Mehnat hi kamybi hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mehnat hi kamybi hai

    jo jitny mehnat karta hai or himat nai harta kamyabi usay hi jaldi milty hai seb ko chayie k zaida se zaida mehnat karo or zaida se zaida sikhnay ki koshash b kare ta k aap ko jaldi kamyabi mile kamyabi ka daromadar b mehnat par hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mehnat hi kamybi hai

      Bhai ap ne ache baat ki Hai agar Forex men kuch krna chahty hain to mehnat kren kyun KY mehnat he wo Rasta Hai jo ap ko zindagi KY kisi bhi meedan men aik kamyab tareen insaan bna sakta Hai aur humen is kabil bna sakha hai k hum apni family ko support kr saken aur apni needs ko apni family ki needs ko bohat asaani se poora kr saken aur yeh sab usi waqat ho sakta hai Jab Hum Kisi bhi short cut ko laalach wagera ko chor kr mehnat ka rasta choose kren aur usi par chalty rahen mehnat ka phal late zaroor ho jata hai magar milta zaroor hai.
      • #18 Collapse

        Re: Mehnat hi kamybi hai

        Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke Sir agar Aap as main Mehnaat Karo ge to Aap as main Zaroor Kamyab Honge agar Kamyab Chahiye to DiL Se mehnaat Karo Agar Ham Forex Main Mehnaat Nhi Karty To Hamen Mehnaat Karna Pare Ga Kyon Ke Jo Mehnaat Nhi Karty WO Kabhi Kamyab Nhi Hoty agar Kamyab Hona Hai Tou Mehnaat Karo or DiL Laga Kat Kam Karo Phr Aap Forex main Kamyab ho Jao ge
        • #19 Collapse

          Re: Mehnat hi kamybi hai

          G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha k ham ko is mein mehnt kara cheiya agra p is mein mehnat kar te hain to ap is mein kamyb ho skate ain aor is mai earn kar skte hain ye aika cah bsuinss hao ham ko is mein kam bhi waqt par hi karna chhiey phirn j akra p is mein kamyb ho skte hain
          • #20 Collapse

            Re: Mehnat hi kamybi hai

            Friend ap nay sahi kaha hai,acha trader jo hota hai wo hamesha khud par confidence rakhta hai aur jitna ho saky utna knowledge and experience forex business ke about hasil karta hai aur emotions ko khud par heavy nai hony deta aur us ne aik time table banaya hota hai wo isi time table main hi forex ko time deta hai uske bad apna time apni family friends ya other fields main spend karta hai is se mind bilkul fresh rehta ha ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
            • #21 Collapse

              Re: Mehnat hi kamybi hai

              g han forex trading business mai ap jitni mehnat karen ge utni hi ap ki earning ho gi forex aik aisa business hai jis mai susti ka muzahira kerne walon ko loss ke ilawa kuch hasil nhi hota is main hamari kamyabi mehnat or koshish per depend kerti hai jitni zyada mehnat karen ge utni kamyabi hasil ho gi or ap ka experience bhi barhe ga is liye mehnat kerna kbhi na choren
              • #22 Collapse

                Re: Mehnat hi kamybi hai

                Yes my dear bro you are right aap ko pata hai jaise ke mehnat ke bagair Koi cheez bhi hasil nahi ho sakti aur mehnat mein azmat hai ISI tarah agar hum Forex per hard work karenge aur Dil laga kar kaam karenge tab jakar hum kamyab ho sakte hain profit Kama sakte hain aur bonus earn kr sakte hain or trading bhi kar sakte hain ek kamyab trader Ki tarah
                • #23 Collapse

                  Re: Mehnat hi kamybi hai

                  ASSALAMO ALIKUM DEAR Forex member apki bat bilkul thk hy or sahre kaha hy apny mehnat hi kamyabi hy hamin apny har kaam ko agy bharny k liy mehnat krni paerti hy or mejnat ka phal bhi zaroor milta hy ku k jo bhi kaam kia jay us ka nateeja zarooe nikalta y haer kaam min dair hoti hy andhair nhi hoyi or haaeerkaam mein mehnat ki zaroot hoti hy ;;
                  • #24 Collapse

                    Re: Mehnat hi kamybi hai

                    yes sir jab hum as mien aa ker mehnat kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar mehnat karna hota hai or hamain as mien aa ker earning hasil karna hota hai or kesi ka bi mehnat ka pahl zaya nahin hota hai or her kesi ko as main as ka pahl zaror milta hai as lyi hum ko forex main agar kaam kerna hai to ham ko hard work karna hota hai aur hum ko as main apny aap ko aik expert trader banany k lyi strugle kerna hota hai jab hum strulge kerty hain to success hasil kar sakty hain as tarah hum apni life bana sakty hien.
                    • #25 Collapse

                      Re: Mehnat hi kamybi hai

                      g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai mihnat mehnat aur mehnat pakistan form name and aarthi hamein kamyab karwa sakti hai kyunki hum jitni Jyada nahi Naat Karenge Itna achha reward bonus ki Surat mein Hamein milega aur Kitna accha bonus Hoga utna Jyada Ham risk lekar acchi profit haasil karenge aur usko fir withdrawal karwa sakte hain isliye hamein chahiye ki hum Pakistan form bhi Khub mehnat karen aur fir real earning haasil karenge
                      • #26 Collapse

                        Re: Mehnat hi kamybi hai

                        Dear member aapne bilkul right ka ghar mein Pakistan Forex Mein Kamyab hona hai aur accha profit Kamana Hai To Hame is main Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi Kyunki 1 online business hai aur uski movement ko samajhna Aasan Baat Nahin Hai abase Main Apne knowledge ko Jyada Se Jyada banana padta hai tabhi Hum market ko Chitra se analyses kar paate Hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Mehnat hi kamybi hai

                          boss as main mihnat hi kamyabi hai agar hama as main mihnat kare gyy tu hm as mai jaldi kamy ho jai geyyy aor hamen chahiy hai kee ham as main soch samjh kar har kam kare tu hi ham as mai kamyab ho sake gyy aor hamein as main dil se b kam karna ho ga ta kee ham as main jaldi se kamyab ho jay aor hamein as main demo ka use bi karna chahiy hai
                          PAK ARMY ZINDA ABAD
                          • #28 Collapse

                            Re: Mehnat hi kamybi hai

                            Assalamu Alaikum ji bhai aap na bilkul sahi kaha ha k hm mehnat kren gy to hi hm kamyab hongy kyunki mehnat ma azmat ha or hamen chahiye k hm zyada sy zyada mehnat kren taki hm forex ma kamyab h0 saken..thank y0u.
                            • #29 Collapse

                              Re: Mehnat hi kamybi hai

                              Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi, forex main money ma apne pasa us hasb say khotea hai ka hum forex ma achi information nhi hote hai or na he huma market ko sahi trah analysisc bhe sahi trah nhi kar pata hain us leya hum jaldbazi ke waja sya hum apne payment ko zaya kar detha hai or bhara lose bhe kar betha hain us leay huma cheya ka shai work karna cheya jes hum aga bhar sakha ,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
                              https://t.me/pump_upp
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Mehnat hi kamybi hai

                                ji han Sar aapane bilkul sahi hai mehnat mein hi kamyabi hai agar Ham Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen bahut jyada mehnat Karni chahie Agar Ham Jalti se Kamyab Hona Chahta Hai To Hamen bahut hi jyada mehnat karna hoga tabhi Ham jaldi se jaldi is Mein Kamyab Ho Jaenge aur jab Ham Kamyab Ho Jaenge To Ham aasani Se Apna Kam kar lenge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X