trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye
    forex trading business mein agr hum apni mistake ko cover kartay han tu hi kaamyaab ho saktay han aur mistake choti ho ya bari galti galti hi hoti hy aur aik choti galti bhi account wash kar daiti hy is liye hum ko jo bhi galti ho choti galti ho ya bari us ko theek karna cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

    Forex aik aesa business hay jis main humare pass hoti se galti ki bhi gunjaish nai hoti aur humain boht soch samjh Kar trading karni parti hay tab hi hum success hasil Kar pate hain kiu k jab Tak hum apni mistakes ko dor nai karte hum kabhi bhi ache trader nai ban sakte
    • #3 Collapse

      Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

      gee han bilkal hume trading main aksar choti choti mistake ki waja se big lose ka samna krna par sakta ha is liye khosis krein k hum is main apni choti se choti mistake ko fallow krein taqy hume is main koi galti krni ki gujesh na rhy
      • #4 Collapse

        Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

        Forex trading mein ghalti ki koi gunjaish nahin hoti aap ko chahyea kay aap jo bhi kaam kerain pahele uss ko achi tarah her tareeqay sae confirm ker lain kay aap jo kernay ja rahay hain woh theek bhi hai kay nahin aur agar aap ko uss mein ghalti ka koi andeesha bhi ho tou aap ko woh kaam nahin kerna chahyea
        • #5 Collapse

          Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

          Bhai jaan foRex Main Choti C Ghalti Se Bhi kaafi bara Loss hoSakta Hai q k Forex Main Ghalti Ki Gunjaaish Hii Nahi Hai agar Ghalti Ho Bhi Jaaey To ChanCe Wala To kaam Hii Nai Hai Yaa profit Ya account Wash isLkye Jo Log KaamYaab hoNa chahatay Hain unhEn Chaahiye k FoRex Main Poray DeHaan k Sath Koi Bhi Trade OpRn KaRen...
          • #6 Collapse

            Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

            G baai aap nay sahee kaha forex trading may hamay hamesha apne ghaltion say he loss hotha hay our agar hum apnay ghaltion say seekhtay hay our os ko repeat nahee karthay tho per hum ko ose ghalati say loss nahee hoga is liay buhut ihthiath say kaam Lena chahiay kionka ye bonus hamay buhut mehnath say miltha hay our ise par hamaray poray maheenay ka dear o madaar hotha hay.
            • #7 Collapse

              Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

              Dear member forex main hamen koi bhe ghalate nhe karne cahiye aik chote se galate se hamra account bhe wash ho sakta hae to hamen trading karte waqt ehtiyat karne cahiye ke thore se bhe galate na ho or jo mistake ho bhe jate hae hamen use khatam karna cahiye take wo phir repeat na ho
              • #8 Collapse

                Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

                G han dear bahut achi bat share ki hai ap ne forex trading main hamari aik mistake hamare account ko wash kar sakti hai kyon k forex aik risky business hai jis main profit k sath loss bhi hota hai is liye koshish karen k forex trading main mistake na ho is liye forex main apne experience our knowledge ko increase karna chahiye jis se humm achi trading kar sakte han our mistake se bach sakte han
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

                  Chotay traders new traders se choti ghalti ho he jati hay akhir big business hay riksy business hay mistake hojana koi barri bat nahi proper care ye honi chahiye kay mistake ko ignore na keya jay balkay asa karna harmful hay hamesha proper wajah dekhen mistake ki then usko improve karain takay kal ko kisi big loss ko face na karna parr jay.
                  :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                  PLEASE VISIT HERE
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

                    g han koshish yahi kare ke jub b trade kare tu galti na kare aik galti b apko bohat loss de sakti hai aik bat yad rakhe ke jub b trade kare tu stop loss zaror lagye agr stop loss ke bina trade karo gy tu account wash b ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

                      Assalm-o-Alaikum dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain chahiye k hum jab bhi trade lagain soach samajh kar lagain trading mein choti sii galti ki bhi gunjaaaesh nahi hoti agar hum minor mistake bhi kartay Hain tou uss sy bhi hamain loss ho sakta Hai iss liye hamain chahiye k hum agar loss sy bachna chahtay Hain Orr achi earning bhi haasil karna chahtay Hain tou hamain inn galtiyon sy ijtinaab karna ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

                        G Han bilkul sahi kaha hai wesy to insaan se galti ho he jati Hai lekin forex men koshish kren ky galtiyon se khud ko door he rakhen kyun KY kabhi kabhi hmari choti sari mistake bhi hmara account wash krwa sakti hai aur hmare liye problems rebate kr sakti hai is liye trading k Doran ehtiyaat se kaam kren ta k na he koi mistake ho na he ap ko recover krny ki problems men phasna pare.
                        • #13 Collapse

                          Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

                          assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai kya main Forex Mein Ek Chhotisi Galti bhi nahin karna chahiye Kyunki Agar Hum iss main kaam karna chahte hain tu hamesha hi Commission careful hokar Karen Aur Ek Chhotisi Galti Bhi Na Karen Kyunki Agar Hum Ek Chhotisi Galti Karenge to ho sakta hai ki Hamara account Band Ho Jaaye isliye Hamein Ek Chhotisi Galti nahin karna chahie
                          Visit My Profile
                          • #14 Collapse

                            Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

                            ji haan Sar aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex mein trading Karte Hain To trading karte hue Hamein choti Galti bhi nahin Karni chahiye Agar Hum Ek Chhoti Galti karte hain aur Hamara trade open ho jata hai to Usi choti galti se Hamare account ko bahut hi Bada Khatra ho sakta hai aur Hamara account was ho sakta hai isiliye Hamein galti se Bachana chahi thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading mein choti galti bhi nhi karni cahaiye

                              agar ap se forex me koi mistake ho jay to ap us mistake se pareshan mat huwa kare balke apni us mistake se learn kiya kare or apni us mistake ko note kar liya kare ta k ap dubara wo mistake na kar sake so ap ko chahiye k ap forex ko learn karte rahe or jub bi ap se mistake huwa kare ap apni mistake se bi learn karte raha kare or apni mistakes ko note karte raha kare ta k ap forex me kamyabi hasil kar sako or ek ache trader ban sako.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X