Dear members hamaray new trader including me shuru main roz k 1 ya 2$ kama k bohat khush hotay hain aur soxhtay hain k hum kamyaab ho gay hain . main aaj aik baat batana chahta hun k ager aap chahtay hain k aap kamyaab ho jayen to rozaba doller ka hisaab lagana chor dein only pips kamanay shuru kardein ,apni daiily ki routin bana lein k aao ne 10 ya 20 pips kamanay hain tab aap aik kamyaab trader ban sako gay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим