day trading yah huti ha ka apna aik din ma kitni trade ki hu is ma pura aik din huta ha aur yah short term trade kahlati ha aur bahut sa log aisa huta ha jo is ko targi data ha kiyu ka zayda woh log isa karta ha jin ka pas zayda investment nahi huti aur woh short term trade ko tarji data ha kiyu ka woh risk zayda nahi la skta is liya un ka liya behtar ha
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим