagaye thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Take profit humain kion lagana chaheye ????

    Take profit ka use humay har haal mei karna chahiye aur humay ye dekhna chahiye ye humay esliye he diya jata hay kay hum auto profit accept karain take profit ka feature best hay kay agar aap offline bhi hongay tou aap ko ye faida hay kay aap ki trade lagai gai take profit pe close hojay gi auto so ye tool humay use karna chahiye apni trade mei.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: Take profit humain kion lagana chaheye ????

      Dear bagair take profit ya stop loss k bagair trade open krna sab sy ziada nuqsan dah hai qk ham apny account ko safe rakhny k liay ham trading tool zarur use krny chahen
      • #4 Collapse

        Re: Take profit humain kion lagana chaheye ????

        Trading k Doraan Tp Ka use Laazmi KaRnaa Chaahiye Q k iS Se Haamari pRoFit Limit ko Jesay hij Market Hit kaRti Hai To Trade Khud Hi Profit Main cLoSe Ho Jaati Hai Jab k Agar Trading Main To Na Lagaai Jaaey To Manual Tareeqay Se Baar Baar Market Ko DeKhna Ya time deNa Kaafi MUshkil HoTa Hai Or is Se HuMaari ProFit Wali Trade Loss Main Bhi Jaa Sakti Hai....
        • #5 Collapse

          Re: Take profit humain kion lagana chaheye ????

          Forex market main agar ap.apne account ko save rakhna chate Hain tou us k liay boht zarori hay k hum jab bhi koi trade open Kare tou us se pehly so aur to zaror lgain kiu k is se humare account save ho jata hay kiu k market ka kisi ko nai pata hota k wo jab kidhar move Kar jay sl aur to
          P ka ye faida ho ga k hum big loss se Bach sakte Hain is liay apni trades main in ka must use kare
          • #6 Collapse

            Re: Take profit humain kion lagana chaheye ????

            Tp humyn is liye lagana chiye taan kay ager humyn trade main profit ho raha ho to humra target jab bhi hit ho to trade khud ba khud close ho jiye or isi main ap ka faida bhi hai so ap ko chiye kay jab bhi trading karyn tp ka khas khiyal rakhy or is ka be waqt laga layn
            • #7 Collapse

              Re: Take profit humain kion lagana chaheye ????

              Forex trading mein jb hum koi trade open krty hein tu hum her waqt usko watch nai kr sakty kionkeh hum kisi na kisi kaam mein busy hoty hein aisy mein agr hamari open trade mein take profit set hoga tu jb market usko hit kregi tu trade automatically profit mein close ho jati hai aur hum is se sb se bari bemari jisko lalach kehty hein us se bhi bach sakty hein.
              • #8 Collapse

                Re: Take profit humain kion lagana chaheye ????

                assalamu alaikum bhai jaan aapne bilkul sahi kaha hai lekin main aapko apna Mashwara Dena Chahta Hoon Ki take profit Ham isiliye Lagate Hain Ki Farz Kare Ki Hamara bonus $100 hai aur Agar Hum usse 110 dollar kamaayaaa hi to ho sakta hai ki Hamara account disabled Ho Jaye isliye Hamein 1995 check profit Lagana chahiye Taki Agar Hame 1995 dollar profit ho raha ho to wahi Se Khud BA Khud close ho jaye aur Hamara account bhi save Rahe aur Hamara bonus bhi save Rahe
                Visit My Profile
                • #9 Collapse

                  Re: Take profit humain kion lagana chaheye ????

                  chahiye aur humay ye dekhna chahiye ye humay esliye he diya jata hay kay hum auto profit accept karain take profit ka feature best hay kay agar aap offline bhi hongay tou aap ko ye faida hay kay aap ki trade lagai gai take profit pe close hojay gi auto Chaahiye Q k iS Se Haamari pRoFit Limit ko Jesay hij Market Hit kaRti Hai To Trade Khud Hi Profit Main cLoSe Ho Jaati Hai Jab k Agar Trading Main To Na Lagaai Jaaey To Manual Tareeqay Se Baar Baar Market Ko DeKhna Ya time deNa Kaafi MUshkil rakhna chate Hain tou us k liay boht zarori hay k hum jab bhi koi trade open Kare tou us se pehly so aur to zaror lgain kiu k is se humare account save ho jata hay kiu k market ka kisi ko nai pata hota k wo jab kidhar move Kar jay sl aur to
                  P ka ye faida ho ga k hum big loss se Bach sakte Hain is liay apni trades main in ka must use Hai Or is Se HuMaari ProFit
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Take profit humain kion lagana chaheye ????

                    dear yeh baat to ham sab bari achi tarha say jantay hain k forex aik digital curriencies ka busness hay jis main ham isay sirf online ho kkr he kr saktay hain othrwise isay krna aur samjhna impossible hay aur agar yeh digital hay to hamko is baat ki mukamml care krni chaye k ham is main jo bhi orders lagain usay har lihaaz say safe rakhna chaye jiks liye hamaray har orders main completely take profi hona chaye jis say haamra order hamaray target ko touch krtay he profit apnay aap hamaray acount main post ho jaye isay kehtay hain markeet main take profit.
                    • #11 Collapse

                      Re: Take profit humain kion lagana chaheye ????

                      Brother take profit use karnay say ap ki trade secure ho jati hay aur ap ko bar bar market ko dekhna nai parta q kah jab trade profit main ati hay to ap ka target pura honay k bad trade khud say close ho jati hay aur ap ka profit save ho jata hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Take profit humain kion lagana chaheye ????

                        Dear apki bat thek hai k ham ko is mein take profit zaror lagana chahye aor apko is mein loss is liy hota hain qk ap is mein pahle to zyada tarde open kar te hain aur bad mein lot size zyada rakhte hain is liy ham ko is mein loss hota hain agar ap is mein kam tarde oepn kar te hain aur is mein risk bhi nahoi lete hain to apko is mein loss naho hoga aur apko is mein ihtyt se tarde oepnn karna chaiye tab ja kar apko ius mein loss nahi hoga aur aur ham ko is mein ache se tarde karna chaiye tab ja kar apko ius mein loss nahi hoga aur ap is mein kamyb ho sakte hain aur ham ko chaiye k ham is mein risk mat len tab ja kar apko is mein loss nahi hoga aur apko i smrein acha profirt hasil ho sakta hain .
                        • #13 Collapse

                          Re: Take profit humain kion lagana chaheye ????

                          G bilkul take profit bihat zaroori hai. For example aap ne trade lagai tp nahi rakha .aap kuch dair k liay markeet se door huway achanak aap ne market ko dekha to aap k order se price aap k favor main kafi ho k against chal rahi hai us time aap sochain gain kaash tp rakha hota profit bhi gaya aur ulta loss chal raha hai . so must use always tp
                          • #14 Collapse

                            Re: Take profit humain kion lagana chaheye ????

                            Take profit kyy istmal syy ya hotaa hai kyy jidr tk take profit lagyaa hotaa oudr ponch kar markeet hud close ho jati hai agr take profit na lgyaa huoo markeet profit maun bi ja rahi huo tuo lalch sei a jati hai cahlo tohri our profit maun markeet chalii jaiyy tbb close kartt hai itni dair main markeet move kar jatii haii ...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Take profit humain kion lagana chaheye ????

                              g haan bhia jaan apne thak kaha hai kee jo traders stop loss ko manage ker laite he wo ziada loss se bach jate he mere khayal me k her trader ko chahiye k stop loss or take profit ko use kerna chahiye agar suki facility de ja rahi he to uska faida uthaya jayy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X