Ab Greed Na Kar ne Ka Time Hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ab Greed Na Kar ne Ka Time Hai.

    g haan bhai jaan hamen lalach se loss hota hai aor as main ham ko as liy loss hota hai q k ham as main greed karte hain as main greed hamra khass doshman hai as liy agar ham as main greed kare gee tu ham as main kamyab nahi ho sake ge as liy ham ko chahiy hai kee ham as main greed na kare aoer hamesha greed se bach ke rihna chahiy hai aor ham ko as main hamesha lot size km rkhna ho gaa aor as main lot size km rakhe gey tu ham ko agar loss ho gaa tu as main km hi los ho ga jis ki waja se hamra account ash nahi ho sake gaa agr as main account ko bachna hai tu as main greed se bachna ho gaa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ab Greed Na Kar ne Ka Time Hai.

      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur Main Aap Ki Baat Ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi kya mein laalach se bahut hi Dur Rehna Hoga Agar Hum Har chij Mein laalach Karenge To Hum Kabhi Bhi kaam Yaad Nahin ho sakte isiliye Hamein lalach kabhi bhi nahin Karni chahi jyadatar trading karne mein thanks
      • #18 Collapse

        Re: Ab Greed Na Kar ne Ka Time Hai.

        Friend ap nay sahi kaha hai,Ya bat apke bilkul tho ha k agar just k pass achay skill ho to work kamyab ha agar Jo log greedy Hain aor Jin k pass zayad lalach ha would log bhut lalche Hain wo kbi kamyab ni ho saktay hamay Chaya k him as achay andaz say Kam karay ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
        • #19 Collapse

          Re: Ab Greed Na Kar ne Ka Time Hai.

          lalch tu kabi b nhe karna chahiye big lot ki lalach main log loss kar dete hain bilkul asa he hain agar koi b trade big lot ki lalach main loss karta hain tu vo kamyab nhe hota hain aksar nakamyab ho jata hain or lalach karna bhot he ghalat hain lalach main kabi b trading nhe hoti hain agar koi b trading karta hain to ziyda lalach k chakar main aa jata hain tu pher account ziyda lalach k chakar main wash ho jata hain
           
          • #20 Collapse

            Re: Ab Greed Na Kar ne Ka Time Hai.

            Bilkul sahi keh rahy hain Hume chahye k greed na Karin kyu k greed in San ko hamesha nuksan ki trf lay k jata hai hamesha emmandari se Kam karain aur proper procedure aur rules ko follow Kar k Kam karna cahhaye tab he hum kamyab ho sakty hain aur loss se bach skaty hain
            • #21 Collapse

              Re: Ab Greed Na Kar ne Ka Time Hai.

              Dear member Agar Hamein Pakistan Forex Mein Kamyab hona hai to Hamein laalach bilkul bhi nahin Karni chahiye Kyunki Lala Se Hum Kabhi Bhi Kamyab Nahin Ho Payenge aur Hamara heart rate loss mein chalta Rahega Hamesha hi Ke Hum trade Lagane se pahle market ko achi Tarah Se Na Lage Karen aur harwa news korad Karen Jo market ko impact karti hai hi Jaise Hum market ko achi Tarah Se analyzers kar sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: Ab Greed Na Kar ne Ka Time Hai.

                g han ager ap forex trading business mai sabar se kaam len ge or greed ka muzahira nhi karen ge tou ap zyada profit gain karen ge kyun lalach apki bohat bari dushman hai trading mai lalach ker ke ap ko kuch hasil nhi ho ga balke loss ka samna ho ga is liye mehnat se kaam len or apni halal earning mai khush ho jayen isi mai ap ki kamyabi hai forex mai greedy trader ko kuch hasil nhi hua
                • #23 Collapse

                  Re: Ab Greed Na Kar ne Ka Time Hai.

                  greed se achy earning nahi ho sakti greed nahi karba chhye ab greed na kare he ka time haai ham ko is mein ihtyat se kam karna chaiye to h ap is mein kamyb ho skate hain aor ham ko is mein mehnat bhi karna chhye to hi ap is mein kamyb ho skate hain oar is mein earn akrt sakten hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Ab Greed Na Kar ne Ka Time Hai.

                    yes sir ap ki bat right hai k hamain as mien aa ker greed nahi karna hota hai or hamain as mien aa ker simple earning hasil karna hota hai or apni life ko set karna hota hai as lye greed aik bhut he buri aadat hai or hum ko greed say door reh kar kaam karna hota hai agar hum as main her trade main greed karty hain or jab hum as main greed karty hain to as main hamara apna nuqsan ho jata hai q k jo traders forex main trade k doran greed karty hain to un ko as main sirf or sirf loss hota hai as lye har kio chahta h k jab wo trade kary to us ko as mien kabi b nuqsan nahin ho as ly hum ko jab bi trade karna hota h to hum ko as mien greed say dor rehna hota hai or ham ko as mien careless kaam nahin karna hota hai or hard work ko apna passaince samjh kar karna hota aor josh aor jazbe sy kaam karna hota hai or fully hard work karna hota hai as lye dil laga ker hum ko kam karna hota hai or earning hasil karna hota hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Ab Greed Na Kar ne Ka Time Hai.

                      lalach karna forex main kabi b kamyabi nhe hain thora earn kare par long time earn kare long time earn karne say ye hoga k is main kabi b aaapko daar nhe hoga lalach usy he kehte hain jo big big lot use karte hain big lot ki waja say lalach kar k acccount wash ho jata hain jaaab account wash ho jata hain tu pher rote hain k kash lalach na ki hoti lalach say trading karne say acha hain k bilkul b trade na kare tention hoti hain jaaab big lot use kar k hum forex main entry karte hain big lot use kar k raat ko b apni trade ko dekh lete hain k kiya hova hain k itna loss hogya hain raat ko uth kar b tention hoti hain aab lalach ka time nhe hain time niakl rha hain lalach nhe karni chahiye acha busniess karna hain forex trading main tu lalach kabi b maaat kare long time forex trading sya earn kare long time forex main kaaam kare and long time tak learn b kare jitna learn kare gy itna he best hain lalach karna thek nhe hain jis say accoutn wahs ho us say lalch karna ka kia fiyda
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: Ab Greed Na Kar ne Ka Time Hai.

                        Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi,forex trader apna paisa kam experience aur knowledge ki waja sy khoty hen. in ko phly chahye k experience Ur knowledge hasil kren. aur internet pe malomat hasil kren. aur forex men profit aur loss k dono k chance hoty hen. is lia is pe kam krty waqt hosla sy kaam krna chahye. aur patience rkhna chahye aur hopeless nhi hona chahye ,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
                        https://t.me/pump_upp
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Ab Greed Na Kar ne Ka Time Hai.

                          g han sir ham ko hamesha achay analysis kay bad he trdtrad karni cahy kabi b jaldbazi ya week analysis par trading na karin yh apky lay loss bam sakti hay qn kh jab tak ap market ko achi tarha analysis nahi kar lety ap market kay bary main acha faisla nahi lay sakty es lay hamesha news or dosry effect ko dekhty hoy market ko achi tarha analysis karin or phi apnintrade open karin takh safe rahen
                          PAK ARMY ZINDA ABAD

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X