Apny ap per yaqeen rakhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Apny ap per yaqeen rakhain

    Dear member Hum Apne Aap Par tabiyat in kar sakte hain Jab Hamare Paas knowledge or experience or Garam trading Mein best trader Ban sakte hain iske liye Hamein Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi aur apne knowledge or experience Ko Badhana Hoga tabhi Hum market ki movement ko Sahi tarike Se analyzers Kar Payenge aur Hamara Har trade profit mein chalta rahega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Apny ap per yaqeen rakhain

      My dear brother aap ki baat bilkul thk hai hamen her kam main apne aap per yaqeen hona chaye.agar hamen apne aap per yaqeen ho ga to ham kamyab ho sakte hain.agar hamen khod per yaqeen nahi ho ga to ham kam yab kese hon ge.es liye hamen khod per yaqeen rakh ker kam karna chaye ta k kamyab ho saken.
      • #18 Collapse

        Re: Apny ap per yaqeen rakhain

        G hn hmmya ik acha treader ban k lia sb sa pehl kaam jo krn perta ha wo ha apna ap per yakeen hmmya iss baat ko understand krn ho ga k khod atmadi kamyabi ka pehla razz ha iss sa hmm bohat bari sa bari mushkil ko apna samnay asaan bana sakty han or khod ko compilation level pa tayaar kr sakty han
        • #19 Collapse

          Re: Apny ap per yaqeen rakhain

          Forex mein kamyabi kii basiic keys mein sy aik yh bhi hay kay apny ap par yaqeen rkhein .Self confidence aik asi chiz hay jis sy ap ko bht ziada motivation mlti hay.Or yh motivation ap kay liay bht useful hti hay.Ap ko kabhi bhi kisi kisam ki trade par asa nhi krna chahiye kay khud pay bharosa nhi ho.Blky khud py yaqeen rkhein .Bharosa rkgei or kamyab hn.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Apny ap per yaqeen rakhain

            G agar AP ko confidence nahi hai khud pe to trade nahi Kar sakte kyon ke agar AP emotions ko control nahi Kar sakte to phir AP ko loss ho ga is liye pehle emotions ko control karna seekhain practice karain jitni achi practice ho gi utni achi trading ho gi is liye mehnat karain aur learn karain then real trading karain practice se AP ko experience mile ga aur experience se hi AP kameyab ho sakte Hain

            اب آن لائن

            Working...
            X