trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

    Dear my brother aapne bilkul right Kaha Hai Hamein trading karte hue Choti Se choti Galti bhi nahin Karni chahiye Kyunki se Hamara account wash bhi ho sakta hai aisi Chhoti Si choti galti se bachne ke liye pahle market coin alises karna Jaruri Hai Tabhi aap isme achha profit Hasil kar paoge aur loss bhi nahin Karoge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

      g hhan bhai jan ap ny bilkul thk kaha hy hy trading mn koi bhi chhoti si ghalti nhe krni chahiy q k ye aik karobar hy r is mn ghlti ka mtlab loss hy ghalti krn gy to loss aey ga loss aey ga to mhnat zaya ho ge r is k sath sath time bhi zaya hoga posting wala is liy be careful
      • #18 Collapse

        Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

        bilkul sahi keh rahy haain hume forex main choty se choti ghalti b loss main lay k jaati hai is liye hume chahye k jo b trade kaarin proper procedure follow kaarin aur bahoot ehtiyadat se kaam laain jaldbazi nahi kaarin lalch nahi kaarin bal k sabr se kaam lain aur soch samj k decision laain kyu k choty se choti mistake b humari sari mehnat ko zaya kar deti hai aur loss ki tarf lay jaati haai.
        • #19 Collapse

          Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

          G Han trading me choti c galti b loss karwa sakti h bohat soch samj kr trading karni chahiye agr hum apni galtiyun ko note kare or next time wo galti an na kare Tu acha h forex trading Mein bohat dahan se kam karna hota h galti ki gunjaish nahi h
          • #20 Collapse

            Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

            G han bilkul q k forex ak bahot e risky business hy or is men hamary pas kisi b kisam ki bri ya choti koi b ghalti ki gunjaish ni hoti q k is men hamari ak choti si b ghalti hamen bray loss ya account wash karwa k bhugatni parti hy so hamen soch samjh k trading karni chahey achi tarah chart ko read kar k or markeet ko analyze kar k phr karni chahey
            • #21 Collapse

              Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

              Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Hamein trading Mein Kabhi Chhoti Galti Nahin Karni chahi Agar Hum trading Main Choti bhi Galti Karenge to Hamein loss ka Khatra ho sakta hai isliye hum h i k trading Main Choti Se choti bhi Galti na Karen
              • #22 Collapse

                Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

                Forex Trading aik aisa business he jis me minor mistake bhi aapko buht bara loss kerwa deti he jo kabhi aap soch bhi nahi sakte is liye apni mistakes per control kare or mistakes se hi learning bhi haasil kare her insaan tab hi seedhe raste per aata he jab usko koi chot lagti he, hamen bhi apni mistakes se learn kerna chahiye, kabhi bhi apni mistakes ko ignore nahi kerna chahiye.
                • #23 Collapse

                  Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

                  My dear brother aap ki baat bilkul thk hai hamen forex main choti se bhee mitake nahi karni chaye tak ham ko profit ho sake.hamare chote chote galti ki waja se bhee account wash ho sakta hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

                    Forex trading business mein koi bhi trader us waqt tak kaamyaab nhi ho sakta jab tak wo apni mistake ko control nhi karta kiok agr hum apni mistake ko bar bar karain gay tu is se loss hi ho ga aur hum kaamyaab nhi ho saktay is liye kaamyaab hone k liye apni mistake ko theek kar k hi profit earn kar saktay han

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X