Stop loss zror istmal krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss zror istmal krain
    Agr Hm Pakistan Forex Mein Kabhi Apne account ko wassh nahi karwana Chahte to Hamein stop loss Jarur istemal karna hoga Kyun ki Agar Hum stop-loss istemal Karenge To Hamara account save Rahega aur jab Hamen loss ho bhi jattaa hai To Hum Apna account jaldi recover kar sakte hain thnax
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss zror istmal krain

    g han stop loss zarori hai kyon ke is mein ap safe ho jate hain agar ap ye sochain ke market ap ke haq mein aye gi to ap phir market se niklain ge to ye aik illusion hai is mein hakikat nahi hai ap agar kaam karna chahte hain to ap ko phir in emotions se nikalna ho ga agar ap ko earn karna hai to emotionless trading karna ho gi then hi ap real trading kar sakte hain aur emotionless tradig ke liyte ap ko practice karni chahiye ta ke ap greed se bvachain kyon ke ap jitna greed karain ge ap utna hi loss karain ge
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss zror istmal krain

      G Han aisa he Hai forex men kamyabi hasil krny k liye zaroori hai k forex ky rules ko Lazmi tor par follow Kiya Jae Agar hum in rules k against trading kr k ache earning hasil krny ki koshish kren ge to humen nuqsan k ilawa kuch hasil nahi ho GA is liye jab bhi trade lgaen to stop loss ka istemal lazmi kren kyun KY stop loss se humen bohat Kam loss face krna pare GA jis ko hum easily recover bhi kr saken ge aur Agar stop loss ka istemal nahi kren ge to hmara account wash ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss zror istmal krain

        G dear ap n bikul seah Kha h forex m hmy stop loss zoror use Karin q k is se hmy loss ni hoga or hm apna account wash hona se bi beach's lay gay or acha profit hasil kr skay or beathr future bna sktay
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss zror istmal krain

          Stop loss buht ziada ehm option hy stop loss ko laga kar trading karne se ap ziada loss se Bach saktay han aur stop loss se kam loss hota hy is loss ko recover kar k profit earn kar saktay han stop loss ko lazmi lagana cahaiye is ka faida hi hy nuqsan koi nhi hy
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss zror istmal krain

            dear friend forex trading mn account ballance ki safety k liay stop loss ka use bahot zroori ha keun k stop loss aik aisa tool jis ki waja sa ap safe trading kr sktay hn agr ap stop loss ko trade mn use naen krtay to apki trade agr ziada loss mn jati ha to account bhi wash ho skta ha
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss zror istmal krain

              dear friend main ap se sehmat hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex main trading karte waqt stop loss ka use karna bahut zarori hae is main hamara account bahut safe rehta hae is main hamen loss zayada nhe hota maslan hum ne stop loss 1.452 lagae hae to hamare trade agar loss main hae to hamen jab loss 1.452 tak pohnce ga to hamare trade automatically close ho jate hae hamen zayada loss nhe hota
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss zror istmal krain

                Dear friend mere Khaiyal se stop loss is best option .agar ham chahty hain key hamra account safe rhy ur wash huny se Bach Jaen to stop loss key zariye km loss bardsht karen esliye stop loss zarur used kren.
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss zror istmal krain

                  Ji aapne bilkul sahi kaha hai ke stop loss Jarur istemal Karen stop loss to istemal karna hi padta hai agar Hum stop-loss ka istemal Karenge to is ka Hamein bahut hi jyada fayda Hoga is wajah se Hamein chahi ke Ham is ka istemal Kiya Karen trading Mein Hamein is Ka istemal Karna hota hai aur iska fayda ya hota hai ki hum bade nuksan se Bach Jate Hain is wajah se is ka Hamein istemal karna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss zror istmal krain

                    Agar Hum stop-loss ka istemal Karenge to iska Hamein bahut hi jyada fayda Hoga is wajah se Hamein chahi ke hum is ka istemal Kiya Karen trading Mein Hamein is Ka istemal Karna hota hai aur iska fayda ya hota hai ki hum bade nuksan se Bach Jate Hain is wajah se is ka Hamein istemal karna chahiye is ka fayda ya hai ki agar Hamein nuksan Hua to Hua kaam Hoga aur Agar Hamein fayda Hua to Woh Jyada hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss zror istmal krain

                      ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein stop loss zaroor istmaal kerna chy q kay stop loss ka matlab hai save account iss say hamara account save rehta hai friends ager hamary account main bhut bari sonami bhi a jay to hamara account wash nai hoga friends wesay hamein take profit ki zaroorrat nai hai q kay take profit ka matlab hota hai keh stop profit aik misaly kay mutabiq ager ham aik makan khareedty hain our jld he beech dety hain tu iss ka matlab yeh hai keh take profit our ager makan nai bechty to us ki qeemat up hoti jati hai jis ka matlab hai take profit use nai kya gya.
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss zror istmal krain

                        Ji Haan Tamaam Traders ko Chaahiye k Stopp Loss Ka use Laazmi KaRen Q k stOpp loss Se Hum KiSi Bhi Trade K doRaan Apnay AccOunt ko SecuRe Rakh Saktay Hain or kaafi Achi AmoUnt Main pRoFit Bhi Earn KaR Saktay Hain lekin Agar Hum Stop Loss Ko na use KaRen To Aakhir Kaar Loss Zyaada ho Jaata Hai Or AccoUnt Wash ho Jaata hai...
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss zror istmal krain

                          Hi ji bilkul aap ne Sahi kaha hai stop-loss zror istemal Karin ager hum stop loss Laga kr trade lagy gy Tu humain ager loss b ho Raha ho Tu kaam ho ga ager profit ho Raha ho Tu Acha ho is Leya hamain Chaya KY stop loss zror istemal kary .
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss zror istmal krain

                            han bhai hume stop lose ka istamal zahror krna chaiye hum trade jab be open krte hein tu phaly hume take profit ur stop lose ko set krna chaiye ise ye hota ha k jab hum kisis waja se market ko har time fallow nai kr sakte hein tu agr hamri trade zada lose ki traf ja rhy ho tu atuo main close ho jati ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss zror istmal krain

                              best trading yahi ha k ap lazman tools use karen stop loss ko laga kar trading karne se ap ziada loss se Bach saktay han aur stop loss se kam loss hota hy is loss ko recover kar k profit earn kar saktay han stop loss ko lazmi lagana cahaiye is ka faida hi hy nuqsan koi nhi hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X