Jee mere brothers kese hain aap sab mera ik apna khiyaal hay kay hamain forex business main bahot ehmiyat say ka karna chaheye kun kay pura maah ham mehnat karty hain oar bari intizaar kay bad hamain apni mehnat ka phal melta hay to hamain chaheye kay ham bonus kay use main sabar say kaam lian oar bari ehmiyat kay saath trading karain takay ham forex business main earning kar sakain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим