Kitna wakat main forex ko hum samaj Jaian ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kitna wakat main forex ko hum samaj Jaian ga
    Dear friend main app sa khana cahta hu ka.huma.kitna wakat lga gha forex ko samjna main ya kamyab hona main
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kitna wakat main forex ko hum samaj Jaian ga

    Forex trading ko smjhnyy ky liyee ap par depend kartaa hai kyy ap ka kitnaa interst hai kitnaa time detyy hai forex main jldi kamyabb honaa chahtyy hai tuo apni learing par tawajoo doo jitni zaidaa learing strongg hotii jaiyy gei outnaa behtrr markeet main kam kar skyyy gyy learing important hai learing hasil ki jaiyy phlyy...
    • #3 Collapse

      Re: Kitna wakat main forex ko hum samaj Jaian ga

      G Han friends forex ko learning krna har kisi k bas ki bat ni hai Koi members jaldi learn kr lete hai or Koi members bohot time lgate hai her kisi k apne apne mind ki bat hoti
      • #4 Collapse

        Re: Kitna wakat main forex ko hum samaj Jaian ga

        Dear friend Forex trading Ek learning business hai agar isko Jyada time Denge Dil Se Fox ko proper process Karke a Aage badh Enge tho jaldi kamyabi Hasil ho jayegi main maqsad hota hai Forex ke bare mein experience karna experience Hasil karne ke liye Jyada Se Jyada practice aur learning karni padti hai...
        • #5 Collapse

          Re: Kitna wakat main forex ko hum samaj Jaian ga

          Forex ak bahot bra platform hy bilkul ak sumandar ki tarah or pori trah isko samjhna kisi k bas ki bat ni hy but wo log zrur kamyab hoty hyn jo mehnat karny ka hunar janty hyn so yeh hum pay depend karta hy k hum is men kitni mehnat karty hyn or kitni jaldi isko pick karty hyn is men forex ki taraf say koi time limitations na hy
          • #6 Collapse

            Re: Kitna wakat main forex ko hum samaj Jaian ga

            G haan Friend forex ko samajhna ap py depend karta hai k ap kitnay time mein forex ko samajhtay Hain forex mein trading k liye hamaray pass forex ka knowledge Orr experience hona bohat zaroori hai orr agar hum forex mein kaamyaab hona chahtay Hain tou iss k liye hamain apni learning ko mazboot sy mazboot tar bnana ho ga kiun k hamari learning jitni achi ho gi utni he achi earning bhi ho gi iss liye ye hum Parr depend karta hai k hum forex ko kitnay time mein samajhtay Hain
            • #7 Collapse

              Re: Kitna wakat main forex ko hum samaj Jaian ga

              ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge sir apka sawal yeh hai keh kitna waqt main ham seekh jayein gay wesay to ham saal kaam krein seekh jayein lakin mera ju teacher hai uss nay btaya mjhy foex seekhty seekhty 10 saal lag gay jis ki waja say aj wo dunya main trading kay lihaz say dosry no per hai hamein chy keh ham achi tarah seekh jayein forex iss kay baad maze he maze hain phr na hamara zyda loss hoga our na he hamein koi our pershani hongi trading main ham just trading coaching center say apnay ghar ka kharcha chala sakty hain .
              • #8 Collapse

                Re: Kitna wakat main forex ko hum samaj Jaian ga

                Dosto Assalamu alaikum umeed hai aap sab theek honge dosto insta forex trading mein hme demo account pr aek mAh practice krni chahiye tabhi hum profit earn kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kitna wakat main forex ko hum samaj Jaian ga

                  forex main agar ap ne qadam rakha hai to is main kamyabi ki mudadat ap par depend karti hain agar ap shok se kam kar rhe hain our forex ko pura pura time de rhe hain to ap bhot jald 15 din main bhi kamyabi hasil kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kitna wakat main forex ko hum samaj Jaian ga

                    Good afternoon Dear Members
                    Hamen is main kam se ka 4 months lag jate hain forex ko sekhne k liy hamen is mein buhut hi ziada mehnat karna chahye is main jab ham ache se mehnat karte hain to hamen forex samjh main aa jata hain aor ap is main kamyab ho sakte hain aor is mein apko achi earnings mil skata hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kitna wakat main forex ko hum samaj Jaian ga

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                      forex main agar ap ne qadam rakha hai to is main kamyabi ki mudadat ap par depend karti hain agar ap shok se kam kar rhe hain our forex ko pura pura time de rhe hain to ap bhot jald 15 din main bhi kamyabi hasil kar sakte hain.
                      G ha ap ny Sahi bt ki Ha pr ya to hm or he depend krta ha ky hm is my ko achy sy smj Sakty ha ky ni ager to is ka knowledge experience dany ky leay hm ko acha teacher ya senior mil Jata ha to hm ak do mah my achy sy dakhna show kr daty ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kitna wakat main forex ko hum samaj Jaian ga

                        ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar aap Pakistan Forex ko samajhna chahte hain aur Iske bare mein accha knowledge Hasil karna chahte hain to bahut hi jyada mehnat karna hota hai Kyunki Jo mehnat nahin karta hai vah kabhi bhi sockets ko samajh Nahin pata hai aur use knowledge Bhi Nahin Milta Hai agar Hamen Kamyab hona hai to Jyada kam karna hoga thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X