day trading kia hota ha?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    mery khayl ma ay trding ka mtlb ha ks dn ma 3 ya 4 ganty trding krna ha aur ya part tyme trding ha,isy part tyme trding b khty hyn.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Main ye Samjhaa hon K jo trade ap Time frame Par D1 click Kar k lagatay hain wo Day Trade kehlati hai its mean K Aap nay subha kuch buy kiyaa thaa Ab Sara Din Aaap us ki movement ko note Karain gy or Raat Main usay Close Karain Gy..yaa Agar raat Main Lagai hai tou ap Morning main usay close KArain Gy,Agar Mera jawab ghalat hai Tou please Tashee Karwa dijye Ga thnx
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #48 Collapse

        day trading kar matlab hain . din main trading main . par forex trading main koye be pabande nahee hian is main app din main din main be trading kar sakty ho .or app is main app raat ko be trading kar sakty ho . buss app ko forex trading main experience or knowledge hasil hona chayee
         
        • #49 Collapse

          INho nay pocha hai k kis din trading hoti hai trading monday se le kar friday tak hoti hai aur 2 din close hoti hai trading ki market is 5 din me hum trading kar saktay hyn is k bad 2 din trade hum nahi kar saktay hyn.
          • #50 Collapse

            i think day trading ka matlb hai day time frame me trade karna and i think We can manage the loss very easily but to manage the loss and to control the loss we should know the money management and when we have a power of this then we can control the loss.
            • #51 Collapse

              day trading hota ha pory day kie trading pory day main jo kuch hova ha jety bhe ups and downs ay hn un sub ka recard rakhna un ka janna sub kuch is main shamil ha porficinal trader easi ka he rahara laty hn aur trade krtx hn aur profit bhe earn krty hn
              • #52 Collapse

                day trading is specifically selling and buying by financial instruments with in the same day usually all the position closed before the trading day
                • #53 Collapse

                  day trading ye hota hai k hum hur roz jo trade karty hain or har roz humy kuch na kuch lena chahiya or kuch na kuch loss karna chahiya trade mai profit loss humesha atay hain par humy trade esa karna chahiya k humy zyada loss na ho
                  • #54 Collapse

                    jis ko hum night main karty hai.wasay zayada achi trading day main ki ja sakty hay.night main trading say hum acha profit hasil nahi ker sakty.kue kay forex news ka time bi akser day main hi ata hay,... hoti hai woi sai time or day hota hai trading k liye or ye time hota i think 4 to 6 pm and after 2 am.
                    • #55 Collapse

                      bahi day trading means k aap ki wo trade jo daily aap day start pa open karin aur usi din close kar dain yahi aiksar asa hota hai market ki tai dekh kar invester daily trade opne karta hain aur kuch ghanto bad ya phir un k time k mutabiq rat ko close kar datay hai is sa aksar wo faida uthatay hai isay day trade kahtay hain
                      • #56 Collapse

                        Day trading say murad din ki trading ha.jo log din main trading krtay han un ki timing 2 say 5 hoti ha aur yeh din ka peak time ha.
                         
                        • #57 Collapse

                          bhai day trading matlab timing hai aap subha trading karo ge to us day trading ka naam de diya jae ga, day trading bohat faida mand hoti hai is wakt aap ka damag sirif trading pe hota hai aur koi soch nahi hoti.
                           
                          FOREX PAK FORUM FOREVER
                          • #58 Collapse

                            bhai ap jab subha kam karein ge to use kehte hain agar raaat ko trading karein ke to use night trading kahein ge aur jab aap dupehar mein trading karein ge to use evening trading kahein ge.
                               
                            FOREX PAK FORUM FOREVER
                            • #59 Collapse

                              dear mein abi new hoon forex trading mere khayal se to day trading usay kehte jo trade usi time ya 1 din k andar close ho jaye or isay short term trade bi kehte hein..or agar ham trade 1 din mein close na krein to wo i think long trade hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                day trading wo trading hai jis ma market din k waqt open hoti hai iss waqt ma app ko profit ka chance kam hotya hai kyun k din k waqt pori dunia sy aknhin na kahin sy traders online hoty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X