Forex ko kaisy learn kiya jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko kaisy learn kiya jaye?
    Dear Forum members, ap janty hain keh Forex dunya ka sb sy bara business hai jis main profit ki koi limit nhi hai..Forex main daily basis per trillions of dollars ki trading hoti hai. Forex ko learn karny k liye zaruri hai keh humain forex ko aik pure business k tor per lena chahye na keh gambling. sb sy pehly Forex ki basics ko achi tarah learn kiya jaye.aur Forex ki basics hum pak Forex Forum per posting kar k aur senior members ki posts ko read kar k bhi learn kar sakty hain. Daily basis per jo kuch learn kiya jaye us ko demo account per practically practice karna chahye. Forex main sabar sy kam lena chahye..jald bazi aur greed sy bachan chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ko kaisy learn kiya jaye?

    G hain bhai jan apne bilklu hio sahi kaha hain humko is mein kese learn kiya ja skata haina ur humko is mein ache se kam karna chahye aur humko forex min aise learn kiya ja skaya haina ur humko is mein forex mein mehnat se kam karna chahye aur humko is mein ache se kam karna chahey
    • #3 Collapse

      Re: Forex ko kaisy learn kiya jaye?

      Jee han forex trading jaisa koi online business nahi hai jis mein itni earning hoti ho lekin sb se pehly iska basic knowledge hasil krna zarori hai aur yeh apko forum pe posting k zariye mil sakta hai us k bad aap demo pe ziada se ziada practice krein tah k knowledge aur experience dono se apko aik power mil jaye phr app is se profitable earning kr sakty hein.
      • #4 Collapse

        Re: Forex ko kaisy learn kiya jaye?

        G Han ap ki bat theek haha ur min ap ki is bat se agree karti hum k forex main success hasil karne k liay boht zarori hay humare pass acha knowledge ho aur humain is business k tamam basics bare main pata hona chaiay tab hi hum achi trading Kar sakte Hain us k liay humain apne senior members se help Leni chaiay aur khud bhi is business ko learn karna chaiay tab hi hum is business main kamiab ho sakte Hain aur achi trading Kar sakte Hain real trading se pehly demo account par zada se zada practice Kare Tak ap is Market k ups and down ko samjh sake
        • #5 Collapse

          Re: Forex ko kaisy learn kiya jaye?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulhadi پيغام ديکھيے
          Dear Forum members, ap janty hain keh Forex dunya ka sb sy bara business hai jis main profit ki koi limit nhi hai..Forex main daily basis per trillions of dollars ki trading hoti hai. Forex ko learn karny k liye zaruri hai keh humain forex ko aik pure business k tor per lena chahye na keh gambling. sb sy pehly Forex ki basics ko achi tarah learn kiya jaye.aur Forex ki basics hum pak Forex Forum per posting kar k aur senior members ki posts ko read kar k bhi learn kar sakty hain. Daily basis per jo kuch learn kiya jaye us ko demo account per practically practice karna chahye. Forex main sabar sy kam lena chahye..jald bazi aur greed sy bachan chahye
          Forex trading ke bare mein aap yahan se bhi Jaaye learn kar sakte hain Forex trading main kaam karne ke liye learning karne ke liye internet par bahut sari websites maujud Hai iske ilava aap demo account par kaam karke bhi trading seekh sakte hain
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Forex ko kaisy learn kiya jaye?

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning haisl karni ha to per hum ko chaheya ka hum forex trading ko learning karni start kardaa q ka ager hum learning start kartaa ha to per hum ko bohat ahci earning hoge or hum ko lot of profit hoge es leya hum ko chaheya ka hum babypips.com ko use karnaa start kardaa..........
            • #7 Collapse

              Re: Forex ko kaisy learn kiya jaye?

              Forex ko Hamein learn karna chahi learn karna bahut hi Zaroori Hota Hai Ham is business ko YouTube se bhi learn kar sakte hain aur Iske Alawa Kisi senior se Rabta Karke usse bhi is business ko Sikh sakte hain Iske ilava agar aap Kisi Bade Shehar Mein Rehte Hain Tu Bade shehron Mein is business ki Academy hai to aap an Academy score join Karke bhi is business ko Sikh sakte hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex ko kaisy learn kiya jaye?

