Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?
    Dear members pak forex forum py threads creat krty hoy zaruri hai k apka created threads achi quality aor informative ho aor personal experience K mutabiq ho tah sab ko acha knowledge hasil ho suky aor trading aor forum K releated he threads creat kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?

    Thread create kartay waqt iss bat ka khayal rakhen k thread repeated ya copy nah ho aur thread forex k baray men ho aur acha knowledge aur experience share ho aur her lihaz se forum k rules k mutabik ho aur forum k standard pe poori ho
    • #3 Collapse

      Re: Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?

      Threads create kartay waqt hamesha yeh bat zehn mein rakhen k jo bhi threads Karen wo intihai mukhtasar or informative ho ta k sab ko faida ho or acha experience ho usk sath sab k knowledge mein izafa ho, aur hamesha aisa thread Karen jo forex k rules and regulations k mutabiq ho or us mein forex ki A to Z information ho ta k new anay Walon k liye asani ho
      • #4 Collapse

        Re: Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?

        Pak forex forum par acha bonus achi quality ki post ya thread par depend karta hy pak forex forum se acha bonus tab hi hasil kar saktay han jab hum knewledge aur information k thread kartay han js se new trader ko faida ho is pak forex forum par wo thread karain js mein knewledge aur information ho
        • #5 Collapse

          Re: Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?

          Assalam o Alikum dear friends . G dear apne achi bat share ki ha . Nai thread create krny ka lia zarori ha ka thread ki quility achi ho us ma wording best ho aur length bhi achi ho . Is ka ilawa threads informative meaningfull aur interesting honi chahia takey ziada sa ziada replies milen aurnthanks bhinziada milen....
          • #6 Collapse

            Re: Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?

            G dear Ap n bikul seah Kha h forex m hmy jab bi koi thread create krty h tu hmy lZmi Chand important botan ka khyal rkhna chyee ta k hmy loss na ho or hm acha profit hasil kr skay
            • #7 Collapse

              Re: Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?

              Boss ham ko thread banate hwy as baat ka khayal karna hota h k hamain as mien trade k bare mien lekhna hota h aur jab ham forex mien posting kerte hien tu ham ko as mien mayar ka pora pora khayal karna hota h agar ham as mien mayari posting kerte hien tu ham as mien her bar ache bonus hasil kerne ka haqdar ban sakte hien as lyee ham ko as mien her bar mayari posting karna hota h aur as mien ham ko acha bonus hasil kerne k lyee pori koshesh karna hota h as lyee tab ja ker ham as mien kamyab ho sakte hien aur ham as mien kamaee ker sakte hien.
              • #8 Collapse

                Re: Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?

                G dear ap na bhot achi bat ke ha ma ap ke bat sa agree ho pakistan forex forum pa thread creat karta howa huma ya khyal rakhna chya k thread mulamati ho forum sa related ho aur achi quality ke ho taka ap ko acha bonus mil saka aur sab members ko bee faida ho saka aur un k knowledge ma b azafa ho saka
                • #9 Collapse

                  Re: Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?

                  Jiya Mein chahi ke hum Jab Bhi thread Lagaye to Hamein Yeh dekhna chahiye ki jo hum thread Laga rahe hai kya hua repeated Tu Nahi Hai repeated thread Hamein nahi Lagani chahi Agar Hum repeated thread lagayenge to isme Hamara nuksan Hai Kyunki Aisi thread delete ho jati hai aur Iske ilava Hamein Aisi thread bhi nahi Lagani chahiye Jo ke is business se related Na Ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?

                    repeated thread hame nahi Lagani chahiye Agar Ham repeated thread lagayenge to isme Hamara nuksan Hai Kyunki Aisi thread delete ho jati hai aur Iske ilava Hume Aisi thyroid bhi nahi Lagani chahiye Jod ke is business se related Na Ho thread Aisi hi Lagane chahiye Jo keh is business related Ho Agar Ham is Baat Ka Khayal nahi Rakhenge Tu Hua thread Hamari delete ho jayegi
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?

                      Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai thread create hi Usi Waqt Karni chahiye Jab aapke paas new aur informative tried Ho Agar aapke paas Koi achi trade informative aur quality mein nahi hai to mat create Karen on thread repeat read your Forex ke related add Jo Nahin Hoti usko create na Karen thread Usi Ka fayda Hota Hai Jo informative ho aur reply aur thanks Jyada Hoon...
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?

                        Dear brother ap na buhut acha question keya ha humain thread creat karty hoye sub sa pihly sada zuban urdu ka istimaal karna chaheye thread forex k hawaly sa informative hona chaheye our thread ki lenght ka hyal rakkna chaheye k rules k against na ho thanks very much
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?

                          Thread creat kartwyyy ya zehann main rhknaa chiyee thread forex ky releated ho informtivee huo our urdu typing main easy huo jo khar kisei ko asni syy smjhh main a jaiyyy our replyy kar skyy agr ap ki thread knowladge wali huo gei our easyy ho geii boht saryy thnnkss our replyy mil jaiyy gyy jis syy thread axhei qultyy main chali jaiyy gei jo axhy bounss ka sabab banyy gei ...
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Thread creat krty hoy kin baton Ka khyal rakhna zaruri hai?

                            Pakistan Forex Forum per hum logon ko threads karte waqt sub se pehle threads ki Quality ko mad e nazar rakh ker threads create kerna hoga or threads me sirf or sirf ya to forum k baare me information ho ya Forex Trading k baare information honi chahiye, currency or dosre pairs k baare me information share kia kare apne analysis ko share kia kare.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X