News main anay walay spikes se bachna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News main anay walay spikes se bachna
    Aksar log jab news ati hai to volatility ziada ho jati hai us ttime apikes lagtay hain prices k log un spikes k sath kheltay hain ziada profit k chakaer mai jo pass hotay hain wo bhi loss karwa letay hain news time to humain chotay chotay account walo ko news k pass bhi nahi jana chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News main anay walay spikes se bachna

    News time per agar ham trading sy avoid kerain tou hamary liay best hota hai ky ham jo sirf bonus per trade kerty hain tou hamara balance bahot kam hota hai ham agar news time per trade continue rakhty hain tou aesi trade main hamary loss ky chances zyada hoty hain aur profit ky bahot kam tou hamain news ka time guzar jany ky bahd trade open kerni chahiay
    • #3 Collapse

      Re: News main anay walay spikes se bachna

      Salaam Alaikum ji haan bhajan aapne bilkul theek kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ok Agar Hame Jab news Hoti Hai To Hame Osho katya attaches Mein kaam karna hoga aur Soch Samajh Kar kaam karna hoga Kyonki Jab news hoti hai tu news ke market market ka mood bahut Tej ho jata hai isliye Mai bahut market ko analyses Karke Phir kaam karna hoga Tera Mara account bhi ban sakta hai Varna Hamar account was ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: News main anay walay spikes se bachna

        G dear ap n bikul seah Kha h forex m hmy news e any wala spikes se beajay q k is se hmy loss hoga or hmra account wash bi ho jay ga or hmy account k mutabiq forex m trdng krni chyee
        • #5 Collapse

          Re: News main anay walay spikes se bachna

          Jiya mein chahiye ke hum Mahila Se Apna Kaam Karen aur jab news Aaye To news ko bhi Sumit news ko Suna bahut hi Zaroori Hota Hai news Mein Jo kuch kaha ja raha ho Hamein uspe Ammal karna chahiye aur news Jab Aaye Hamein us Waqt Kate Nahin Lagane chahiye Yahi Hamare liye Jyada achha Hoga Is Tarah Se Agar Hum Soch Samajh Ke kaam Karenge To Yar humare liye Jyada achha hoga
          • #6 Collapse

            Re: News main anay walay spikes se bachna

            jab news Aaye To news ko bhi Sune news ko Suna bahut hi saroori hota hai awaz mein jo kuch kaha ja raha ho Hamein uspe Ammal karna chahiye aur news Jab Aaye Hamein us Waqt Kate Nahin Lagane chahiye Yahi Hamare liye Jyada achha Hoga Is Tarah Se Agar Hum Soch Samajh Ke kaam Karenge To Yar humare liye Jyada achha hoga is wajah se Hame chahiye ke hum mahine Se Apna Kaam Karen aur aage Barhein
            • #7 Collapse

              Re: News main anay walay spikes se bachna

              G haan dost aap ne buht hi achi baat share ki he hum tamam members ko un news spikes se bachna chahiye jo aksar trading k doran aa jate he hamen her aane wali news ka time table pata hona chahiye ta k agar us time market me koi tabdeeli aa bhi jai to hum apne trade ko close karne me kamyab ho jaein agar loss ka darr ho to is liye hamen news k time table ka pata hona chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: News main anay walay spikes se bachna

                forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai news ke bohat ahmeyat hain hamy news ko dahk kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: News main anay walay spikes se bachna

                  news ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy in mai mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex all word mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy siraf loss ho jy ga
                  • #10 Collapse

                    Re: News main anay walay spikes se bachna

                    hamy bager cute ky forex mai kam krna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wkt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex jasa koi or business nahi hain is mai hamra koi be bos nahi hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: News main anay walay spikes se bachna

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: sohail rana 3270 پيغام ديکھيے
                      Aksar log jab news ati hai to volatility ziada ho jati hai us ttime apikes lagtay hain prices k log un spikes k sath kheltay hain ziada profit k chakaer mai jo pass hotay hain wo bhi loss karwa letay hain news time to humain chotay chotay account walo ko news k pass bhi nahi jana chahiay
                      News ke time per threading karna bahut jyada dangerous hota hai aur aur jab Ham news ke time per trading kar den to yah Hamari bevkufi Hoti Hai news ke time per trading ko avoid karna chahie Kyunki news ko understand tkrebn impossible hota hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X