                Hum is business ko YouTube se bhi learn kar sakte hain aur Iske Alawa Kisi senior se Rabta Karke usse bhi is business ko Sikh sakte hain Iske ilava agar aap Kisi Bade Shehar Mein Rehte Hain Tu Bade shehron Mein is business ki academies hai to aap Academy score join Karke bhi is business ko Sikh sakte hain is ko sikhane ke bahut hi tarike hain bas Aap mehnat Se Apna Kaam Karen aur iss ko sikhane ki taraf tawajjo Den
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ko kaisy learn kiya jaye?

                  G bilkul main ap ki bat se agree karta hon k forex main hamari learning bahut zarori hai is liye jitna ho sake forex main apni learning ko increase karen our learning hasil karne k liye seniors ki posts ko follow karna chahiye demo account par practise karni chahiye jis se hum acha experience our knowledge hasil kar sakte han
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ko kaisy learn kiya jaye?

                    Forex ko learn kernay kay lye zaroori hai kay pahele tou aap forex ko serious ho ker accept kerain aur phir forum per zayada sae zayada kaam kerain aur koshish kerain jitna aap forex ko learn kernay ki koshish ker rahay hain dil sae kerain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ko kaisy learn kiya jaye?

                      G Han bilkul learning forex men kamyabi KY liye bohat zaroori hai knowledge k bgher acha experience hasil krna trading men kamyabi KY liye bohat zayada important hai is liye jab bhi trading kren us se pehle apni learning ko strong bnaen ta k trading ko kamyab bnane ky liye koi strong strategy bnae ja sake aur trend k according trade lga kr ache earning hasil ki ja sake.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ko kaisy learn kiya jaye?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulhadi پيغام ديکھيے
                        Dear Forum members, ap janty hain keh Forex dunya ka sb sy bara business hai jis main profit ki koi limit nhi hai..Forex main daily basis per trillions of dollars ki trading hoti hai. Forex ko learn karny k liye zaruri hai keh humain forex ko aik pure business k tor per lena chahye na keh gambling. sb sy pehly Forex ki basics ko achi tarah learn kiya jaye.aur Forex ki basics hum pak Forex Forum per posting kar k aur senior members ki posts ko read kar k bhi learn kar sakty hain. Daily basis per jo kuch learn kiya jaye us ko demo account per practically practice karna chahye. Forex main sabar sy kam lena chahye..jald bazi aur greed sy bachan chahye
                        Assalamu Alaikum 4x ko learn karne ke liye iski basic ko dekhna padega Jo ke iski posting hoti hai Kyunki Yeh Duniya ka sabse bada business hai Jahan per trillion dollar ki daily basis par trading hoti hai agar Hum post Sahi tarike se Karenge to Hamein learning game karne ka mauka Milta hai aur Hamara experience bhi badhta hai jisse Hamein ped Mein kamyabi Milne Ke chances Milte Hain Shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ko kaisy learn kiya jaye?

                          forex main hume menat ur hardwork kr k is main lerning hasil kr sakte hein hume is main daily kam krna chaiye chart indicotor ko fallow krte rehna hota ha lerning sab se achi hum demo account main kr sakte hein demo account main real account jesa kam krein achi lerning hasil hogy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ko kaisy learn kiya jaye?

                            Assalamu Alaikum bhajan Apne bilkul theek Kaha lekin main aapko apna Mashwara Dena Chahta Hoon ki agar aapko Forex ko learn karna hai to aap ko chahiye kya aap ismein Jyada Se Jyada time spent Karen ISI Tarah aap ko Iske bare mein bahut jyada Jankari Hasil ho jayegi
                            Visit My Profile
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ko kaisy learn kiya jaye?

                              G bilkul har kaam aik tarteeb k sath kia jaye to samajh ata hai jesay k aao ne bola k pehlay basics sekho forex hai kia order kesay lagatay hain buy sell kia hai pair kesay kaam kartay hain mt4 software kia hai . phr us k agay advaance level hai jis main technical analysis atay hain fundamental analysis hotay hain sentiment hotay hain . ye sab seekhbay k baad practice ki jati hai in cheezo ki demo pe ya real pe low lot size k saath phr ahiata ahista experience hasil hota hai phr ja ka aik trader banta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X