*Never trade Gold if you are a new*
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g sahee kaha hai ap nain k forex trading per new traders ko chaiyeh k satrting main gold per trade na lgayain q k new user honain ki waja say nuqsaan b ho sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      w hoto gold par trade nahi karna kyon ka gold ma aap ko profit to bohat acha hota ha margument that if you are new in forex trading then i suggest you to trade in gold carefully because gold trading is very risky online business where you have to be careful all the time so be careful while tradinggar loss bhi bohat hojata ha yahan
      • #63 Collapse

        G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hmen is business me kabhi bhi gold par trading nahi karni chahye agr hm is business me new ha kyun k ye aik asa busines ha jis me hmen gold par trading karny se kafi loss ho sakta haa
        • #64 Collapse

          I think it is a major alsan we plunge this business is looking for big profits,,* just curiosity cepet failure by it that can not tertahannkan finally put up a lot of emotions with which is not in accordance with the existing MM
           
          • #65 Collapse

            Bilkul gold per trade riski hai jaise chal giya to teer na chla tu tukka. Kabhi kbhi tu buhat acha move krta hai lekin mostly dhoka ho jata hai
            • #66 Collapse

              yar bhai jan mujhy apki bat bilkul achi lagi hy q k my khud is kam my nay hu is lia ap ny jo advise di hy my usko yad rakho ga or phly kisi or my trade karo ga bad my gold my trade karo ga
              • #67 Collapse

                theek kaha hai bhai apny Newbies ko Gold py trade nahi lagani chahye kion k Gold aur baki jitni bhi metals hai unka spread ziada hota hai is ap usko theek se manage nahi ker pao gy
                 
                • #68 Collapse

                  yes! my brother i tottaly agree with you agar hum gold mai trade laagengay tou ya humara pagal pan hi ohuga q ka abhi hum new houngay forex world mai so new houkar he humen learnign kerni caheya then earning
                  • #69 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: amirml پيغام ديکھيے
                    G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hmen is business me kabhi bhi gold par trading nahi karni chahye agr hm is business me new ha kyun k ye aik asa busines ha jis me hmen gold par trading karny se kafi loss ho sakta haa
                    I agree with you amir brother new traders ko directly Gold ki ya kisi bhi metal ki trade nahi lagani chahye bcz ye bohat ziada riski hoti hai aur account wash bhi ho sakta hai
                     
                    • #70 Collapse

                      ha bhai waisay apne theak he kaha hai humay gold per waisay he tradign nhe karni chaiye gold mai maine dekha hai much loss ka samna rehta hai kiu k gold mai humay risky eanring hoti hai aisa nhe hai loag gold say b kafi earning karte hai lekin gold mai earning karne k liye humay analysis karni parti hai gold mai basicaly humay market per depend rehna parta hai and news per b
                      • #71 Collapse

                        bilkul, forex trading mein new traders ko gold mein trade kbi nhi krni chahiye. start mein trading sirf major currencies mein hi krni chahiye or phir jb trading mein totally control a jaye or profit earn krna a jaye, tb gold mein hissa ly skty hn.
                        • #72 Collapse

                          never trade forex dear if you are new. ager aap new ho to ksi bhi pair ya commodity ko trade na karo pehly seekho phi aa p rade karo nahen to aap sirf or sirf loss he karo gay. thank youuuu
                          • #73 Collapse

                            Assalam-O-Alaikum ye bat to maney be kae bar kahi hay kay hum ko kabhi be gold me trading nahi karni chahye q kay gold me tarding bohat he risky hoti hay aur hum ko big loss be ho sakta hay.
                            • #74 Collapse

                              Never of the gold the trade of the pakistan forum trading my agar ap paksitan forex forum trading my agar ap is my
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                jee han ap ki bat shahee hay aur main b ap ki bat se agree hoon k new traders ko Gold per trading ni kerni chahie kuin k is main market beri tazi se movement kerti hay aur is main aik aam trade lagane k lie b ap ka capital big hona chahie aur is main broker ka spread b ziada hota hay yani k 60 pips aur is main loss k ziada chances hotay hain aur ap ka account b washout ho sekta hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X