bhai jan chart ka name to men ny suna huwa hy laikin kuch log men ny phra hy poston men k wo daily monthly aor weekly chart ki bat ker hy hoty hain.kia ap is k bary men explain ker den gy k ye kia hain aor in ko kase analysis kiya jata hy.is k illawa daily aweekly aor monthly chart men kiya farq hota hy.aor is men sab sy zyada acha judge kerna kis kaily munasb rhy ga?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим