day trading kia hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    day trading may aap online trade ker sakte hai aur day trade may market bohat fast hoti hai aur aap apne experience say bohat acchi trade ker kay accha profit gain ker sakte hai ager aap ko day trade ka knowledge hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      Assalam o alaikum
      Traiding 2 types ki hoti hy
      1 Scalping
      2 Long
      OR ap nai day traiding ka pocha hy esi trade jo ap 1 din tak karey wo day traiding hoti hy like companies ke shares.
      • #828 Collapse

        forex ko kabi abi dakhnay ko day trading kaha jata ha. y bahut achi hahoti ha or buri b
        • #829 Collapse

          bhai g forex me day trading wo hi hoti hai jo ap din time karte hai lekin bro ap 24 ghante trading kar sakte hai market ka trend aik jesa nahi rehta market ki movement waqt k sath change hoti rehti hai kabhi subu time tez hoti hai kabhi sham k wqt
          • #830 Collapse

            according to me i think k day trade har wo kam jo ham din main karain or raat main khatam kar dain like shop or day trade ye k hum roz k roz apna kam khatam kar k har subha ko ak new kam k liye apny ap ko prepair krta hain or jahan tak meri pasand ka taloq hain to mujhy ye kam pasand hai k roz k roz hum new work karain or kuch na kuch apni life main sekhty rahain.
            • #831 Collapse

              day trading ka matlab hai kay apko chahaye kay jo be trade karen usi din usko liquadte karen ye day trading hoti hain zayada wait karen gay to wo trade apky mukhalif chali gaye to zayada nuqsaan ho sakta hai,
              • #832 Collapse

                day trading se muraad wo trading ju suba k waqt ho aur night jo raat ku ho day trading ka time suba 9 se shaam 5 bajay taak hota hai day trading mein market moving ziyada pakarti hai thankful for question
                 
                • #833 Collapse

                  day trading sy muraad hum din main jitgng krty hain or raat ko us trading ko close kr detain hain usy day trading kehty hain
                  sh shah
                  • #834 Collapse

                    assalam aalaikum friends the question is that what is the day training?? in my point of view is that the people who can work and tarde the in morning time is knw as the day tarding,but tarding every person have ablity how they can choose the time for tarding ... thanks
                    • #835 Collapse

                      dear mey abhi new ho is field mey or mujy itna kuch pata nahi hai abhi.
                      • #836 Collapse

                        day trading ka mtb meray khiyal to ap din k timee trade lagae aur us din ma close kar dy ..2 din trading of hoti ha hafta aur itwaar k din...short trade ma nuksan hony k chance zeyada hoty hain lkn long trade best ha kiu k profit hony ka chance hoty hain
                        • #837 Collapse

                          waisay tu mujhay day trading kai baray main itna nai pata lakin shayad day trading main ap ko jo trade karni hoti hai wo din main hi karni hoti hai aur raat ko trading hours close honay say pehlay pehlay ap ko trade close karni hoti hai but I am not sure.
                          • #838 Collapse

                            bhai day trading wo hoti ha jo jis din lagai jai usi din close kar di jai. day trading choti choti lot sa ki jati ha aur risk bhi kam hota ha is ma. magar day trading usi waqat ho sakti ha jab market bohat fast ja rahi ha. agar market low condition ma ha ya side par to day trading mushkil ho jati ha.
                            • #839 Collapse

                              day trading wo hoti hia jo k din k waqt ki jaye subah say leh kar sham tak he wo trade close kar di jaye to wo trades day trading kehlati hia ahsay he khuc loog night trading kartey hian but yeh toh aap k knowledge per depend hai k aap ko kaisa knowledge hia aap waisay he trade kartey ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                Day trading hum iss ko khty hai ka jab hum apna trading ka kam means buy or sell din main karty hain. iss ko day trading kahty hain. agar raat ko karain ga tu iss ko night trading kahty hain. tu ye ap par depend karta hai ap kis time trading akrna chaty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X