what is robot trading?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: belle1 پيغام ديکھيے
    robot trading may yeh hota hai k ap koanalysis trading ka nahi krna prta or aap is me forex market me bagheir analysis ky robot ko is pe kmkr trading krwa k profit gain kr skty hen is me auto trade hoti ha
    haan lekin robot se hum ko utna faida nahi hasil ho sakta hai ke jitna hum ko forex trading me manual trading se hota hai robot bhi insaan ki he ijaad hai to hum is se achi trade khud kar sakty hain so jitna mumkin ho hum ko bina robot use kiye trading se huge money hasil karni chahiye
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      brother forex main robot trading ka matlab hai auto trading jo app khud nahin kartay aur is kay ziada faiday to nahin hain nuksaan ziada hain kyun kay jo strategy app khud bana saktay ho woh aik robot nahin bana sakta.
      • #213 Collapse

        to kia robot trading ma loss k chances nh hotay ? sirf aur sirf profit hi gain hota ha ? asay to phir ye illegal ha kiunkay phir trading ki asli meaning to change hojygi
        • #214 Collapse

          robot trading main aap aik robot ko apne mt4 main dal dete hain aur phir wohi robot apki trading karta hey but us sey aap forex ko learn nahin kar saktey hain aur yeh sab mujhey bilkul acha nahin lagata hey main khud se apne mind se hi trade karta hun.
           
          • #215 Collapse

            me nay kabhi rebot trading ki to nahi hai lekin bus is k baray me edhar odhar say suna hai.agar hum kaam me bhot sa profit gain karna chahtay hain to hame khud trade karni chahye na k rebot pay depend karna chahye.
             
            • #216 Collapse

              wo trading jo hum forex m robot s karty ha wo hoty ha robot trading muj s ager pochy tu mujy wo trading bilkul b achy nahi lagty ha us trading k waja s hamesha loss hota ha us k waja s profet b hota ha lekin kam loss ziyada hota ha us m
              • #217 Collapse

                forex men trading kerny k ley softwere ko bhi use kia jata hai jis se hamain auto matic trading hoti hai or is se profit bhi milta hai or loss bhi ho jata hai is ley is ko robot bhi kaha jata hai or many user robot traders kerty hain.
                 
                • #218 Collapse

                  robot trading me aap achi earning kar sakte hen lekin is me aap ko sath sath check karna parta ha k robot kiya kar raha ha aap jab robot k sath mil k kaam karo ge to ye aap k liye boht acha result de ga.
                  • #219 Collapse

                    mere dost forex business main new user hon to mujhy to is kk bary main ilam nai hy k roboot trading kia hoti hy main to khud hee trading sekh raha hon or mere koshish hy k acha trader bn jao gee
                    • #220 Collapse

                      Roboat trading ya automatic trading, aik mechanism ya system k tour per kaam kerta hay jis trah hmaar computer scripts or codes ki madad say worki ker rha hay. Yeh system aap apna trading software per activate ker dety hen or yeh khud he order set kerta hay kud he close kerta hay aap ok kuch bhee nahee kerna perta hay is may.
                      • #221 Collapse

                        sir j robot who log use kartay hai jo learning nahi kar saktay hai our jo log learning ik bar start kar detay hai who kabi b robot ko follow nahi kartay hai our na hi trust kartay hai in par robot may nahi manta ho k robot profit day day ap ko man liya achay robot hai but market agar robot par chalti hai robot ko banaay wala kon hai who yehi traders hi hotay hai our our kon hotay hai tu robot achay hai or trader ahcay trader so depend ap kar lo
                         
                        • #222 Collapse

                          Robat trading me progarammers signals and indicators ko use karty hue aik esa software design karty hn jo khud signals ko dekhty hue automatic new order open kar deta ha and close b kar deta ha yun hume khud trade karny ki zaroorat nai hoti robot khud hi order laga leta ha or ager robot acha ho tou bht acha profit b deta ha.
                          • #223 Collapse

                            robot wo hota h k agr ham trading kr rahy h to agr ham robot ko active kr dity h to phr agr kam koi trade na bi lagai to robot active hota jb robot ma jo program set hota h agr rate us range ma ata h to phr robot khub ba khud hamary trade laga deta h jis ki waja sy bhot sy lot loss ma chaly jaty h q k yi zarori ny h robot ki har lagy howi lot profit ma hy close ho es ma to yi hy kaho ga robot par kbi bi trust na kry.
                            • #224 Collapse

                              dear jahan tak main jaanta hoon ye robotic system aisa hai k aap is main invest kr detay hain ye market k hisab sy khud trade krta hai lekin mujhy iss robotic system py yakeen to door ki baat hai is ko main serious lenay wali cheez he ni samjhta. so ap ko b mashwara hai k iss k chakar main na he parein to behtr hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Dear Forex ma robot sy trading sirf wo log he karty hain ju jald sy jald amir ban'na chahty hain wo bhe bna ksi mehnat or practice k. or mery khayl ma sb sy best ye hy k aap apni mehnat sy trading karen or apny losses sy experience get krty huy apni capital ko increase karen.

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                Working...
                                X